Search results
Saved words
Showing results for "maah-e-munavvar"
Meaning ofSee meaning maah-e-munavvar in English, Hindi & Urdu
English meaning of maah-e-munavvar
Noun, Masculine
- bright moon, the full moon
Sher Examples
yaqīnan hai koī māh-e-munavvar pīchhe chilman ke
ki us kī putliyoñ se aa rahā hai nuur chhan chhan ke
yaqinan hai koi mah-e-munawwar pichhe chilman ke
ki us ki putliyon se aa raha hai nur chhan chhan ke
bharī do-pahrī saa.e banātā rahtā huuñ maiñ lafzoñ se
tārīkī meñ baiTh ke māh-e-munavvar likhtā rahtā huuñ
bhari do-pahri sae banata rahta hun main lafzon se
tariki mein baiTh ke mah-e-munawwar likhta rahta hun
baiThā huuñ siyah-baḳht o mukaddar isī ghar meñ
utrā thā mirā māh-e-munavvar isī ghar meñ
baiTha hun siyah-baKHt o mukaddar isi ghar mein
utra tha mera mah-e-munawwar isi ghar mein
ماہِ مُنَوَّر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- روشن چاند ، پوری آب و تاب سے چمکنے والا چاند ؛ مراد : چودھویں کا چاند ؛ (مجازاً) کامل شے.
Urdu meaning of maah-e-munavvar
- Roman
- Urdu
- roshan chaand, puurii aab-o-taab se chamakne vaala chaand ; muraad ha chaudhvii.n ka chaand ; (majaazan) kaamil shaiy
Related searched words
Showing search results for: English meaning of maahemunavvar, English meaning of maahemunawwar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutanaaza'a
मुतनाज़'आ
.مُتَنازَعَہ
disputed
[ Har mutanaaza aur hujjati muaamle par kuchh kahne se pahle Fikr Sahab do teen martaba sochte the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hikmat
हिकमत
.حِکْمَت
cleverness, ingenuity
[ Sipah-salar ne kuchh diler jang-juon ko apni hikmat se waqif karaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naamzadgii
नामज़दगी
.نامزَدَ گی
nomination
[ Loksabha election ke liye parcha-e-naamzadgi ki tarikhona ka elan hone laga hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaarish
ख़ारिश
.خارِش
mange, itch
[ Sabun jldi (skin) bimariyon maslan kharish ke liye ikseer ka hukm rakhta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haadisaatii
हादिसाती
.حادِثاتی
without intention, accidental
[ Hadsati fund qahat, zalzale waghaira jaise daf'atan aane wale bohran mein istimal ke liye hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daanaa.ii
दानाई
.دانائی
nobility, eminence
[ Ek zamane mein dadhi ko danai ka nishan samjha jata tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aaseb
आसेब
.آسیب
evil spirit, demon, apparition
[ Jab bachchon ko chechak nikalti hai to chechak ko aaseb samajhte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munaasib
मुनासिब
.مُناسِب
just, fit
[ Kal ke kaam ko aaj hi karna munasib hoga ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fariiqain
फ़रीक़ैन
.فَرِیقَین
both parties, two parties
[ Assistant sahab ne fariqain se daryaft kar ke badi der mein ek yaad-dasht murattab ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hasiina
हसीना
.حَسِینَہ
beautiful woman, belle, damsel
[ Hasan ne kaha mere chacha ki ladki hasina jamila thi jis par main farefta tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (maah-e-munavvar)
maah-e-munavvar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone