Search results
Saved words
Showing results for "mahtaab"
Meaning ofSee meaning mahtaab in English, Hindi & Urdu
English meaning of mahtaab
Adjective
Sher Examples
āshiqī meñ 'mīr' jaise ḳhvāb mat dekhā karo
bāvle ho jāoge mahtāb mat dekhā karo
aashiqi mein 'mir' jaise KHwab mat dekha karo
bawle ho jaoge mahtab mat dekha karo
har ek raat ko mahtāb dekhne ke liye
maiñ jāgtā huuñ tirā ḳhvāb dekhne ke liye
har ek raat ko mahtab dekhne ke liye
main jagta hun tera KHwab dekhne ke liye
gul ho mahtāb ho ā.īna ho ḳhurshīd ho miir
apnā mahbūb vahī hai jo adā rakhtā ho
gul ho mahtab ho aaina ho KHurshid ho mir
apna mahbub wahi hai jo ada rakhta ho
महताब के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- चाँद की रौशनी, चाँदनी, चंद्रिका
- एक प्रकार की आतिशबाजी जिसकी लुका या लौ सफ़ेद चमकीली होती है
- वह गोल घेरा जिसके मध्य में पलीता या चिराग़ की बत्ती रखकर तोप दाग़ते हैं
- चाँदनी का फूल अर्थात उसका पौधा, गुल-ए-चाँदनी
- गोलाकार के रूप में सफ़ेद रौशनी का एक दीपक (जिसमें हर रंग का शीशा लगाकर रौशनी का रंग अदला बदला जा सकता है)
- (पशुचिकित्सा) घोड़े का एक रंग तबाशीर के समान सफ़ेद होता है
-
बायाँ नथुना
उदाहरण • दाएँ नथुने को आफ़ताब कहते हैं और बाएँ को महताब।
विशेषण
-
रौशन (अंधेरी के विपरीत)
उदाहरण • यह देखना कि आया वह आधी रात अंधेरी होगी या महताब।
مَہتاب کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- چاند، قمر، ماہ
اسم، مؤنث
- چاند کی روشنی، چاندنی
- آتش بازی کی ایک قسم جس کا شعلہ بالکل سفید براق مہتابی ہوتا ہے
- وہ گول دائرہ جس کے وسط میں فلیتہ لگا کر توپ کو داغتے ہیں
- چاندنی کا پھول نیز اس کا پودا، گل چاندنی
- گول دائرئے کی شکل میں سفید روشنی کا ایک چراغ (جس میں ہر رنگ کا شیشہ لگا کر روشنی کا رنگ ادلا بدلا جا سکتا ہے)
- (سالوتری) گھوڑے کا ایک رنگ جو طباشیر کے مانند سفید ہوتا ہے
-
بایاں نتھنا
مثال • دائیں نتھنے کو آفتاب کہتے ہیں اور بائیں کو مہتاب۔
صفت
-
روشن(اندھیری کے مقابل)
مثال • یہ دیکھنا کہ آیا وہ آدھی رات اندھیری ہوگی یا مہتاب۔
Urdu meaning of mahtaab
- Roman
- Urdu
- chaand, qamar, maah
- ۱۔ chaand kii roshnii, chaandnii
- ۲۔ aatashbaazii kii ek qism jis ka shola bilkul safaid buraaq mahtaabii hotaa hai
- ۳۔ vo gol daayaraa jis ke vast me.n faliita laga kar top ko daagte hai.n
- ۴۔ chaandnii ka phuul niiz is ka paudaa, gul chaandnii
- ۵۔ gol daa.ire kii shakl me.n safaid roshnii ka ek chiraaG (jis me.n har rang ka shiisha laga kar roshnii ka rang adlaa badla ja saktaa hai)
- ۶۔ (saalo tirii) gho.De ka ek rang jo tabaashiir ke maanind safaid hotaa hai
- ۷۔ baayaa.n nathuna
- roshan(andherii ke muqaabil)
Compound words of mahtaab
Related searched words
Te.Dhaa
bent, awry, crooked, obstinate, contrary, opposite, offended, difficult, difficult to tackle
Te.Dh nikaal denaa
to correct and remove curvature (symbolically) to beat someone as much that he forget mischief
Showing search results for: English meaning of mahtab
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa.ish
ज़ेबाइश
.زیبائِش
adornment, elegance, decoration
[ Shahar ke dukandaron ne bhi apni dukanon ki bahut achchhi tarah se zebaaish ki thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
musaafaha
मुसाफ़हा
.مُصافَحَہ
shaking hands
[ Pahle ham sulah kar ke musafaha karen aur dost aapas mein ho jaayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qumquma
क़ुमक़ुमा
.قُمْقُمَہ
bulb, globe made of lac containing the red powder, small electric bulb for decoration
[ Raashid ke shandar bangle ke upar se niche tak qumqumon ki ladiyan damak rahi thin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aanaqa
मु'आनक़ा
.مُعانَقَہ
hanging one another close in friendship or in fight, joining together, embracing
[ Jab aadmi kisi ke sath muanaqa kare to ye ehsas hona chahiye, ye shakhs to saraasar khushbu hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jafaa
जफ़ा
.جَفا
oppression, injustice, cruelty
[ Jafaa karne valon ka kabhi bhi koi achcha anjaam nahin hota, kyunki zulm aur sitam ke khilaf hamesha aavaaz uthayi jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziist
ज़ीस्त
.زِیسْت
life, existence
[ Zist ki sab se badi haqiqat ye hai ki vaqt ka pahiya hamesha gardish karta rahta hai, aur har haal mein insaan ko aage badhna hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hijr
हिज्र
.ہِجْر
separation, separation from beloved, absence
[ Tumhari hijr mein har din aise lagta hai jaise ek zinda lash hun, aur dil har lamha tumhein pane ke liye beqaraar rahtaa hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muKHlis
मुख़्लिस
.مُخْلِص
true, unfeigned, real, loyal, pure
[ Mukhlis dost hamesha mushkil vaqt mein aap ke sath khade rahte hain, chahe laahaat jaise bhi hon ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
furqat
फ़ुर्क़त
.فُرْقَت
separation (of lovers)
[ Vo din jab ham ek dusre se juda huye, meri zindagi ki sab se badi aazmaa.ish thi, aur furqat ka gham abhi tak mere dil mien zinda hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sukuun
सुकून
.سُکُون
peace, rest
[ Shahr ki halchal mein sukoon aur aaraam ka eshsaas bahut kam logon ko nasib hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (mahtaab)
mahtaab
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone