Search results
Saved words
Showing results for "KHush-e'tiqaad"
Meaning ofSee meaning KHush-e'tiqaad in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHush-e'tiqaad
Persian, Arabic - Adjective, Singular
- firm, good belief, the person whose thoughts towards his faith are beyond doubt, true believer, the one who had true faith, the blind faith
Sher Examples
ḳhush-e'tiqād ho ga.e us but ko dekh kar
zunnār toḌ Dāleñge ab barhaman tamām
KHush-e'tiqad ho gae us but ko dekh kar
zunnar toD Dalenge ab barhaman tamam
hamāre qaul o amal meñ tazād kitnā hai
magar ye dil hai ki ḳhush-e'tiqād kitnā hai
hamare qaul o amal mein tazad kitna hai
magar ye dil hai ki KHush-e'tiqad kitna hai
ḳhush-e'tiqād huuñ maiñ bhī use bhī ḳhush-fahmī
na vo ḳhudā kī tarah hai na maiñ farishta huuñ
KHush-e'tiqad hun main bhi use bhi KHush-fahmi
na wo KHuda ki tarah hai na main farishta hun
ख़ुश-ए'तिक़ाद के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - विशेषण, एकवचन
- वो व्यक्ति जिसका विचार अपने आस्था के प्रति किशी शक या संदेह से परे हो, सच्ची आस्था वाला, अंधा आस्था रखने वाला, आस्था के मामले में आँख बंद कर के मानने वाला,
خوش اِع٘تِقاد کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - صفت، واحد
- ۱. وی شخص جس کا ذہن اپنے عقیدے میں شک اور شبے سے محفوظ ہو ، راسخ العقیدہ .
- ۲. اندھا عقیدہ رکھنے والا ، عقیدے کے معاملے میں آنکھ بند کر کے ماننے والا ، آمَنَا و صَدَقنا کہنے والا .
- ۳. (مطلقاً) معتقد ، عقیدہ رکھنے والا .
Urdu meaning of KHush-e'tiqaad
- Roman
- Urdu
- ۱. ve shaKhs jis ka zahan apne aqiide me.n shak aur shabe se mahfuuz ho, raasiKh ul-aqiidaa
- ۲. andhaa aqiidaa rakhne vaala, aqiide ke mu.aamle me.n aa.nkh band kar ke maanne vaala, aa muni-o-sidaqnaa kahne vaala
- ۳. (mutalliqan) motqid, aqiidaa rakhne vaala
Showing search results for: English meaning of khushetikaad, English meaning of khushetikad
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hariis
हरीस
.حَرِیص
greedy, covetous
[ jun-jun Ahmad bada hota gaya ziddi aur haris banta gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
basiirat
बसीरत
.بَصِیَرت
sight, vision, insight, foresight
[ Jab tak aadmi ko basirat na mili ho wo sahi aur ghalat ke mutalliq kamyab faisle nahin kar sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaasiyat
ख़ासियत
.خاصِیَت
peculiar nature, natural disposition
[ Paare ki ye khasiyat hai ki wo ek jagah thaharta nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hauz
हौज़
.حَوضْ
reservoir, pond, tank
[ Akbar ne Fatahpur Sikari qila mein jo hauz banwaya hai uska pani garm rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tazaad
तज़ाद
.تَضاد
contradiction, antithesis
[ Aadmi ko iska khayal zaroor rakhna chahiye ki uske kahne aur karne mein tazad na ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarar
ज़रर
.ضَرَر
hurt, mischief, damage
[ Machine ka sahih istemal ho to kya majal hai ki usse koi zarar ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zau-baar
ज़ौ-बार
.ضو بار
diffusing light, dazzling
[ Andheri raton mein zau-baar sitaron ko dekhiye kitne khubsurat lagte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tas.hiih
तस्हीह
.تَصْحِیح
correction, rectification
[ Agar ghalti ho bhi jaye to uski tasheeh kar leni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hirs
हिर्स
.حِرْص
greed, avarice
[ Hirs buri chiz hai aadmi ko kabhi chain se nahin rahne deti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasavvur
तसव्वुर
.تَصَوُّر
imagination, fancy
[ Aisi duniya ka sirf tasavvur hi kiya ja sakta hai jahan sab chain se hon ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (KHush-e'tiqaad)
KHush-e'tiqaad
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone