Search results
Saved words
Showing results for "KHush-fahmii"
Meaning ofSee meaning KHush-fahmii in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHush-fahmii
Persian, Arabic - Noun, Feminine
- good sense, vain hopes, presumptuousness
Sher Examples
Dūbtā huā sūraj de gayā sazā aisī
kho ga.ī añdheroñ meñ raushnī kī ḳhush-fahmī
Dubta hua suraj de gaya saza aisi
kho gai andheron mein raushni ki KHush-fahmi
vaa.e ḳhush-fahmī ki parvāz-e-yaqīñ se bhī ga.e
āsmāñ chhūne kī ḳhvāhish meñ zamīñ se bhī ga.e
wae KHush-fahmi ki parwaz-e-yaqin se bhi gae
aasman chhune ki KHwahish mein zamin se bhi gae
us sitamgar kī haqīqat ham pe zāhir ho ga.ī
ḳhatm ḳhush-fahmī kī manzil kā safar bhī ho gayā
us sitamgar ki haqiqat hum pe zahir ho gai
KHatm KHush-fahmi ki manzil ka safar bhi ho gaya
ख़ुश-फ़हमी के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - संज्ञा, स्त्रीलिंग
- बुद्धि की तीव्रता, किसी की ओर से अच्छा गुमान, सुधारणा
خوش فَہْمی کے اردو معانی
Roman
فارسی، عربی - اسم، مؤنث
- اپنی منشا کے مطابق نتیجہ نکالنا، ہر کام کو اپنی خواہش کے مطابق خیال کرنا، غلط فہمی
Urdu meaning of KHush-fahmii
Roman
- apnii manshaa ke mutaabiq natiija nikaalnaa, har kaam ko apnii Khaahish ke mutaabiq Khyaal karnaa, Galatafahmii
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasaarat
जसारत
.جَسارَت
courage, boldness, daring, bravery
[ Zalim hakim ke samne sach kahna bhi badi jasarat ka kaam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaras
जरस
.جَرَس
gong or bell rung to signal the departure of a caravan
[ Registan mein guzarte huye qafile ki jaras ki awaz achchhi bhi lagti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habs
हब्स
.حَبْس
sultriness, stillness (of air), closeness (of atmosphere)
[ Garmiyon ke mausam mein ek sham thi aur faza (atmosphere) mein bada habs ho raha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
siyaasat
सियासत
.سِیاسَت
government, governance, administration
[ Siyasat ke maindaan mein qadam jamaye rakhne ke liye aadmi ka mauqa-parast hona lazmi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asaas
असास
.اَساس
base, foundation, ground
[ Aati-jati saans hi zindagi ki asas hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ras
रस
.رس
juice, syrup, essence
[ Ganne ka ras yarqan (jaundice) maraz mein bahut mufeed hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hassaas
हस्सास
.حَسّاس
extremely sensitive, emotional
[ Zyada hassas hona aadmi ke liye nuqsan-deh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hisaab
हिसाब
.حِساب
arithmetic
[ Tamam mazameen mein achchhe nambarat hasil kar liye lekin hisab mein Khalid fail ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asiir
असीर
.اَسِیر
captive, prisoner
[ Har jang mein lakhon aadmi maare jate hain utne hi aseer kiye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
his
हिस
.حِس
feeling, sense
[ Aadmi mein itni his to honi chahiye ki waqt aane par wo surat-e-haal ka muqaabla kar sake ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of khushfahmee, English meaning of khushfahmi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (KHush-fahmii)
KHush-fahmii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone