Search results
Saved words
Showing results for "kotaah-nazar"
Meaning ofSee meaning kotaah-nazar in English, Hindi & Urdu
English meaning of kotaah-nazar
Persian, Arabic - Adjective
- imprudent, indiscreet
- unconscious, unaware, careless
- narrow-hearted, conservative
- short sighted, dim witted
- (Optical) a person with limited or low vision and who is needed a glasses to see distant things
Sher Examples
vaqt hai tez ravāñ ham ḳhufta
kitne kotāh-nazar haiñ ham log
waqt hai tez rawan hum KHufta
kitne kotah-nazar hain hum log
āshufta-sarī rahbar-e-kashshāf-e-maqāsid
tund-rau-e-zamāna meñ bhī kotāh-nazar hai
aashufta-sari rahbar-e-kashshaf-e-maqasid
tund-rau-e-zamana mein bhi kotah-nazar hai
azmat-e-girya ko kotāh-nazar kyā samjheñ
ashk agar ashk na hotā to sitārā hotā
azmat-e-girya ko kotah-nazar kya samjhen
ashk agar ashk na hota to sitara hota
कोताह-नज़र के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - विशेषण
کوتاہ نَظَر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - صفت
- گہری باتوں یا حقیقت کو نہ سمجھنے والا، نا رسا، کم فہم
- عاقبت نا اندیش، بے خبر، غافل، بخیل
- جو کھلی سوچ کا نہ ہو، تنگ دل، شدت پسند
- (عینک سازی) وہ شخص جس کی بینائی محدود ہو اور اس حد سے پرے کی چیز بغیر عینک کی مدد کے نہ دیکھ سکتا ہو
Urdu meaning of kotaah-nazar
- Roman
- Urdu
- gahirii baato.n ya haqiiqat ko na samajhne vaala, na rasaa, kam fahm
- aaqibat na andesh, beKhbar, Gaafil, baKhiil
- jo khulii soch ka na ho, tangdil, shiddat pasand
- (a.inak saazii) vo shaKhs jis kii biinaa.ii mahiduud ho aur is had se priy kii chiiz bagair a.inak kii madad ke na dekh saktaa ho
Synonyms of kotaah-nazar
Showing search results for: English meaning of kotaahnajar, English meaning of kotaahnazar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'azm
'अज़्म
.عَزْم
determination, intention, aim
[ Agar azm kar liya jaye to koi kaam dushwar nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
chilman
चिलमन
.چِلْمَن
venetian blind
[ Pahli martaba Bombay conference munaqida (organized) 1904 mein pas-e-chilman khwatin ko conference ke mabahis (discussion) aur taqreeron ke sunne ka mauqa diya gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mazluum
मज़लूम
.مَظْلُوم
oppressed, wronged, treated cruelly
[ Apna rob bithane ke vaste sainkdon aur hazaron mazlum aur masum ...... tah-e-tegh (under sword) kar diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rahm
रह्म
.رَحْم
pity, mercy, compassion, kindness
[ Uski haqiqi bachchi Rajjo ki muhabbat ka vasta de kar rahm ki iltija ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mauqa'
मौक़ा'
.مَوقَع
time, chance, opportunity
[ Khushi ke mauqa par dost ek dusre ki shikayat bhul jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tanziim
तंज़ीम
.تَنْظِیم
organization, society, party
[ Samaj Sudhar Samiti ek tanzim hai jo samaj ke liye kaam karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vakiil
वकील
.وَکِیل
vakeel, lawyer, advocate
[ Saalim ke walid (Father) Madras High Court mein wakeel the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
samundar
समुंदर
.سَمُنْدَر
sea, ocean
[ Arshad moti, sankh waghaira samundar se paida-shuda ashiya ka karobar karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahsuur
महसूर
.مَحْصُور
encompassed, surrounded, detained
[ Badshah ne apne qila mein mahsur ho kar ladayi ladi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tajaavuzaat
तजावुज़ात
.تَجاوُزات
encroachments
[ Chandni Chauk ilaqa mein tajaavuzat ke khilaf muhim zoron par hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (kotaah-nazar)
kotaah-nazar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone