Search results
Saved words
Showing results for "marg"
Meaning ofSee meaning marg in English, Hindi & Urdu
Origin: Persian
See meaning: maut
English meaning of marg
Noun, Feminine
Sher Examples
thā zindagī meñ marg kā khaTkā lagā huā
uḌne se pesh-tar bhī mirā rañg zard thā
tha zindagi mein marg ka khaTka laga hua
uDne se pesh-tar bhi mera rang zard tha
marg hī sehat hai us kī marg hī us kā ilaaj
ishq kā bīmār kyā jaane davā kyā chiiz hai
marg hi sehat hai us ki marg hi us ka ilaj
ishq ka bimar kya jaane dawa kya chiz hai
ġham-e-hastī kā 'asad' kis se ho juz marg ilaaj
sham.a har rañg meñ jaltī hai sahar hote tak
gham-e-hasti ka 'asad' kis se ho juz marg ilaj
shama har rang mein jalti hai sahar hote tak
marg ik māñdgī kā vaqfa hai
yaanī aage chaleñge dam le kar
marg ek mandgi ka waqfa hai
yani aage chalenge dam le kar
مَرْگ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- موت، اجل، قضا
Urdu meaning of marg
- Roman
- Urdu
- maut, ajal, qazaa
Antonyms of marg
Proverbs of marg
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sautii
सौती
.صَوتی
vocal, phonic
[ Alfaz ki ahmiyat sirf mazmun nahin balki sauti bhi hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
harfii
हर्फ़ी
.حَرْفی
literal, relating to letters
[ Tijori se teen-char frame le aya jinmein Lenin ke chand harfi note mahfuz the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naGma-saraa.ii
नग़्मा-सराई
.نَغْمَہ سَرائی
singing a song
[ Chashme se pani ke girne ki awaz aur chidiyon ki naghma-sarai sham ki faza ko pur-lutf bana rahi thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
takabbur
तकब्बुर
.تَکَبُّر
arrogance
[ Takabbur insan ko le dubta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
parinda
परिंदा
.پَرِنْدَہ
bird, flyer
[ Mor Hindustan ka qaumi parinda hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fursat
फ़ुर्सत
.فُرْصَت
time, opportunity, occasion
[ Sumaiya ko din-bhar chulha-chauka se fursat nahin milti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
firqa
फ़िर्क़ा
.فِرْقَہ
sect, community
[ Swami Acharya Ramanand ne Ramawat firqa ki buniyad rakhi thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sho'la
शो'ला
.شُعْلَہ
flame, fire, blaze, flash
[ Abadi mein lagi hui falak bos lohe ki chimniyon se aag ke shole nikal rahe the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aarzuu
आरज़ू
.آرْزُو
wish, desire, aspiration
[ Arzuon ko chhod do to sukun hi sukun hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
falak
फ़लक
.فَلَک
the celestial sphere, sky, sphere
[ Nujumi zamin par baithe-baithe falak aur ajram-e-falaki (heavenly bodies, i.e. stars, planets, etc.) se naata-rishta jodta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (marg)
marg
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone