Search results
Saved words
Showing results for "maqsuum"
Meaning ofSee meaning maqsuum in English, Hindi & Urdu
English meaning of maqsuum
Adjective
- divided, distributed, apportioned, allotted
- written in fate, destiny
Sher Examples
har safar ke ba.ad vaisā hī safar rakkhā gayā
aur phir maqsūm merā dar-ba-dar rakkhā gayā
har safar ke baad waisa hi safar rakkha gaya
aur phir maqsum mera dar-ba-dar rakkha gaya
vo to maqsūm hī kuchh aur huā karte haiñ
sab kī taqdīr meñ ġham hoñ ye zarūrī to nahīñ
wo to maqsum hi kuchh aur hua karte hain
sab ki taqdir mein gham hon ye zaruri to nahin
agar ushshāq ke maqsūm meñ thā sadma-e-hijrāñ
banā.e jaate un ke dil bhī yā-rab sañg-o-āhan ke
agar ushshaq ke maqsum mein tha sadma-e-hijran
banae jate un ke dil bhi ya-rab sang-o-ahan ke
मक़्सूम के हिंदी अर्थ
विशेषण
- विभाजित, बाँटा हुआ, भाग्य, क़िस्मत, भाग, हिस्सा, वह संख्या जो बाँटी जाय, भाज्य ।
संज्ञा, पुल्लिंग
- भाग्य; किस्मत; तकदीर
مَقسُوم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- (ریاضی) وہ عدد جس کو تقسیم کیا جائے
- تقسیم ہونے والا ، تقسیم شدہ یا تقسیم کیا جانے والا ، بانٹا ہوا یا جو بانٹا جائے
- قسمت میں لکھا ہوا ۔
- ۔ حصہ بخرہ ۔
- (معاشیات) منافع میں شریک کے لئے خاص شرح جو کاروباری کیفیت کے پیش نظر گھٹتی بڑھتی رہے (معین شرح سود کے مقابل) ۔
- قسمت ، تقدیر ، نصیب ، مقدر ، بھاگ
- ۔(ع۔بخشش کیاگیا)۱۔صفت۔ تقسیم کیا گیا۲۔مذکر۔ علم حساب میں۔ وہ عددجس کو تقسیم کیا ہو۳۔حصہ۔ بخرہ ۴۔ نصیب ۔تقدیر۔ بخت۔مقدر۔
Urdu meaning of maqsuum
- Roman
- Urdu
- (riyaazii) vo adad jis ko taqsiim kiya jaaye
- taqsiim hone vaala, taqsiim shuudaa ya taqsiim kiya jaane vaala, baanTaa hu.a ya jo baanTaa jaaye
- qismat me.n likhaa hu.a
- ۔ hissaabaKhraa
- (ma.aashiyaat) munaafaa me.n shariik ke li.e Khaas sharah jo kaarobaarii kaifiiyat ke peshe nazar ghaTtii ba.Dhtii rahe (mu.iin sharah suud ke muqaabil)
- qismat, taqdiir, nasiib, muqaddar, bhaag
- ۔(e।baKhshish kiyaagyaa)१।sifat। taqsiim kiya gayaa२।muzakkar। ilam hisaab men। vo adadjas ko taqsiim kyaa ho३।hissaabaKhraa ४। nasiib ।taqdiir। baKht।muqaddar
Compound words of maqsuum
Related searched words
maqsuum 'alaih aKHiir
(ریاضی) ایسا عدد جس پر دیے ہوئے اعداد پورے پورے تقسیم ہو سکیں، مقسوم علیہ اعظم
maqsuum kaa utarnaa
قسمت میں لکھاہوا رزق ملنا، جو چیز قسمت میں ہو، اس کا حاصل ہونا، رزق کا قسمت میں ہونا
Showing search results for: English meaning of maksum, English meaning of maqsoom
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hadaf
हदफ़
.ہَدَف
a mark, butt, bull's-eye (for archers)
[ Kaman se nikla teer sidhe hadaf par ja kar laga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHvaah-maKHvaah
ख़्वाह-मख़्वाह
.خواہ مَخواہ
without rhyme or reason
[ Mujhe maloom hai ki Sohan nahin aayega lekin uska bhai mahinon se khwah-makhwah intizar kar raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jabiin
जबीन
.جَبِین
the forehead
[ Badshah ke diwan-e-aam mein hazir hote tazim-o-ehtiram mein har ek ki jabin jhuk gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jashn
जश्न
.جَشْن
celebration, feast
[ Ladke ki paidaish ke mauqa par pura khandan jashn mana raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nau-roz
नौ-रोज़
.نَو روز
New year's day (according to the Persian calendar
[ Waqt itna tezi se guzar gaya ki use kuchh pata hi na chala shadi ke chauthe din Masood Nauroz manane apne sasural chala gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aatish
आतिश
.آتِش
fire, flame, ignite
[ Aare ke janglon mein aisi shadid aag lagi hui thi maanon aasman se aatish baras rahi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intiKHaab
इंतिख़ाब
.اِنْتِخاب
election, option
[ Khwah-ma-Khwah mulk ka Rupya intikhab ki behudagi mein sarf hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarf
सर्फ़
.صَرْف
expenditure, cost
[ Zamin ki quvvat thode se sarf se bahut dinon tak qaaem rahti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ro'b
रो'ब
.رُعْب
terrifying, fear, terror, dread
[ Hakim ne rob-daar aawaz mein kaha ki aaj ye kam hona hi chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aqsaam
अक़्साम
.اَقْسام
kinds, types, sorts, categories
[ Baazar mein sabziyon ki mukhtalif aqsam aati hain, jinhein log paka kar khaate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (maqsuum)
maqsuum
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone