Search results
Saved words
Showing results for "muKHtaar-e-kul"
Meaning ofSee meaning muKHtaar-e-kul in English, Hindi & Urdu
English meaning of muKHtaar-e-kul
Noun, Masculine
- one invested with full powers, a plenipotentiary, all in all, factotum
Sher Examples
dil kā.enāt-e-ishq meñ shāhoñ kā shaah hai
muḳhtār-e-kul tamām safed o siyāh kā
dil kaenat-e-ishq mein shahon ka shah hai
muKHtar-e-kul tamam safed o siyah ka
go thā muḳhtār-e-kul magar insāñ
kitnī majbūriyoñ kī zad meñ thā
go tha muKHtar-e-kul magar insan
kitni majburiyon ki zad mein tha
tumhīñ ne ḳhair se muḳhtār-e-kul banāyā hai
tumhīñ batāo ki ham ko hai iḳhtiyār kahāñ
tumhin ne KHair se muKHtar-e-kul banaya hai
tumhin batao ki hum ko hai iKHtiyar kahan
मुख़्तार-ए-कुल के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- वो जिसे पूरा अधिकार प्राप्तो हो, पूर्ण अधिकार वाला
مُخْتار کُل کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- وہ جسے مکمل اختیار حاصل ہو، پورا بااختیار، مدارالمہام، جسے قطعی اختیار حاصل ہو، جسے پورا پورا اختیار دے دیا گیا ہو
Urdu meaning of muKHtaar-e-kul
- Roman
- Urdu
- vo jise mukammal iKhatiyaar haasil ho, puura baa.iKhatiyaar, madaaraalamhaam, jise qati.i iKhatiyaar haasil ho, jise puura puura iKhatiyaar de diyaa gayaa ho
Related searched words
Showing search results for: English meaning of mukhtaarekul, English meaning of mukhtarekul
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mustaqbil
मुस्तक़बिल
.مُسْتَقْبِل
future, time ahead
[ Shila apna mustaqbil janne ke liye pandit ji ko hath dikha rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziyaa
ज़िया
.ضِیا
light, blaze, illumination
[ Chand ki chandi sitaron ki ziya ko mand kar deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muKHaalif
मुख़ालिफ़
.مُخالِف
opponent, enemy, adversary
[ Maujooda hukumat par dabav dalne ke liye mukhalif partiyon ne hath mila liya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
riyaaz
रियाज़
.رِیاض
regular and constant practice to learn something
[ Har fan mein kamal hasil karne ke liye sakht riyaz ki zaroorat hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziddii
ज़िद्दी
.ضِدّی
headstrong, stubborn, obstinate
[ Ziddi bade hon ya bachche samajh se khali hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tarab
तरब
.طَرَب
happiness, cheerfulness, joy
[ Mahfil-e-tarab mein koi ranjida baat kahan yaad ki jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razaa
रज़ा
.رَضا
desire, will, wish
[ Kuchh insan aise bhi hote hain jinse khud khuda unki raza puchhta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raazii
राज़ी
.راضی
satisfied, agreed, agreeable
[ Faza kharab hone ki wajah se shahr ke hakim juloos nikalne ki ijazat dene ko razi nahi hue ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taarii
तारी
.طاری
coming unexpectedly, intervening, happening
[ Shahr mein haiza se kai mauten hone ki wajah se logon par khauf tari ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baqaa
बक़ा
.بَقا
security, safety
[ Duniya mein amn ki baqaa ke liye bahut conferencen hoti hain lekin jangein phir bhi nahin ruktin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (muKHtaar-e-kul)
muKHtaar-e-kul
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone