Search results
Saved words
Showing results for "mastii-e-shauq"
Meaning ofSee meaning mastii-e-shauq in English, Hindi & Urdu
English meaning of mastii-e-shauq
- intoxication of love, ardour
Sher Examples
ishq kā ye nasha ye mastī-e-shauq
utar aa.e mai-o-subū dil meñ
ishq ka ye nasha ye masti-e-shauq
utar aae mai-o-subu dil mein
mastī-e-shauq sambhalne nahīñ detī 'ishqī'
jaam lab tak nahīñ aatā ki chhalak jaatā hai
masti-e-shauq sambhalne nahin deti 'ishqi'
jam lab tak nahin aata ki chhalak jata hai
chāk-pairāhanī-e-gul ko sabā jāntī hai
mastī-e-shauq kahāñ band-e-qabā jāntī hai
chaak-pairahani-e-gul ko saba jaanti hai
masti-e-shauq kahan band-e-qaba jaanti hai
Urdu meaning of mastii-e-shauq
- Roman
- Urdu
Showing search results for: English meaning of masteeeshauq, English meaning of mastieshauk
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rashk
रश्क
.رَشْک
jealous, emulation
[ Nizamuddin Auliya ko Saadi par be-intiha rashk tha isliye unki pairvi karne ke liye Khusrau aur Sajzi ko mashvara diya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqiiq
रक़ीक़
.رَقِیْق
thin, fine
[ Tabib ne ilaj ke liye jo dawayen batayin un mein kuchh majoon aur raqiq sharbat zaroor hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shafiiq
शफ़ीक़
.شَفِیق
kind friend, tender, merciful
[ Maan-baap jaisa shafiq duniya mein koi aur nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razzaaq
रज़्ज़ाक़
.رَزّاق
provider of food, sustainer
[ Duniya hi kya kaynat mein maujud sabhi jandaron ka razzaq khuda hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashish
कशिश
.کَشِش
attraction, allurement, magnetism
[ Gulfam ne shadi ka libas pahna aur baithak mein dakhil hua uski kashish se har ek ke munh khule rah gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asbaaq
अस्बाक़
.اَسْباق
lessons, portions of text book
[ Bachche imtihan se pahle apne asbaq ko sarsari nigah se dekh rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ittifaaq
इत्तिफ़ाक़
.اِتِّفاق
concurrence, agreement
[ Kisi bhi jhagde ya tanaza ka hal ittifaq-raae se hi hona chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kufr
कुफ़्र
.کُفْر
to be unbelieving, or ungrateful, ingratitude
[ Na-shukri ko bhi kufr isliye kahte hain ki ismein mohsin (generous) ke ehsan ko chhupana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaq
ताक़
.طاق
a niche, a shelf
[ Taaq diya jalane ke liye umooman istemal hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaqq
शक़्क़
.شَقّ
splitting, cleaving, tearing
[ Bail jinke khuron ki dhamak se zamin ka kaleja shaqq ho kar arzi (earthly) khazanon ke dahane khul jaya karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (mastii-e-shauq)
mastii-e-shauq
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone