Search results
Saved words
Showing results for "mukaafaat-e-'amal"
Meaning ofSee meaning mukaafaat-e-'amal in English, Hindi & Urdu
English meaning of mukaafaat-e-'amal
Noun, Feminine
- recompense of deeds (esp. of misdeeds), compensation of deeds
Sher Examples
ham-nashīñ dekh mukāfāt-e-amal hai duniyā
kaam kuchh bhī yahāñ asbāb nahīñ aate haiñ
ham-nashin dekh mukafat-e-amal hai duniya
kaam kuchh bhi yahan asbab nahin aate hain
mukāfāt-e-amal hai bazm-e-hastī
yahīñ dozaḳh yahīñ ḳhuld-e-barīñ hai
mukafat-e-amal hai bazm-e-hasti
yahin dozaKH yahin KHuld-e-barin hai
mukāfāt-e-amal ḳhud rāsta tajvīz kartī hai
ḳhudā qaumoñ pe apnā faisla jaarī nahīñ kartā
mukafat-e-amal KHud rasta tajwiz karti hai
KHuda qaumon pe apna faisla jari nahin karta
मुकाफ़ात-ए-'अमल के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- कर्मों का बदला, (आमतौर पर) पाप की सज़ा, गुनाह की सज़ा, पापों का बदला, किये की सज़ा
مُکافاتِ عَمَل کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- عمل کا بدلہ، (عموماً) گناہ کی سزا، کیے کی سزا
Urdu meaning of mukaafaat-e-'amal
- Roman
- Urdu
- amal ka badla, (umuuman) gunaah kii sazaa, ki.e kii sazaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of mukaafaateamal, English meaning of mukaaphaateamal
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Garaz
ग़रज़
.غَرَض
intention, purpose
[ Insan ki tamam koshishon ke pichhe koi na koi gharaz zaroor hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sad
सद
.صَد
hundred, cent
[ Ainda dahaiyon mein Hindustan apni aazadi ki sad-saala taqrib mana raha hoga ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
parcham
परचम
.پَرْچَم
flag, banner, tassel, ensign
[ Naagaah parchan-e-shahi daar-ul-mulk Dehli se Lakhnawti ki janib rawana hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
labrez
लबरेज़
.لَبْریز
brimful, overflowing
[ Kuaan pani se labrez hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tifl
तिफ़्ल
.طِفْل
infant, child
[ Barkhilaf unke Musailma ne dawa kiya tha ki meri tasdiq par har tifl gawahi dega ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tamannaa
तमन्ना
.تَمَنّا
wish, desire, longing
[ Mujahidin-e-aazadi-e-Hindustan sar-faroshi ki tamanna rakhte the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maktuub
मक्तूब
.مَکْتُوب
letter, epistle
[ Naye faujdari qwanin ke nafaz ke liye wazarat-e-dakhla ne riyasaton ko maktub likhe ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muzaafaat
मुज़ाफ़ात
.مُضافات
suburbs, countrysides, surroundings
[ Ham Lucknow wa Dehli donon se dur hain magar muzafat-e-Awadh se zaroor hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muuslaa-dhaar
मूसला-धार
.مُوسْلا دھار
continuous raining, heavy, or pelting
[ Musla-dhar minh (Rain) barsa ki char ghante kamil parnale (Canal) chala kiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sa'ii
स'ई
.سَعْی
attempt, effort
[ Jagirdaron ne barabar apni jagir-dari ko bachaae rakhne ki sayi ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (mukaafaat-e-'amal)
mukaafaat-e-'amal
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone