Search results
Saved words
Showing results for "KHanda-peshaanii"
Meaning ofSee meaning KHanda-peshaanii in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHanda-peshaanii
Noun, Feminine
- cheerfulness, of smiling countenance, sociability, good humour
Adjective
- having a cheerful appearance
Sher Examples
terī ḳhanda-peshānī meñ kab tak farq na aa.egā
tū sadiyoñ se ahl-e-zamīñ kī ḳhidmat par māmūr hai chāñd
teri KHanda-peshani mein kab tak farq na aaega
tu sadiyon se ahl-e-zamin ki KHidmat par mamur hai chand
vo aisī ḳhanda-peshānī se har mārūza sunte haiñ
ye samjhe arz karne vaalā ab manzūr hotā hai
wo aisi KHanda-peshani se har maruza sunte hain
ye samjhe arz karne wala ab manzur hota hai
hujūm-e-yās meñ bhī zindagī par muskurātā huuñ
musībat meñ bhī merī ḳhanda-peshānī nahīñ jaatī
hujum-e-yas mein bhi zindagi par muskuraata hun
musibat mein bhi meri KHanda-peshani nahin jati
ख़ंदा-पेशानी के हिंदी अर्थ
خَنْدَہ پیشانی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- چہرے پر ہر وقت شگفتگی رہنے یا ہن٘س مکھ ہونے کی کیفیت، خوش مزاجی
صفت
- جس کے چہرے سے ہر وقت شگفتگی ظاہر ہو، ہن٘س مکھ، ہن٘ستا مسکراتا ہوا، خوش خوش
Urdu meaning of KHanda-peshaanii
- Roman
- Urdu
- chehre par haravqat shaguftagii rahne ya ha.nsmukh hone kii kaifiiyat, Khushamizaajii
- jis ke chehre se haravqat shaguftagii zaahir ho, ha.nsmukh, ha.nstaa muskuraataa hu.a, Khush Khush
Synonyms of KHanda-peshaanii
Antonyms of KHanda-peshaanii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of khandapeshaanee, English meaning of khandapeshaani
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qisaas
क़िसास
.قِصاص
the law of retaliation, lex talionis
[ Jaan ka badla jaan hi hota hai lekin kabhi-kabhi ye qisas maal ki surat mein bhi adaa kiya ja sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasir
क़ासिर
.قاصِر
unable, inefficient, incapable
[ Qasir hone ki vajah se hi Anwar ne research ka kaam chhod diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muqarrar
मुक़र्रर
.مُقَرَّر
appointed, assigned
[ Ahmad Sahab Congress ke zamane mein naye-naye school master muqarrar hue the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rizq
रिज़्क़
.رِزْق
daily bread, sustenance, livelihood subsistence
[ Jisne paida kiya hai wo har halat mein rizq dega lekin koshish aur mehnat zaruri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diqqat
दिक़्क़त
.دِقَّت
delicate matter, intricacy, difficulty
[ Zarurat ki mamuli si chiz bhi hasil karne ke liye diqqat uthani padti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqriir
तक़रीर
.تَقْرِیر
address, lecture, talk
[ taqriban sabhi Leader taqreer karne mein mahir hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabr
क़ब्र
.قَبْر
grave
[ Jo dusron ki burai karta hai wo apni qabr aap khodta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqsad
मक़्सद
.مَقْصَد
purpose, intention, object, aim
[ Jo log zindagi ko maqsad ki surat basar karte hain wo khwahishon ke hisar mein giraftar nahin hote ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qavaa'id
क़वा'इद
.قَواعِد
grammatical rules, grammar
[ Qavaid zaban ke dhanche se bahas karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabaa
क़बा
.قَبَا
quilted garment
[ Jab us (ladki) ne apni naqab ulti aur apni qabaa utari to maine dekha ki wo husn mein laa-jawab hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (KHanda-peshaanii)
KHanda-peshaanii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone