Search results
Saved words
Showing results for "KHauf"
Meaning ofSee meaning KHauf in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHauf
Explanatory Video
Sher Examples
dushmanoñ kī jafā kā ḳhauf nahīñ
dostoñ kī vafā se Darte haiñ
dushmanon ki jafa ka KHauf nahin
doston ki wafa se Darte hain
mushkil thā kuchh to ishq kī baazī ko jītnā
kuchh jītne ke ḳhauf se haare chale ga.e
mushkil tha kuchh to ishq ki bazi ko jitna
kuchh jitne ke KHauf se haare chale gae
ek sannāTā dabe-pāñv gayā ho jaise
dil se ik ḳhauf sā guzrā hai bichhaḌ jaane kā
ek sannaTa dabe-panw gaya ho jaise
dil se ek KHauf sa guzra hai bichhaD jaane ka
ख़ौफ़ के हिंदी अर्थ
خَوف کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- خطرہ، ڈر، بیم، ہول
- ہیبت، رعب، دہشت
- وعید، دھمکی، آگاہی، پیش گوئی
- فکر، خدشہ، اندیشہ
- لہنگے یا گھاگرے کی طرح پیٹی کوٹ نما لباس جو چھال یا چمڑے کا بنا ہوتا، اس میں چمڑے کی دھجیوں سے ایک جھالر بنائی جاتی ہے، اور وہ جھالر کمر کے گرد لپٹی رہتی ہے، یہ لباس خاص کنواری لڑکیوں کا تھا اور دوشیزگی کی علامت سمجھا جاتا تھا، سایہ
- (تصوف) خوف اسے کہتے ہیں کہ اپنے آپ کو امر مکروہ سے بچائے اور بجا آورئی احکام حق میں عبودیت کے ساتھ سرگرم ركھے
Urdu meaning of KHauf
Roman
- Khatraa, Dar, biim, hol
- haibat, rob, dahasht
- va.iid, dhamkii, aagaahii, peshago.ii
- fikr, Khadshaa, andesha
- lahange ya ghaagre kii tarah peTiikoT numaa libaas jo chhaal ya cham.De ka banaa hotaa, is me.n cham.De kii dhajjiiyo.n se ek jhaalar banaa.ii jaatii hai, aur vo jhaalar kamar ke gard lipTii rahtii hai, ye libaas Khaas kunvaarii la.Dkiiyo.n ka tha aur doshiizagii kii alaamat samjhaa jaataa tha, saayaa
- (tasavvuf) Khauf ise kahte hai.n ki apne aap ko amar makruuh se bachaa.e aur bajaa aavari.i ahkaam haq me.n ubuudiiyat ke saath sargarm rakhe
Synonyms of KHauf
Compound words of KHauf
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasaarat
जसारत
.جَسارَت
courage, boldness, daring, bravery
[ Zalim hakim ke samne sach kahna bhi badi jasarat ka kaam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaras
जरस
.جَرَس
gong or bell rung to signal the departure of a caravan
[ Registan mein guzarte huye qafile ki jaras ki awaz achchhi bhi lagti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habs
हब्स
.حَبْس
sultriness, stillness (of air), closeness (of atmosphere)
[ Garmiyon ke mausam mein ek sham thi aur faza (atmosphere) mein bada habs ho raha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
siyaasat
सियासत
.سِیاسَت
government, governance, administration
[ Siyasat ke maindaan mein qadam jamaye rakhne ke liye aadmi ka mauqa-parast hona lazmi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asaas
असास
.اَساس
base, foundation, ground
[ Aati-jati saans hi zindagi ki asas hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ras
रस
.رس
juice, syrup, essence
[ Ganne ka ras yarqan (jaundice) maraz mein bahut mufeed hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hassaas
हस्सास
.حَسّاس
extremely sensitive, emotional
[ Zyada hassas hona aadmi ke liye nuqsan-deh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hisaab
हिसाब
.حِساب
arithmetic
[ Tamam mazameen mein achchhe nambarat hasil kar liye lekin hisab mein Khalid fail ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asiir
असीर
.اَسِیر
captive, prisoner
[ Har jang mein lakhon aadmi maare jate hain utne hi aseer kiye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
his
हिस
.حِس
feeling, sense
[ Aadmi mein itni his to honi chahiye ki waqt aane par wo surat-e-haal ka muqaabla kar sake ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of khauph
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (KHauf)
KHauf
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone