Search results
Saved words
Showing results for "KHush-auqaat"
Meaning ofSee meaning KHush-auqaat in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHush-auqaat
Persian, Arabic - Adjective
- the one who's time passed happily with honor, happy
- the honorable
Sher Examples
ye shahr kaisā ḳhush-auqāt thā aur ab kyā hai
jo din bhī nikle to vahshat na raat kī jaa.e
ye shahr kaisa KHush-auqat tha aur ab kya hai
jo din bhi nikle to wahshat na raat ki jae
ḳhvāboñ kī ik bastī jis meñ sab hoñ ḳhush-auqāt
is bastī ko āsānī se kho saktā hai kaun
KHwabon ki ek basti jis mein sab hon KHush-auqat
is basti ko aasani se kho sakta hai kaun
huzūr-e-husn jo rahnā hai yuuñ hī ḳhush-auqāt
sitāra o jigar-e-soḳhta kā naam na lo
huzur-e-husn jo rahna hai yun hi KHush-auqat
sitara o jigar-e-soKHta ka nam na lo
ख़ुश-औक़ात के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - विशेषण
- जिसका समय सम्मानजनक गुज़रता हो, जिसका समय अच्छा बीते, जो अपना काम ठीक समय पर करता हो, खुशहाल, समृद्ध
- सम्मान वाला, सम्मानित
خوش اَوْقات کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - صفت
- جس کا وقت باعزت طریقہ سے گزرے، وہ شخص جس کے شب و روز ہے فکری کے ساتھ پُر لطف اور خوش گوار ہوں، خوش گزراں، خوش حال، نیز طنزیہ بد حال کے معنوں میں مستعمل
- عزت والا
Urdu meaning of KHush-auqaat
- Roman
- Urdu
- jis ka vaqt baa.izzat tariiqa se guzre, vo shaKhs jis ke shab-o-roz hai fikrii ke saath par lutaf aur Khushaguvaar huu.n, Khush guzraan, Khushhaal, niiz tanziya badhaal ke maaano.n me.n mustaamal
- izzat vaala
Related searched words
Showing search results for: English meaning of khushaukaat, English meaning of khushaukat
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'adaavat
'अदावत
.عَداوَت
hostility, malice, enmity, animosity
[ Ham logon mein adavat hoti hai lekin jaan ka dushman koi kahan hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
imkaan
इम्कान
.اِمْکان
possibility, probability
[ March April ke mahine mein chechak hone ka imkan zyada rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aarii
'आरी
.عاری
free (from), empty
[ Koi aql se aari bhale hi ho pet se khali nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aariz
'आरिज़
.عارِض
side of the face, cheeks
[ Shayar ne mahboob ke aariz ki tarif mein zamin aur asman ek kar diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ibrat
'इबरत
.عِبْرَت
one from whom a lesson can be learnt
[ Burayi ka anjam kabhi-kabhi bura bhi hota hai hamen usse ibrat hasil karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faal
फ़ाल
.فَال
omen, augury, presage with the help of some occult, etc. book
[ Aurton ki baayen aankh phadakna achcha faal mana jata hai jabki mardon ki baayen aankh phadakna bura faal mana jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHavaatiin
ख़वातीन
.خَواتِین
ladies, women
[ Barsaat, dhoop vaghaira mein shahri khavatin chatri ka istemaal karti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ajab
'अजब
.عَجَب
astonishing, strange, extraordinary
[ Mulk ke siyasi halat ne ajab mod le liya hai kuchh kaha nahin ja sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaraa.im
जराइम
.جَرائِم
crimes, offences, faults, sins
[ Aajkal muashare mein jaraim bahut zyada badh gaye hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ubuur
'उबूर
.عُبُور
crossing a stretch of land or water
[ Zindagi mein kabhi-kabhi mushkilat ka dariya bhi uboor karna padta hai isse ghabrana nahin chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (KHush-auqaat)
KHush-auqaat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone