Search results
Saved words
Showing results for "KHazaana"
Meaning ofSee meaning KHazaana in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHazaana
Looking for similar sounding words?
Sher Examples
ḳhudā kare ki ye din baar baar aatā rahe
aur apne saath ḳhushī kā ḳhazāna laatā rahe
KHuda kare ki ye din bar bar aata rahe
aur apne sath KHushi ka KHazana lata rahe
shāyad qazā ne mujh ko ḳhazāna banā diyā
aisā nahīñ to kyuuñ mujhe dafnā rahe haiñ log
shayad qaza ne mujh ko KHazana bana diya
aisa nahin to kyun mujhe dafna rahe hain log
maiñ ne chāhā thā ki ashkoñ kā tamāshā dekhūñ
aur āñkhoñ kā ḳhazāna thā ki ḳhālī niklā
main ne chaha tha ki ashkon ka tamasha dekhun
aur aankhon ka KHazana tha ki KHali nikla
ख़ज़ाना के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- निधि, आकर
- ज़ख़ीरा
- रुपया पैसा, माल-ओ-दौलत, नक़दी
- वो जगह जहां पानी का भण्डार हो, हौज़, तालाब, झील
- कमरा
- टैक्स, महसूल, चुंगी
- धन का भंडार, वित्त
- वो जगह जहां रुपया, सोना चांदी, हीरे जवाहरात वग़ैरा बहिफ़ाज़त रखे जाएं
- हौज़ या तालाब वग़ैरा का निचला हिस्सा जहां पानी जमा रहता है, भूमिगत टंकी
- झरना, ताल
- बंदूक़ और तमंचा वग़ैरा में बारूद या कारतूस रखने की जगह, कोठी, बस्ता, मैगज़ीन
خَزانَہ کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- وہ جگہ جہاں روپیہ، سونا چاندی، ہیرے جواہرات وغیرہ بحفاظت رکھے جائیں
- ذخیرہ
- علمی سرمایہ
- علم و فن کی بکثرت تحصیل، بڑھی ہوئی لیاقت، بہت زیادہ علم
- ذاتی صلاحیت و معلومات
- (کنایتہً) گورکھ دھندا
- وہ جگہ جہاں پانی کا ذخیرہ ہو، حوض، تالاب، جِھیل
- حوض یا تالاب وغیرہ کا نِچلا حصہ جہاں پانی جمع رہتا ہے، زیرِ زمین ٹنکی
- آبشار
- فوّارہ
- بندوق اور تفنگ وغیرہ میں بارود یا کارتوس رکھنے کی جگہ، کوٹھی
- بستہ، میگزین
- روپیہ پیسہ، مال و دولت، نقدی
- سرکاری محکمۂ مال کا وہ شعبہ جو تعلیم کے لئے مختص ہو
- دفینہ
- ٹیکس، محصول، چنگی
- وہ چھوٹے چھوٹے جست یا لوہے کے بنے ہوئے خانے جن میں علاقہ وار بجلی کی فراہمی محفوظ رکھی جاتی ہے، برقی ذخیرہ
- گاڑیوں وغیرہ میں بنی ہوئی وہ جگہ جہاں پٹرول ڈالا جاتا ہے، ٹنکی، پٹرول ٹینک
- (نباتیات) گول گول ایشیا کا مجموعہ جن میں ظرف تُخم ہوتے ہیں، اور ہر ایک ظرف میں دو دو چار چار، حَتیٰ کہ سولہ تک بیچ ہوتے ہیں لیکن ان بِیجوں کی تعداد ہمیشہ دو یا دو کا حاصل ضرب ہوتی ہے، یہ بِیج اس خزانہ میں سے ایک طرح کی رطوبت کے ذریعہ سے باہر آتے ہیں جو اس حصہ تک پہنچ کر ظرف تخم میں بھر جاتی ہے
- (حیوانیات) اندرونی اعضا کا مرکز
- کمرہ
- حلقہ، ذخیرۂ الفاظ
- اللہ تعالیٰ کی رحمت نوازش، کرم
- معرفتِ الہٰی، رموزِ دین
- (مجازاً) قبضہ، اِختیار
Urdu meaning of KHazaana
Roman
- vo jagah jahaa.n rupyaa, sonaa chaandii, hiire javaaharaat vaGaira bahifaazat rakhe jaa.e.n
- zaKhiiraa
- ilmii sarmaaya
- ilam-o-fan kii bakasrat tahsiil, ba.Dhii hu.ii liyaaqat, bahut zyaadaa ilam
- zaatii salaahiiyat-o-maaluumaat
- (kanaa.etan) gorakh dhandaa
- vo jagah jahaa.n paanii ka zaKhiiraa ho, hauz, taalaab, jhiil
- hauz ya taalaab vaGaira ka nichlaa hissaa jahaa.n paanii jamaa rahtaa hai, zer-e-zamiin Tankii
- aabshaar
- phavvaaraa
- banduuq aur tafang vaGaira me.n baaruud ya kaartuus rakhne kii jagah, koThii
- basta, maigziin
- rupyaa paisaa, maal-o-daulat, naqdii
- sarkaarii mahikmaa-e-maal ka vo shobaa jo taaliim ke li.e muKhtas ho
- dafiina
- Taiks, mahsuul, chungii
- vo chhoTe chhoTe jast ya lohe ke bane hu.e Khaane jin me.n ilaaqa vaar bijlii kii faraahamii mahfuuz rakhii jaatii hai, barqii zaKhiiraa
- gaa.Diiyo.n vaGaira me.n banii hu.ii vo jagah jahaa.n paiTrol Daala jaataa hai, Tankii, paiTrol Taink
- (nabaatiiyaat) gol gol eshiyaa ka majmuu.aa jin me.n zarf tuKham hote hain, aur har ek zarf me.n do do chaar chaar, hata ki sola tak biich hote hai.n lekin in biijo.n kii taadaad hamesha do ya do ka haasil-e-zarb hotii hai, ye biij is Khazaanaa me.n se ek tarah kii ratuubat ke zariiyaa se baahar aate hai.n jo is hissaa tak pahunch kar zarf tuKhm me.n bhar jaatii hai
- (haiv inyaat) andaruunii aazaa ka markaz
- kamra
- halqaa, zaKhiiraa-e-alfaaz
- allaah taala kii rahmat navaazish, karam
- maarphat-e-alhaa.ii, ramuuz-e-diin
- (majaazan) qabzaa, iKhatiyaar
Synonyms of KHazaana
Proverbs of KHazaana
Compound words of KHazaana
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raazdaar
राज़दार
.راز دار
one who keeps a secret, who keeps a secret, trusty, faithful
[ Zaid mera razdaar tha lekin ab vo hamare mukhalifon se ja ke mil gaya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sahar
सहर
.سَحَر
time a little before day-break
[ Sahar hote hi insan to kya janwar bhi jaag jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suruur
सुरूर
.سُرُور
exhilaration (caused by wine, slight intoxication
[ Nawab ne aaj pahle-pahal pi thi ab unhen jo suroor hua to sabse pahle us dukan se jo chiz kharid ki wo usi sharab ki kai darjan botalen thin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
darzii
दर्ज़ी
.دَرْزی
tailor, dressmaker
[ Darzi ko ilzam dete aur kahte ki gareban usne banaya hi nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saraasar
सरासर
.سَراسَر
all, the whole, wholly, from end to end, from beginning to end
[ Ghalti sarasar uski thi jo adalat mein muddayi bana hua hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saraayat
सरायत
.سَرایَت
penetration, absorption, effect influence
[ Naqli dawa ka zahr mariz ki rag-rag mein sarayat kar gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
surKHaab
सुरख़ाब
.سُرْخاب
ruddy shelduck, Anas casarca, a species of lark
[ Surkhab ke nar aur mada din bhar sath rahte hain aur raat aane par alahida ho jaate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vird
विर्द
.وِرْد
self-imposed daily task or service, chant
[ Jannat ke khwahishmand log ek hazar gayatriyon ka vird kiya karen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saraab
सराब
.سَراب
a vapour resembling the sea at a distance (formed by the rays of the sun or moonlight on a sandy plain)
[ Chulistan ke ye dher ya hamvar maidan dur se sarab ka manzar pesh karte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dozaKH
दोज़ख़
.دوزَخ
hell
[ Jannat ya dozakh aadmi ko apne amal ki wajah se milti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of khajaana, English meaning of khajana
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (KHazaana)
KHazaana
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone