Search results
Saved words
Showing results for "khilaa.Dii"
Meaning ofSee meaning khilaa.Dii in English, Hindi & Urdu
English meaning of khilaa.Dii
Noun, Masculine
- player
Adjective
- expert, skilful, full of tricks, mischievous
- seasoned, artful
- some one who catches snakes
- gambler
- cunning, deceitful
Sher Examples
use yaqīñ hai be-īmānī bin vo baazī jītegā
achchhā insāñ hai par abhī khilāḌī kachchā lagtā hai
use yaqin hai be-imani bin wo bazi jitega
achchha insan hai par abhi khilaDi kachcha lagta hai
ham log khilaunā haiñ ik aise khilāḌī kā
jis ko abhī sadiyoñ tak ye khel rachānā hai
hum log khilauna hain ek aise khilaDi ka
jis ko abhi sadiyon tak ye khel rachana hai
ye kyā sitam ke khilāḌī badal diyā us ne
ham is umiid pe baiThe the ham hī hāreñge
ye kya sitam ke khilaDi badal diya us ne
hum is umid pe baiThe the hum hi haarenge
खिलाड़ी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- वह जो खेल खेलता हो, किसी खेल दल का सदस्य, बाज़ीगर, मंझा हुआ व्यक्ति
विशेषण
- खेलने वाला
- खिलवाड़ करने वाला
- खेल में निपुण या कुशल
- दक्ष; करतबी; बाज़ीगर
- विनोदी।
کِھلاڑی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- کھلاڈی
صفت
- کھیل یا کرتب جاننے والا، کھیل کا ماہر و شوقین
- کسی فن یا ہنر میں طاق، اچھا فن کار
- جُوا یا کوئی بازی کھیلنے والا، جُواری، قمارباز
- کھیل کود میں مشغول رہنے والا، کھلنڈرا
- سانپ پکڑنے والا
- بازی گر، نٹ، مداری
- فریبی، عیّار، شوخ
Urdu meaning of khilaa.Dii
- Roman
- Urdu
- khilaaDii
- khel ya kartab jaanne vaala, khel ka maahir-o-shauqiin
- kisii fan ya hunar me.n taaq, achchhaa fankaar
- juuvaa ya ko.ii baazii khelne vaala, juuvaarii, qimaarabaaz
- khel kuud me.n mashGuul rahne vaala, khalanaDraa
- saa.np paka.Dne vaala
- baaziigar, naT, madaarii
- farebii, ayyaar, shoKh
Synonyms of khilaa.Dii
Proverbs of khilaa.Dii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of khilaadee, English meaning of khilaadi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aamalaat
मु'आमलात
.مُعامَلات
business, commerce, traffic, domains
[ Zaid ne Aslam se kaha main ghar ke zaroori muaamlat nipta kar tumhare sath chalta hun ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yarGamaal
यर्ग़माल
.یَرْغَمال
hostage, bail
[ Yarghamal banaye gaye bachchon ko police ne badi hoshiyari aur mansuba-band tariqe se aazad karaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pidar
पिदर
.پِِدَر
father
[ Bachche jab bolna sikhen to unhen pidar ka name batana aur yaad kara dena chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
adnaa
अदना
.اَدْنیٰ
inferior, lowly
[ Adna darje ka kattha khane mein kadwa aur kasila hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHushnuudii
ख़ुशनूदी
.خُوشْنُودی
favour, pleasure, delight, joy, happiness
[ Razamandi pidar (Father) ki khushnudi khuda ki hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaabor
शराबोर
.شَرابور
highly impressed
[ Ustad apne shagird ki khidmat se sharabor hue ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razaa-mandii
रज़ामंदी
.رَضا مَندی
consent, approval
[ Is baar pradhan tamam logon ki razamandi se muntakhab kiya gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jamaa'at
जमा'अत
.جَماعَت
association, party
[ Beshtar jama'aton ke rahnuma ek-dusri jama'at ke khilaf sakht alfaz ka istimal kar rahe hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaami'a
जामि'आ
.جامِعَہ
university
[ Punjab aur suba shumal-maghribi ke Hindustaniyon ki ye derina aarzu hai ki unke liye ek mashriqi jamia qaaem kiya jaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dahaa.ii
दहाई
.دَہائی
the figure ten
[ Sipahiyon ki taqsim dahaiyon mein hua karti thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (khilaa.Dii)
khilaa.Dii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone