Search results
Saved words
Showing results for "mubaalaGa"
Meaning ofSee meaning mubaalaGa in English, Hindi & Urdu
English meaning of mubaalaGa
Noun, Masculine
- exaggeration, boasts, hyperbole
Sher Examples
un se ab iltifāt kī ġhair ko haiñ shikāyateñ
sun ke mirā mubālaġha minnat-e-ehtirāz meñ
un se ab iltifat ki ghair ko hain shikayaten
sun ke mera mubaalagha minnat-e-ehtiraaz mein
maiñ dasht huuñ ye muġhālta hai na shā.irāna mubālaġha hai
mire badan par kahīñ qadam rakh ke dekh naqsh-e-qadam banegā
main dasht hun ye mughaalta hai na shairana mubaalagha hai
mere badan par kahin qadam rakh ke dekh naqsh-e-qadam banega
kahā ye dil ne sunī guftugū jo nāseh kī
mubālaġha hai bahut is meñ vāqi.a kam hai
kaha ye dil ne suni guftugu jo naseh ki
mubaalagha hai bahut is mein waqia kam hai
मुबालग़ा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- अतिशयोक्ति, बात बढ़ा चढ़ा कर करना, वास्तविकता से परे
- बहुत बढ़ाकर कही हुई बात
- बहुत बढ़ा-चढ़ाकर कही हुई बात
- बात को बढ़ा-चढ़ाकर कहना, अत्युक्ति, अतिरंजना।
- अत्युक्ति; अतिशयोक्ति
مُبالَغَہ کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- حد سے بڑھ کر تعریف یا بُرائی کرنا، بڑھا چڑھا کر بیان کرنا، اعتدال سے بڑھی ہوئی بات یاوہ گوئی
- حد سے حد، زیادہ سے زیادہ (قدیم)
- حد سے زیادہ بڑھ جانا، اعتدال سے بڑھ جانا
- تاکید کرنا، اصرار کرنا
- سخت کوشش کرنا، سعیِ بلیغ کرنا، کوئی کام بڑھا چڑھا کر کرنا
- (عربی قواعد) وہ مشتق کلمہ جو مبالغے کے معنی دے، عموماً فعّال یا فعال کے وزن پر ہوتا ہے
- (بدیع) مدح یا ہجو میں اتنی زیادتی جو فعل یا عادت یا دونوں کی رُو سے ممکن نہ ہو
- جب کسی کے دل و دماغ پر کسی کی شخصیت، علمیت اور شفقت کے اتنے گہرے اثرات مرتسم ہو رہے ہوں تو مبالغہ ناگزیر ہو جاتا ہے
Urdu meaning of mubaalaGa
Roman
- had se ba.Dh kar taariif ya buraa.ii karnaa, ba.Dhaa cha.Dhaa kar byaan karnaa, etidaal se ba.Dhii hu.ii baat yaavaago.ii
- had se had, zyaadaa se zyaadaa (qadiim
- had se zyaadaa ba.Dh jaana, etidaal se ba.Dh jaana
- taakiid karnaa, israar karnaa
- saKht koshish karnaa, su.ii-e-baliiG karnaa, ko.ii kaam ba.Dhaa cha.Dhaa kar karnaa
- (arbii qavaa.id) vo mushtaq kalima jo mubaalGe ke maanii de, umuuman phaul ya phaalke vazan par hotaa hai
- (badii) madah ya hajav me.n itnii zyaadtii jo pheal ya aadat ya dono.n kii ro.o se mumkin na ho
- jab kisii ke dil-o-dimaaG par kisii kii shaKhsiyat, ilmiiyat aur shafqat ke itne gahre asaraat murtasim ho rahe huu.n to mubaalaGa naaguziir ho jaataa hai
Compound words of mubaalaGa
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of mubaalaga, English meaning of mubaalagha
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (mubaalaGa)
mubaalaGa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone