Search results
Saved words
Showing results for "kyaa chiiz hai"
Meaning ofSee meaning kyaa chiiz hai in English, Hindi & Urdu
Phrase
Root word: kyaa
English meaning of kyaa chiiz hai
- what great thing is it? it's a mere nothing, or a mere trifle
Sher Examples
hosh vāloñ ko ḳhabar kyā be-ḳhudī kyā chiiz hai
ishq kiije phir samajhiye zindagī kyā chiiz hai
hosh walon ko KHabar kya be-KHudi kya chiz hai
ishq kije phir samajhiye zindagi kya chiz hai
ham laboñ se kah na paa.e un se hāl-e-dil kabhī
aur vo samjhe nahīñ ye ḳhāmushī kyā chiiz hai
hum labon se kah na pae un se haal-e-dil kabhi
aur wo samjhe nahin ye KHamushi kya chiz hai
raat bhī niiñd bhī kahānī bhī
haa.e kyā chiiz hai javānī bhī
raat bhi nind bhi kahani bhi
hae kya chiz hai jawani bhi
क्या चीज़ है के हिंदी अर्थ
- कैसी अच्छी चीज़, किस क़दर मौज़ूं, हुसैन या पर लुतफ़ चीज़
- किस मरतबे का है, कितना अहम है, किस पाए का है, किस क़दर ज़रूरी है
- बेहक़ीक़त है, कोई वक़ात नहीं रखता
کیا چِیز ہے کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
- بے حقیقت ہے، کوئی وقعت نہیں رکھتا
- کیسی اچھی چیز، کس قدر موزوں، حسین یا پُر لطف چیز
- کس مرتبے کا ہے، کتنا اہم ہے، کس پائے کا ہے، کس قدر ضروری ہے
Urdu meaning of kyaa chiiz hai
- Roman
- Urdu
- behaqiiqat hai, ko.ii vaqaat nahii.n rakhtaa
- kaisii achchhii chiiz, kis qadar mauzuun, husain ya par lutaf chiiz
- kis maratbe ka hai, kitnaa aham hai, kis pa.e ka hai, kis qadar zaruurii hai
Related searched words
Showing search results for: English meaning of kya cheez hai, English meaning of kya chij hai
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rifaah-e-'aam
रिफ़ाह-ए-'आम
.رِفاہ عام
common, general welfare
[ Hamein janib-dari (Discrimination) se upar uth kar rifah-e-aam ke liye kaam karna chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qatra
क़तरा
.قَطْرَہ
drop (of liquid)
[ Ham khurdbin laga kar dekhen to qatra-qatra mein ham ko kidon ki basti nazar ayegi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vafaadaar
वफ़ादार
.وَفادار
faithful, trusty, true, loyal
[ Sarhad ki nigahbani karne wale jawan qaum ke sachche wafadar hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muzir
मुज़िर
.مُضِر
hurtful, harmful, damaging
[ Lady Doctor ki raae hai ki motor tak ki harkat tumhare liye muzir hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maamuur
मामूर
.مَامُور
appointed, commissioned, commanded
[ Doctor ne paidaish ki dekh-bhal ke liye ek daai ko mamur kiya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaanib-daarii
जानिब-दारी
.جانِب داری
supporting, partiality
[ Sawal-jawab karne ke liye mamur logon se ghair-janib-dari ki ummid ki jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mo'attar
मो'अत्तर
.مُعَطَّر
perfumed, fragrant, scented
[ Dhup, agarbatti waghaira ka istimal gharon ko mo'attar karne ke liye kiya jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taabe'
ताबे'
.طابِع
printer, publisher
[ Ali ko naye taabe ki talash hai jo kam kharch mein kitab chape ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lahuu
लहू
.لہو
blood
[ Paa-e-mubarak (Holy feet) mein aisi thokar lagi ki lahu jari hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qafas
क़फ़स
.قَفَس
cage for birds
[ Parindon ne qafas tod diya aur faza mein aazad udne lage ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (kyaa chiiz hai)
kyaa chiiz hai
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone