Search results
Saved words
Showing results for "murG-e-chaman"
Meaning ofSee meaning murG-e-chaman in English, Hindi & Urdu
English meaning of murG-e-chaman
Noun, Masculine
- birds of the garden, bulbul
Sher Examples
hai josh-e-gul bahār meñ yaañ tak ki har taraf
uḌte hue ulajhte haiñ murġh-e-chaman ke paañv
hai josh-e-gul bahaar mein yan tak ki har taraf
uDte hue ulajhte hain murgh-e-chaman ke panw
na phuul murġh-e-chaman apnī ḳhush-navā.ī par
javāb haiñ mire naale tire tarāne ke
na phul murgh-e-chaman apni KHush-nawai par
jawab hain mere nale tere tarane ke
phir charāġh-e-lāla se raushan hue koh o daman
mujh ko phir naġhmoñ pe uksāne lagā murġh-e-chaman
phir charagh-e-lala se raushan hue koh o daman
mujh ko phir naghmon pe uksane laga murgh-e-chaman
मुर्ग़-ए-चमन के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- जंगली पक्षी, बाग़ की चिड़िया, बुलबुल
مُرْغِ چَمَن کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ۱ ۔ باغ کا پرندہ ؛ (مجازاً) خوش آواز پرندہ ، بلبل ، ہزار داستاں ، عندلیب ، گل دم ۔
- ۲۔ جنگلی پرند
Urdu meaning of murG-e-chaman
- Roman
- Urdu
- ۱ ۔ baaG ka parindaa ; (majaazan) Khushaavaaz parindaa, bulbul, hazaar daastaa.n, andliib, guldam
- ۲۔ janglii parind
Related searched words
Showing search results for: English meaning of murgechaman, English meaning of murghechaman
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
balad
बलद
.بَلَد
city, town, country, region
[ Ab shahr-e-Banaras hi ko le lijiye ise zila kahein ya balad baat ek hi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shor-Gul
शोर-ग़ुल
.شور غُل
noise and din
[ Wo ek aisi basti thi jahan shor-ghul, rel-pel, dhakkam-dhakka aam baat thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHayaalii
ख़याली
.خَیالی
imaginary, visionary, fabricated, fictitious
[ Wo khyali batein sabko sunata rahta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maatam
मातम
.ماتَم
mourning, grief
[ Apne shauhar ki wafat ki khabar sun kar wo matam kar rahi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'utaarid
'उतारिद
.عُطارِد
the planet Mercury
[ Science-danon ke mutabiq Atarid par zindgi na-mumkin hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
riyaasat
रियासत
.رِیاسَت
state, country
[ Azad Hindustan mein ab chhattis riyasten ho gayi hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munsif
मुंसिफ़
.مُنصِف
just judge, arbitrator
[ Uska gaahak yani qaari uski banayi huyi muaasharti taswir ka awwal wa aakhir munsif hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
takraar
तकरार
.تَکْرار
argument, altercation, contention
[ Ram aur Shyam Gair-zaroori masle par takrar kar rahe hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zohra
ज़ोहरा
.زہرہ
the planet Venus
[ Science-daan tabqa zohra ke baare mein malumat jama kar raha hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mo'tabar
मो'तबर
.مُعْتَبَر
reliable, trustworthy, authentic
[ Ghalib ki baat unke ahd mein na sahi unke baad bahut motabar aur qabil-e-tawajjoh thahri ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (murG-e-chaman)
murG-e-chaman
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone