Search results
Saved words
Showing results for "mahkaa"
Meaning ofSee meaning mahkaa in English, Hindi & Urdu
Vazn : 22
See meaning: maika
English meaning of mahkaa
Noun, Masculine
- fragrant
Sher Examples
tirī yādoñ se mahkā hai merī tanhā.ī kā aalam
qayāmat tak inhīñ tanhā.iyāñ meñ Dūbnā chāhūñ
teri yaadon se mahka hai meri tanhai ka aalam
qayamat tak inhin tanhaiyan mein Dubna chahun
khāñstī maddham sī ik āvāz jab se kho ga.ī
ġhairiyat kī bū se mahkā mujh ko apnā ghar milā
khansti maddham si ek aawaz jab se kho gai
ghairiyat ki bu se mahka mujh ko apna ghar mila
lahū mahkā to saarā shahr pāgal ho gayā hai
maiñ kis saf se uThūñ kis ke liye ḳhanjar nikālūñ
lahu mahka to sara shahr pagal ho gaya hai
main kis saf se uThun kis ke liye KHanjar nikalun
chāhtā hai dil kisī se raaz kī bāteñ kare
phuul aadhī raat kā āñgan meñ hai mahkā huā
chahta hai dil kisi se raaz ki baaten kare
phul aadhi raat ka aangan mein hai mahka hua
ḳhud ko poshīda na rakkho band kaliyoñ kī tarah
phuul kahte haiñ tumheñ sab log to mahkā karo
KHud ko poshida na rakkho band kaliyon ki tarah
phul kahte hain tumhein sab log to mahka karo
مَہکا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- رک : میکہ جو رائج ہے
Urdu meaning of mahkaa
- Roman
- Urdu
- ruk ha miikaa jo raa.ij hai
Related searched words
Showing search results for: English meaning of mahka, English meaning of mahqa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bulbulaa
बुलबुला
.بُلْبُلا
bubble
[ Insani zindagi pani ke bulbule ki tarah hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHushkii
ख़ुश्की
.خُشْکی
dryness, aridity, desiccation, drought
[ Zamin ka ek tihayi hissa hi khushki hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dahan
दहन
.دَہَن
the mouth, orifice
[ Hazrat ke dahan-e-mubarak se nikle hue har ek lafz sunahre huroof se likhne ke layaq hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaqfa
वक़्फ़ा
.وَقْفَہ
interval, pause, halt, interlude, delay, stop
[ Qari ko chahiye ki ibarat mein zaroorat ke waqfa ka istemal kare ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sulb
सुल्ब
.صُلْب
spine, backbone, offspring
[ Donon ke jism mein sulb yani reedh ki haddi maujud hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pa.nchhaa
पंछा
.پَنْچھا
resin or sputum that comes out of the mouth, fluid oozing out of a blister
[ Chechak ki kayi aqsam hoti hain un mein se ek qism hoti hai jis mein panchha hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qatra
क़तरा
.قَطْرَہ
a drop
[ Agar Dard ke ashaar mein yah lahar na hoti to wo Meer ki shaeri mein qatra ban kar ghayab ho jate ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dandaan-saaz
दंदान-साज़
.دَنْدان ساز
dentist
[ Dandan-saz ne kaha munh zyada na kholiye main bahar hi baith kar daant banaoonga ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
quvvat
क़ुव्वत
.قُوَّت
power, force, energy, strength
[ Hazrat Ameer ne kaha! ai Fatima mujhe quwwat in baton ko sunne ki nahin ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
chhii.nT
छींट
.چِھین٘ٹ
chintz, spot, drop (of a liquid)
[ Mere kapde par tel ka chheenta pad gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (mahkaa)
mahkaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone