Search results
Saved words
Showing results for "khilvaa.D"
Meaning ofSee meaning khilvaa.D in English, Hindi & Urdu
English meaning of khilvaa.D
Noun, Masculine
- play, joke, raillery, pastime, pastime
Adjective
- sportive, droll, humorous
Sher Examples
usī kā jurm ab usī kī izzat ke saath khilvāḌ kar rahā hai
usī kī tāqat amīr-zāde ke muñh pe kālak sī mal ga.ī hai
usi ka jurm ab usi ki izzat ke sath khilwaD kar raha hai
usi ki taqat amir-zade ke munh pe kalak si mal gai hai
gul se khilvāḌ kar rahī thī havā
dil ko terā ḳhayāl kyoñ aayā
gul se khilwaD kar rahi thi hawa
dil ko tera KHayal kyon aaya
khilvāḌ kar rahe the jo ham se vo khul ga.e
ye aur baat hiile havāle to haiñ vahī
khilwaD kar rahe the jo hum se wo khul gae
ye aur baat hile hawale to hain wahi
खिलवाड़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- खेल, क्रीड़ा, आनंदक्रीड़ा, शरारत, मनबहलाव, मनोरंजन, दिल्लगी, चकल्लस, बचकाना व्यवहार, मन बहलाने या समय बिताने के लिए यों ही किया जाने वाला ऐसा काम जो बच्चों के खेल की तरह का हो, किसी की भावनाओं का अनादर करना, उदासीन होकर किया जाने वाला काम, साधारण या तुच्छ काम
विशेषण
- खिलाड़ी, ठिठोलिया, हास्यकर
کِھلْواڑ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- کھیل، کِھلّی، مذاق، تفریح، شرارت، من بہلواون، دل لگی، بچکانہ حرکت، من بہلانے یا وقت گزارنے کے لیے یوں ہی کیا جانے والا ایسا کام جو بچوں کے کھیل کی طرح کا ہو، کسی کی جذبات کو مجروح کرنا، خجل ہو کر کیا جانے والا کام، معمولی یا نیچ کام
صفت
- کھلاڑی، مسخرہ، مذاقیہ
Urdu meaning of khilvaa.D
- Roman
- Urdu
- khel, khulii, mazaaq, tafriih, sharaarat, man behalvaa van, dil lagii, bachkaana harkat, man bahlaane ya vaqt guzaarne ke li.e yuu.n hii kiya jaane vaala a.isaa kaam jo bachcho.n ke khel kii tarah ka ho, kisii kii jazbaat ko majruuh karnaa, Khajal ho kar kiya jaane vaala kaam, maamuulii ya niich kaam
- khilaa.Dii, masKhraa, mazaaqiyaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of khilvaad, English meaning of khilvaar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (khilvaa.D)
khilvaa.D
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone