Search results
Saved words
Showing results for "maidaan"
Meaning ofSee meaning maidaan in English, Hindi & Urdu
Vazn : 221
Tags: Calligraphy Music Archaic Figurative Sufism War Terminological Jewellers
English meaning of maidaan
Sher Examples
ek hī maidān meñ leTe haiñ sab
kyā gadā kyā tājvar marne ke ba.ad
ek hi maidan mein leTe hain sab
kya gada kya tajwar marne ke baad
maiñ jab maidān ḳhālī kar ke aayā
mirā dushman akelā rah gayā thā
main jab maidan KHali kar ke aaya
mera dushman akela rah gaya tha
utre the maidān meñ sab kuchh Thiik kareñge
sab kuchh ulTā sīdhā kar ke baiTh ga.e haiñ
utre the maidan mein sab kuchh Thik karenge
sab kuchh ulTa sidha kar ke baiTh gae hain
ga.e haiñ yaar apne apne ghar dālān ḳhālī hai
agar tum aa milo aise meñ to maidān ḳhālī hai
gae hain yar apne apne ghar dalan KHali hai
agar tum aa milo aise mein to maidan KHali hai
ḳhalq be-parvā ḳhudā bandoñ se tañg aayā huā
maiñ akelā phir rahā huuñ hashr ke maidān meñ
KHalq be-parwa KHuda bandon se tang aaya hua
main akela phir raha hun hashr ke maidan mein
मैदान के हिंदी अर्थ
फ़ारसी - संज्ञा, पुल्लिंग
- ऐसा विस्तृत क्षेत्र या भूखंड जो प्रायः समतल हो और जिस पर किसी प्रकार की वास्तु-रचना आदि न हो। दूर तक फैली। WEIG हुई सपाट जमीन। मुहा०-मैदान करना या छोड़ना = किसी काम के लिए बीच में कुछ जगह खाली छोड़ना। मैदान जाना-शौच आदि के लिए, विशेषतः बस्ती के बाहर उक्त प्रकार के स्थान में जाना। पद-खुले मैदान सब के सामने।
- पर्वतीय प्रदेश से भिन्न भूभाग जो प्रायः समतल होता है।
- काफ़ी खुली हुई और लंबी चौड़ी जगह, जहाँ पेड़ आदि न हो, घोड़ा दौड़ाने का स्थान। काम करने का हल्का, कार्यक्षेत्र, समतल भूमि, चौरस जगह, युद्धक्षेत्र, लड़ाई का मैदान ।
- वह समतल विस्तृत भूमि जहाँ खेल खेला जाता है
- सपाट भूमि
- खेत।
مَیدان کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی - اسم، مذکر
- ۔(ف) معانی نمبر ۱۔۲۔۳ میں۔ مذکر۔ ۱۔وہ مقام جہاں گھوڑا دوڑاتےہیں۔ ۲۔زمین کی صاف سطح جو وسیع اور ہموار ہو۔ زمین فراخ۔ ۳۔(جوہریوں کی اصطلاح) یاقوت اور زمرد وغیرہ کا طول وعرض۔ ۴۔(قصہ گویوں کی اصطلاح) تمہید۔ ؎ ۴۔ میدان جنگ۔ ۵۔قلم کا میدان۔
عربی - اسم، مذکر
- (تصوف) مقام شہود کو اور بعض عالم اطلاق کو کہتے ہیں ۔
- (جوہری) یاقوت یا زمرد کا طول و عرض ، جواہرات کا طول و عرض
- (خطاطی) قلم کی تراش کی چوڑائی ، قلم کا وہ حصہ جسے تراشا جاتا ہے ، کسی حرف کی افقی لکیر کی چوڑائی جو قلم کی نب کی چوڑائی کے برابر ہوتی ہے ، قلم کا دستہ نیز قلم کی نب ۔
- (قدیم) اقلیم ، سلطنت ؛ عملداری
- (کنایۃ ً) بیابان ، صحرا ۔
- ۔ (قدیم) پاخانہ (جنگل جانے یا پھرنے سے مراد ہے) ۔
- موضوع، عنوان، مضمون
- جائے سرگزشت ، موقع ِواردات ؛ رزم گاہ ۔
- چٹیل زمین ، صاف اور وسیع سطح ِزمین جہاں پہاڑ اور عمارات وغیرہ نہ ہوں ، عرصہ ، فضا ؛ ہموار زمین ؛ اکھاڑا ؛ کھیت ؛ چوگان یا کوئی اور کھیل کھیلنے کی جگہ
- شعبہ ؛ فن یا ہنر جس میں مہارت ہو
- لباس وغیرہ کا درمیانی حصہ
- لڑائی ، مقابلہ ، جنگ ، صف آرائی ؛ جنگ گاہ ، رزم گاہ ۔
- وہ جگہ جہاں گھوڑے دوڑاتے ہیں (عموماً فارسی میں مستعمل)
- ۔ مقام ، مرحلہ ، منزل ۔
- ۔ (قصہ گوئی) تمہید۔
- ۔ (موسیقی) طبلے کے گردے یا طبلق کا درمیانی حصہ جس پر ہتھیلی کی تھاپ لگائی جاتی ہے ۔
- ۔ ۹۔ جگہ ، علاقہ ۔
- ۔ پد ، شعر ، نظم ، اشلوک ، تمہید
- ۔ نظم یا قصے کا کوئی منظر ، سین
Urdu meaning of maidaan
- Roman
- Urdu
- ۔(pha) ma.aanii nambar १।२।३ men। muzakkar। १।vo muqaam jahaa.n gho.Daa dau.Daate hain। २।zamiin kii saaf satah jo vasiia aur hamvaar ho। zamiin faraaKh। ३।(jauhariyo.n kii istilaah) yaaquut aur zamrud vaGaira ka tuul vaaraz। ४।(qissa gavaiyo.n kii istilaah) tamhiid। ४। maidaan-e-jang। ५।qalam ka maidaan
- (tasavvuf) muqaam shahuud ko aur baaaz aalim itlaaq ko kahte hai.n
- (jauharii) yaaquut ya zamrud ka tuul-o-arz, javaaharaat ka tuul-o-arz
- (Khattaatii) qalam kii taraash kii chau.Daa.ii, qalam ka vo hissaa jise taraashaa jaataa hai, kisii harf kii uphuqii lakiir kii chau.Daa.ii jo qalam kii nab kii chau.Daa.ii ke baraabar hotii hai, qalam ka dastaa niiz qalam kii nab
- (qadiim) iqliim, salatnat ; amaldaarii
- (kanaa.eৃ ) byaabaan, sahraa
- ۔ (qadiim) paaKhaanaa (jangal jaane ya phirne se muraad hai)
- mauzuu, unvaan, mazmuun
- jaaye sarguzasht, mauqaa ivaardaat ; razm gaah
- chaTiyal zamiin, saaf aur vasiia satah izmiin jahaa.n pahaa.D aur imaaraat vaGaira na huu.n, arsaa, fizaa ; hamvaar zamiin ; ukhaa.Daa ; khet ; chaugaan ya ko.ii aur khel khelne kii jagah
- shobaa ; fan ya hunar jis me.n mahaarat ho
- libaas vaGaira ka daramyaanii hissaa
- la.Daa.ii, muqaabala, jang, saf aaraa.ii ; janggaah, razm gaah
- vo jagah jahaa.n gho.De dau.Daate hai.n (umuuman faarsii me.n mustaamal)
- ۔ muqaam, marhala, manzil
- ۔ (qissa go.ii) tamhiid
- ۔ (muusiiqii) table ke gurde ya tablaq ka daramyaanii hissaa jis par hathelii kii thaap lagaa.ii jaatii hai
- ۔ ۹۔ jagah, ilaaqa
- ۔ pad, shear, nazam, ashlok, tamhiid
- ۔ nazam ya qisse ka ko.ii manzar, sen
Synonyms of maidaan
Rhyming words of maidaan
Related searched words
Showing search results for: English meaning of maidan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'adad
'अदद
.عَدَد
a number, a whole number
[ Dubla-patla kisi tange ka tattu aur ye chhote-bade teen adad bechare ki kamar dohari hui jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ishrat
'इशरत
.عِشْرَت
pleasure, enjoyment, mirth
[ Aish aur ishrat ki zindagi baghair koshish ke nahin milti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'itr
'इत्र
.عِطْر
essence, perfume
[ Hauz mein gulab keode ke favvare chhuTte, dar-o-divar par khas ka itr chhidka jata ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'azaab
'अज़ाब
.عَذاب
difficulty, distressing affair
[ Garmi ya sardi had se zyada ho jati hai to azab lagne lagti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'asr
'अस्र
.عَصْر
last part of the day before sunset
[ Asr ka waqt hua badshah sair-tamashe ki khatir khema se nikal kar chauki par baithe ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'urs
'उर्स
.عُرْس
a religious ceremony celebrating the union of the soul of a deceased peer
[ 23 January 2023 ko Ajmer mein Khwaja Muinuddin Chishti ka 811wan urs manaya gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ataa
'अता
.عَطا
gift, present, prize, offering
[ Angrez Hindustaniyon ke karnamon se khush ho kar unko jagiren ata karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'arzii
'अर्ज़ी
.عَرْضی
petition, application
[ Mulazmaton ke liye mukhtalif jagahon par arzi bhejte rahna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ash-'ash
'अश-'अश
.عَش عَش
bravo!, rejoicing
[ Irfan Khan aise adakar the ki log unki adakari par ash-ash kar uthte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'arsh
'अर्श
.عَرْش
sky
[ Farsh se le kar arsh tak har ek ko mujh se shikayat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (maidaan)
maidaan
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone