Search results
Saved words
Showing results for "muKHtaar"
Meaning ofSee meaning muKHtaar in English, Hindi & Urdu
English meaning of muKHtaar
Adjective
- authorized, competent, legally empowered, independent invested with the power of attorney
Sher Examples
muḳhtār haiñ vo likkheñ na likkheñ javāb-e-ḳhat
sāhab ko roz apnā arīza report hai
muKHtar hain wo likkhen na likkhen jawab-e-KHat
sahab ko roz apna ariza report hai
āmāl kī pursish na kar ai dāvar-e-mahshar
majbūr to muḳhtār kabhī ho nahīñ saktā
aamal ki pursish na kar ai dawar-e-mahshar
majbur to muKHtar kabhi ho nahin sakta
muḳhtār maiñ agar huuñ to majbūr kaun hai
majbūr aap haiñ to kise iḳhtiyār hai
muKHtar main agar hun to majbur kaun hai
majbur aap hain to kise iKHtiyar hai
मुख़्तार के हिंदी अर्थ
विशेषण
- अधिकृत, जिस के पास अधिकार हो, स्वतंत्र, सम्पन्न
- प्रबंधक, अभिभावक, संरक्षक, कार्यकर्ता, सारे अधिकार जिसके हवाले कर दिए जाएँ, अपनी इच्छा के अनुसार काम करने में स्वतंत्र
- गाँव का मुखिया, अध्यक्ष
- वकील ,वकालत के पेशे से संबद्ध, जिसे सामान्य से अदालत में मुक़दमे की पैरवी का अधिकार प्राप्त हो, दीवानी न्यायालय का वकील
-
गुमाश्ता अर्थात अभिकर्ता, एजेंट, जिसे वैधानिक रूप से अधिकार दिया गया हो, जिसे किसी काम का अधिकार अथवा नियंत्रण सौंपा गया हो, जो दूसरे के बदले काम करने के लिए नियुक्त किया जाए, उप प्रतिनिधि, स्थापनापन्न पात्र जो प्रतिनिधित्व के योग्य हो
विशेष • गुमाश्ता= वह मनुष्य जो किसी बड़े व्यापारी या कोठीवाल की ओर से बही आदि लिखने या माल ख़रीदने और बेचने पर नियुक्त हो, प्रतिनिधि
- चुना गया, छाँटा गया, चयनित किया गया, नामित किया गया, पसंद किया गया, वह जिसे अधिकार दिया गया हो, वह जिसे प्राथमिकता दी गई हो
مُخْتار کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- اپنے قول وعمل میں آزاد، اختیاررکھنے والا مجاز، مالک، کرتا دھرتا
- سربراہ کار، سرپرست، ولی، کارکن، تمام اختیارات جس کے حوالے کردیئے جائیں، اپنی مرضی کے مطابق کام کرنے میں آزاد
- بااختیار، آزاد، مجاز، سربراہ کار، سرپرست، گماشتہ ایجنٹ، اختاردیا گی، پسند کیا گیا
- گاؤں کا مکھیا، سردار
- وکیل، پیشۂ وکالت سے منسلک، جسے عام طور سے عدالت میں مقدمے کی پیروی کا حق حاصل ہو، عدالت دیوانی کا وکیل
- جسے قانونی اختیاردیا گیا ہو جسے کسی کام کا اختیارسونپا گیا ہو، جو دوسرے کے بدلے کام کرنے کے لیے مقرر کیا جائے، نائب کارندہ، قائم مقام کارندۂ مجاز
- چنا گیا، چھانٹا گیا، منتخب کیا گیا، نامزد کیا گیا پسند کیا گیا، اختیار دیا گیا، ترجیح دیا گیا
Urdu meaning of muKHtaar
- Roman
- Urdu
- apne qaul vaamal me.n aazaad, iKhatiyaar rakhne vaala majaaz, maalik, kartaa dhartaa
- sarabraah kaar, saraprast, valii, kaarkun, tamaam iKhtyaaraat jis ke havaale karadi.e jaa.en, apnii marzii ke mutaabiq kaam karne me.n aazaad
- baa.iKhatiyaar, aazaad, majaaz, sarabraah kaar, saraprast, gumaashta ejainT, akhtaar diyaa gii, kiya gayaa
- gaanv mukhiya, sardaar
- vakiil, peshaa-e-vakaalat se munslik, jise aam taur se adaalat me.n muqaddame kii pairavii ka haq haasil ho, adaalte diivaanii ka vakiil
- jise qaanuunii iKhatiyaar diyaa gayaa ho jise kisii kaam ka iKhatiyaar saumpaa gayaa ho, jo duusre ke badle kaam karne ke li.e muqarrar kiya jaaye, naayab kaarinda, qaa.im maqaam kaarinda-e-majaaz
- chunaa gayaa, chhaanTaa gayaa, muntKhab kiya gayaa, naamzad kiya gayaa pasand kiya gayaa, iKhatiyaar diyaa gayaa, tarjiih diyaa gayaa
Synonyms of muKHtaar
Compound words of muKHtaar
Related searched words
Showing search results for: English meaning of mukhtar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qisaas
क़िसास
.قِصاص
the law of retaliation, lex talionis
[ Jaan ka badla jaan hi hota hai lekin kabhi-kabhi ye qisas maal ki surat mein bhi adaa kiya ja sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasir
क़ासिर
.قاصِر
unable, inefficient, incapable
[ Qasir hone ki vajah se hi Anwar ne research ka kaam chhod diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muqarrar
मुक़र्रर
.مُقَرَّر
appointed, assigned
[ Ahmad Sahab Congress ke zamane mein naye-naye school master muqarrar hue the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rizq
रिज़्क़
.رِزْق
daily bread, sustenance, livelihood subsistence
[ Jisne paida kiya hai wo har halat mein rizq dega lekin koshish aur mehnat zaruri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diqqat
दिक़्क़त
.دِقَّت
delicate matter, intricacy, difficulty
[ Zarurat ki mamuli si chiz bhi hasil karne ke liye diqqat uthani padti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqriir
तक़रीर
.تَقْرِیر
address, lecture, talk
[ taqriban sabhi Leader taqreer karne mein mahir hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabr
क़ब्र
.قَبْر
grave
[ Jo dusron ki burai karta hai wo apni qabr aap khodta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqsad
मक़्सद
.مَقْصَد
purpose, intention, object, aim
[ Jo log zindagi ko maqsad ki surat basar karte hain wo khwahishon ke hisar mein giraftar nahin hote ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qavaa'id
क़वा'इद
.قَواعِد
grammatical rules, grammar
[ Qavaid zaban ke dhanche se bahas karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabaa
क़बा
.قَبَا
quilted garment
[ Jab us (ladki) ne apni naqab ulti aur apni qabaa utari to maine dekha ki wo husn mein laa-jawab hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (muKHtaar)
muKHtaar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone