Search results
Saved words
Showing results for "mahram-e-raaz"
Meaning ofSee meaning mahram-e-raaz in English, Hindi & Urdu
English meaning of mahram-e-raaz
Adjective, Masculine
- a confidant, intimate friend, confidential person
Sher Examples
adū ko bhī jo banāyā hai tum ne mahram-e-rāz
to faḳhr kyā jo huā e'tibār ham par bhī
adu ko bhi jo banaya hai tum ne mahram-e-raaz
to faKHr kya jo hua e'tibar hum par bhi
yāsmīñ us kī ḳhaas mahram-e-rāz
yaad aayā karegī ab tū bhī
yasmin us ki KHas mahram-e-raaz
yaad aaya karegi ab tu bhi
tumheñ jis kī chaah pe naaz thā jo tumhārā mahram-e-rāz thā
maiñ vahī huuñ āshiq-e-bā-vafā tumheñ yaad ho ki na yaad ho
tumhein jis ki chah pe naz tha jo tumhaara mahram-e-raaz tha
main wahi hun aashiq-e-ba-wafa tumhein yaad ho ki na yaad ho
महरम-ए-राज़ के हिंदी अर्थ
विशेषण, पुल्लिंग
- भेद जाननेवाला, मर्मज्ञ
مَحْرَمِ راز کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت، مذکر
- محرم اسرار، رازدان
Urdu meaning of mahram-e-raaz
- Roman
- Urdu
- muharram israar, raazdaa.n
Synonyms of mahram-e-raaz
Related searched words
Showing search results for: English meaning of mahrameraaj, English meaning of mahrameraaz
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dauraaniya
दौरानिया
.دَوْرانِیَہ
duration
[ Mazkura (Mentioned) majmue ke har Darame ka dauraniya pachees minute se zyada nahin hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqaddus
तक़द्दुस
.تَقَدُّس
purity, holiness, sanctity, piousness
[ Puranon mein bhi pipal, tulsi vaghaira ke taqaddus ka zikr hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aahada
मु'आहदा
.مُعاہَدَہ
compact, contract, agreement, treaty
[ Donon fariq ke darimyan ye muahada hua ki vo ek dusre ke muamale mein dakhl na den ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iqraar
इक़रार
.اِقْرار
consent, acceptance, confirmation
[ Donon ki shadi Hindustan mein hui thi magar iqrar Englistan se ho chuka tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baaqiyaat
बाक़ियात
.باقِیات
archaeological finds, relics, remnants, remains
[ Badayun mein purane yadgar aur baqiyat maujud hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mazkuura
मज़कूरा
.مَذکُورَہ
remembered, aforesaid, above-mentioned
[ Mazkura sher Sardar Jafri ki nazm 'Mashirq wa Maghrib' se akhaz (cited) kia gaya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farhat
फ़रहत
.فَرْحَت
joy, gladness, pleasure, delight, happiness
[ Chay ke ghunt jaise-jaise mein utarti hai farhat mahsus hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munaasib
मुनासिब
.مُناسِب
just, fit, convenient, proper, suitable
[ Kal ke kaam ko aaj hi karna munasib hoga ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fariiq
फ़रीक़
.فَرِیق
party, body, troop
[ Wakil ne mukhalif fariq ke gawah ko apni taraf mila lia hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shikast
शिकस्त
.شِکَسْت
defeat, failure, rout
[ Aam intikhabat ki har ek nishast se ek hi ummidwar kamyab hota hai baqi sabki shikast hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (mahram-e-raaz)
mahram-e-raaz
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone