Search results
Saved words
Showing results for "KHiraam-e-naaz"
Meaning ofSee meaning KHiraam-e-naaz in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHiraam-e-naaz
Noun, Feminine
- coquettish walk, coquettish way of walking
Sher Examples
ye be-takalluf phirā rahī hai kashish dil-e-āshiqāñ kī us ko
vagarna aisī nazākatoñ pe ḳhirām-e-nāz ik qadam na hotā
ye be-takalluf phira rahi hai kashish dil-e-ashiqan ki us ko
wagarna aisi nazakaton pe KHiram-e-naz ek qadam na hota
tere ḳhirām-e-nāz se aaj vahāñ chaman khile
fasleñ bahār kī jahāñ ḳhaak uḌā ke rah ga.iiñ
tere KHiram-e-naz se aaj wahan chaman khile
faslen bahaar ki jahan KHak uDa ke rah gain
ai rashk-e-sarv-o-sanobar-qadāñ ḳhirām-e-nāz
ki raah dekh rahī haiñ qayāmateñ terī
ai rashk-e-sarw-o-sanobar-qadan KHiram-e-naz
ki rah dekh rahi hain qayamaten teri
ख़िराम-ए-नाज़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- इठलाती हुई चाल, प्रेमियों की चाल, नज़ाकत या नाज़ नख़रों की चाल, मतवाली चाल
خِرامِ ناز کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- نزاکت یا ناز نخروں کی چال، متوالی چال، معشوقانہ چال
Urdu meaning of KHiraam-e-naaz
- Roman
- Urdu
- nazaakat ya naaz nakhro.n kii chaal, matvaalii chaal, maashuuqaanaa chaal
Showing search results for: English meaning of khiraamenaaj, English meaning of khiraamenaaz
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muqaabil
मुक़ाबिल
.مُقابِل
comparing, matching, corresponding, resembling
[ Har siyasi party apne mukhalif party ko muqabil ki jagah mutabadil samajhne lagti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muhaajir
मुहाजिर
.مُہاِجِر
abandoning, quitting, exile
[ Ye chehara sirf Filistin ke Arab muhajir ka chehra nahin Karachi ke be-khanuman muhajir ka bhi chehra hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'tiraaz
ए'तिराज़
.اِعْتِراض
protest, criticism, animadversion
[ achchha kaam karne ke lie kisi ko etiraz nahin hona chahie ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'adaavat
'अदावत
.عَداوَت
enmity, hate, animosity, malice
[ ham logon mein thodi adavat hoti hai lekin jaan ka dushman koyi kahan hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saame'
सामे'
.سامِع
hearer, listener
[ Sher ki badi khubi to yahi hai ki jis asar ke maa-tahat sher kaha jaae wo asar saame par bhi ho ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hassaas
हस्सास
.حَسّاس
extremely sensitive, emotional
[ Zyada hassas hona aadami ke liye nuqsan-dah hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baGaavat
बग़ावत
.بَغاوَت
mutiny, treason, revolution
[ Badhti mahangai ke khilaf awam ko baghawat karni chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
majruuh
मजरूह
.مَجرُوح
wounded, injured، hurt
[ Rahgeer ne majruh shakhs ko hospital pahunchaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqiib
रक़ीब
.رَقِیب
rival or competitor
[ Hatmi (definite) muqable mein do hi ham-sar yaa raqib pahunchte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaadim
ख़ादिम
.خادِم
domestic servant, servant
[ Mahapadam Kabir ka khadim tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (KHiraam-e-naaz)
KHiraam-e-naaz
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone