Search results
Saved words
Showing results for "mubaarakbaad"
Meaning ofSee meaning mubaarakbaad in English, Hindi & Urdu
Vazn : 12221
Tags: Benedictory
English meaning of mubaarakbaad
Persian, Arabic - Noun, Feminine, Inexhaustible
- blessed
- august, sacred, holy
- Welcome! well! hail! all hail! blessings (on you)! congratulations (to you)
- happy, fortunate, auspicious
Sher Examples
sālgirah par kitnī nek tamannā.eñ mausūl huiiñ
lekin in meñ ek mubārakbād abhī tak baaqī hai
salgirah par kitni nek tamannaen mausul huin
lekin in mein ek mubarakbaad abhi tak baqi hai
jā.egī gulshan talak us gul kī aamad kī ḳhabar
aa.egī bulbul mire ghar meñ mubārakbād ko
jaegi gulshan talak us gul ki aamad ki KHabar
aaegi bulbul mere ghar mein mubarakbaad ko
kisī ko sāl-e-nau kī kyā mubārakbād dī jaa.e
calender ke badalne se muqaddar kab badaltā hai
kisi ko sal-e-nau ki kya mubarakbaad di jae
calender ke badalne se muqaddar kab badalta hai
मुबारकबाद के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - संज्ञा, स्त्रीलिंग, अव्यय
- बधाई हो, शुभ सूचना, ख़ुशख़बरी
- यह वाक्य प्रायः ख़ुशी के अवसर पर एक-दूसरे से कहते हैं
- ख़ुशी एवं उत्सव के अवसर पर गाया जाने वाला गीत
- (आशीर्वाद) मंगलमय हो, कल्याण हो, मुबारक हो
مُبارک باد کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - اسم، مؤنث
- کسی کو مبارک کہنا، بدھائی، تہنیت، خوش خبری
- اچھی اور دل کو مسرور کر دینے والی بات، مژدہ
- خوشی کا گیت جو شادی وغیرہ کے موقع پر گایا جائے اور اس میں تہنیت کا مضمون ہو
- (کلمۂ دعائیہ) مبارک ہو، خدا برکت دے، برکت نصیب ہو، نیک اور سعید ہو، ساز گار آئے
Urdu meaning of mubaarakbaad
- Roman
- Urdu
- kisii ko mubaarak kahnaa, badhaa.ii, tahniyat, KhushaKhabrii
- achchhii aur dil ko masruur kar dene vaalii baat, muzdaa
- Khushii ka giit jo shaadii vaGaira ke mauqaa par gaayaa jaaye aur is me.n tahniyat ka mazmuun ho
- (kalmaa-e-du.aaiyaa) mubaarak ho, Khudaa barkat de, barkat nasiib ho, nek aur sa.iid ho, saazgaar aa.e
Proverbs of mubaarakbaad
Related searched words
Showing search results for: English meaning of mubaaraqbaad, English meaning of mubarakbad
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tashaddud
तशद्दुद
.تَشَدُّد
violence, oppression
[ Tashaddud se koi masla hal nahin hota lekin har taraf tashaddud ka hi raaj hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rishvat
रिश्वत
.رِشْوَت
gift for corrupting a judge, a bribe
[ Har mahine tankhvah ke alawa taqriban bees hazar rupaye rishvat mein mil jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shar
शर
.شَر
evil, wrongdoing, badness
[ Zamin par hone vale sab jhagde aur dange aadmi ke shar-pasand hone ke suboot hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shoKH
शोख़
.شوخ
playful, naughty, sprightly, cheerful
[ Bachche ki adaten thodi shokh hon to achchhi lagti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shajar
शजर
.شَجَر
tree, plant, shrub
[ Barfbari ho rahi thi aur shajar jaise thithure huye khade nazar aa rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aahada
मु'आहदा
.مُعاہَدَہ
contract, covenant, agreement, confederacy, alliance
[ Donon fariq ke darimyan ye muahada hua ki vo ek dusre ke muamale mein dakhl na den ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir-KHvaar
शीर-ख़्वार
.شِیر خوار
a suckling, infant, babe
[ Bahut chhota bachcha jis ki khurak dudh hi ho use shir-khwar kaha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shutar
शुतर
.شُتَر
camel
[ Shuturmurgh aisa parinda hai jiski gardan aur tangen oont ke mushabeh hoti hain isi liye use shuturmurgh kaha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dasht
दश्त
.دَشْت
desert, a steppe, an arid plain, a forest
[ Ye ek aisa ilaqa hai jahan hare-bhare jangalat, dasht-o-bayaban sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaaduu-nigaah
जादू-निगाह
.جادُو نِگاہ
glance which casts a charm, spell
[ Rahim ek jadu-nigah hasina ke aankhon ke tir se ghayal ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (mubaarakbaad)
mubaarakbaad
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone