Search results
Saved words
Showing results for "kohraam"
Meaning ofSee meaning kohraam in English, Hindi & Urdu
English meaning of kohraam
Noun, Masculine
- weeping and wailing, lamentation, hue and cry, mourning at a large scale
- chaos
Sher Examples
ye ḳhāmosh mizājī tumhe jiine nahīñ degī
is daur meñ jiinā hai to kohrām machā do
ye KHamosh mizaji tumhe jine nahin degi
is daur mein jina hai to kohram macha do
kuchh to batāo ai farzāno dīvānoñ par kyā guzrī
shahr-e-tamannā kī galiyoñ meñ barpā hai kohrām bahut
kuchh to batao ai farzano diwanon par kya guzri
shahr-e-tamanna ki galiyon mein barpa hai kohram bahut
maiñ vaqt ke kohrām meñ kho jā.ūñ to kyā ġham
DhūñDegā zamāna mirī āvāz kā chehra
main waqt ke kohram mein kho jaun to kya gham
DhunDega zamana meri aawaz ka chehra
कोहराम के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- कोई अनर्थकारा, दुःखद या शोक-जनक घटना देख या बात सुनकर होने वाला रोना-पीटना या विलाप
- कोलाहल; बावेला; कोहराम
- हंगामा
- किसी अनर्थकारी, दुखद या शोकजनक घटना को देखकर होने वाला रोना-पीटना; विलाप; हाहाकार।
- बहुत सारे लोगों द्वारा एक साथ किया जाने वाला रुदन; रोना-पीटना; विलाप; मातम
- हंगामा, शोर
- {ला-अ.} किसी विपत्ति के समय होने वाली भागदौड़; हलचल।
کُہْرام کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- ۔مذکر۔ (عو) آہ وزاری۔ (رونا۔ ماتم۔ کئی آدمیوں کا ایک مصیبت پر رونا۔ (پڑنا۔ ڈالنا۔ کرنا۔ مچنا۔ ہونا کے ساتھ)۔ ؎
- بہت سے آدمیوں کی ایک ساتھ گریہ و زاری، بہت سے آدمیوں کا ایک ہی مصیبت پر اکٹھا رونا دھونا، رونا پیٹنا
- ہنگامہ یا شور و غل
Urdu meaning of kohraam
Roman
- ۔muzakkar। (o) aahozaarii। (rona। maatam। ka.ii aadmiiyo.n ka ek musiibat par rona। (pa.Dnaa। Daalnaa। karnaa। machna। honaa ke saath)।
- bahut se aadmiiyo.n kii ek saath giriya-o-zaarii, bahut se aadmiiyo.n ka ek hii musiibat par ikaTThaa rona dhonaa, rona piiTnaa
- hangaamaa ya shor-o-gil
Synonyms of kohraam
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of kohram, English meaning of qohraam
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (kohraam)
kohraam
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone