Search results
Saved words
Showing results for "KHudaa KHair kare"
Meaning ofSee meaning KHudaa KHair kare in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHudaa KHair kare
- may God keep safe
Sher Examples
barq ne merā nasheman na jalāyā ho kahīñ
sahn-e-gulshan meñ ujālā hai ḳhudā ḳhair kare
barq ne mera nasheman na jalaya ho kahin
sahn-e-gulshan mein ujala hai KHuda KHair kare
bahkī bahkī nigah-e-nāz ḳhudā ḳhair kare
husn meñ ishq ke andāz ḳhudā ḳhair kare
bahki bahki nigah-e-naz KHuda KHair kare
husn mein ishq ke andaz KHuda KHair kare
maiñ pareshāñ thā pareshāñ huuñ na.ī baat nahīñ
aaj to vo bhī pareshāñ haiñ ḳhudā ḳhair kare
main pareshan tha pareshan hun nai baat nahin
aaj to wo bhi pareshan hain KHuda KHair kare
ख़ुदा ख़ैर करे के हिंदी अर्थ
- ۔अंदेशे के महल पर बोलते हैं।
- किसी ख़तरे या अंदेशे के मौक़ा पर अल्लाह से बेहतरी की दुआ के तौर पर बोलते हैं
خُدا خَیر کَرے کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
- ۔اندیشے کے محل پر بولتے ہیں۔ ؎
- کسی خطرے یا اندیشے کے موقع پر اللہ سے بہتری کی دُعا کے طور پر بولتے ہیں.
Urdu meaning of KHudaa KHair kare
- Roman
- Urdu
- ۔andeshe ke mahl par bolte hain।
- kisii Khatre ya andeshe ke mauqaa par allaah se behtarii kii du.a ke taur par bolte hai.n
Related searched words
Showing search results for: English meaning of khuda khair kare
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dareG
दरेग़
.دَریغ
regret, sorrow, grief, vexation
[ Haqiqat ka izhar karne mein daregh nahin karna chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
teG
तेग़
.تیغ
sword
[ Sohrab ne rustam par tegh ka zabardast vaar kiya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daroG
दरोग़
.دَرُوغ
a lie, falsehood
[ Muqadme mein kuchh aise pech padte gaye ki darogh ko farogh (progress) ho gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasid
क़ासिद
.قاصِد
messenger, courier
[ Qasid ne Imran ko khat hawale kiya۔۔۔۔۔ Imran apni qismat par hairat-zada bhi tha aur khush bhi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
charaaG
चराग़
.چَراغ
oil lamp
[ Diwali ke tehvar mein ghar-ghar charagh jalaye jate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daGaa
दग़ा
.دَغا
cheat, fraud
[ Sachcha dost kabhi dagha nahin de sakta ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaa.er
ज़ाएर
.زَائِر
pilgrim, visitor
[ Zaaer ne phulon ka ek bagh banaya hai jahan wo subah-sham ja kar aaram karta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
choGa
चोग़ा
.چوغَہ
a type of over coat, cloak
[ Sardi mein chogha jism ko garm rakhta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suraaG
सुराग़
.سُراغ
footstep, sign, mark
[ Police ne shahr mein elan karaa diya ki jo koi chor ka suraagh lagayega usko bees hazar rupaye inaam mein diya jayega ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabiz
क़ाबिज़
.قابِض
a possessor, occupant, holding usurping
[ Mohabbat ek aisi taaqat hai jo dilo-dimaagh par qaabiz ho jaati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (KHudaa KHair kare)
KHudaa KHair kare
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone