Search results
Saved words
Showing results for "mash.huur"
Meaning ofSee meaning mash.huur in English, Hindi & Urdu
English meaning of mash.huur
Adjective, Singular
- famous, well known, noted, celebrated, popular
Sher Examples
kitnī āsānī se mash.hūr kiyā hai ḳhud ko
maiñ ne apne se baḌe shaḳhs ko gaalī de kar
kitni aasani se mashhur kiya hai KHud ko
main ne apne se baDe shaKHs ko gali de kar
mohabbat ko chhupā.e laakh koī chhup nahīñ saktī
ye vo afsāna hai jo be-kahe mash.hūr hotā hai
mohabbat ko chhupae lakh koi chhup nahin sakti
ye wo afsana hai jo be-kahe mashhur hota hai
kāġhaz meñ dab ke mar ga.e kiiḌe kitāb ke
dīvāna be-paḌhe-likhe mash.hūr ho gayā
kaghaz mein dab ke mar gae kiDe kitab ke
diwana be-paDhe-likhe mashhur ho gaya
مَشْہُور کے اردو معانی
Roman
صفت، واحد
- (اچھائی یا برائی کے لیے) شہرت دیا گیا، جسے اکثر لوگ جانتے پہچانتے ہوں، نامور یا بدنام، معروف، عام، نامی
- الم نشرح، طشت ازبام، زبان زد خلائق، شہرت پایا ہوا
- حدیث آحاد کی ایک قسم جسے ہر زمانے میں تین یا اس سے زیادہ راویوں سے روایت کیا ہو
Urdu meaning of mash.huur
Roman
- ۱۔ (achchhaa.ii ya buraa.ii ke li.e) shauhrat diyaa gayaa, jise aksar log jaante pahchaante huu.n, naamvar ya badnaam, maaruuf, aam, naamii
- ۲۔ alamnashrah, tasht azbaam, zabaan zid-e-Khalaa.iq, shauhrat paaya hu.a
- ۳۔ hadiis aahaad kii ek qism jise har zamaane me.n tiin ya is se zyaadaa raaviyo.n se rivaayat kyaa ho
Synonyms of mash.huur
Antonyms of mash.huur
Compound words of mash.huur
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ijaazat
इजाज़त
.اِجازَت
permission, authority, liberty
[ Doctor ki ijazat ke baghair mariz ko aisa kuchh nahin karna chahiye jis se bimari badh jaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bazzaaz
बज़्ज़ाज़
.بَزّاز
cloth merchant, clothier, draper
[ Bazzaz ki dukan rang-birange kapdon se bhari thi lekin kuchh pasand nahin aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHabar
ख़बर
.خَبَر
information
[ Kal ya parson ek shakhs aayega apna name Akbar batayega main bank mein hun fauran khabar kar dena ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaKHiir
ताख़ीर
.تاخِیْر
delay, lateness
[ Apne dost ki shadi ki khabar mujhe mili bhi to takhir se mili isliye main sharik na ho saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zar
ज़र
.زَر
money, riches, wealth
[ Zindagi mein zar ki badi ahmiyat hai iske liye jhagde bhi hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
roz
रोज़
.روز
daily, a day, per diem, every day
[ Aajkal har roz roz-e-qayamat lagta hai pareshaniyan bahut hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
buz
बुज़
.بُز
goat, sheep, ram
[ Bakre be-had darpok hote hain shayad isiliye darpok aadmi ko buz-dil kahte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarii
ज़री
.زَرِی
anything woven with gold thread, golden embroidery
[ Zari ke kaam ke kapdon ka riwaj shadi-byah mein bahut hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaziir
वज़ीर
.وَزِیر
minister of state, privy-counsellor, vizier
[ Hukoomat ne wazarat mein radd-o-badal karte hue chaar wazir aur badha diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
javaaz
जवाज़
.جَواز
toleration, justification
[ Aql-mand aadmi apne har amal ko sahi sabit karne ka javaz dhundh leta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of mashhoor, English meaning of mashhur
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (mash.huur)
mash.huur
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone