Search results
Saved words
Showing results for "KHamiir"
Meaning ofSee meaning KHamiir in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHamiir
Noun, Masculine
- yeast, leaven, ferment,
- composition, constitution, disposition, temperament,
- clay, leavened dough
Explanatory Video
Sher Examples
āḳhir gil apnī sarf-e-dar-e-mai-kada huī
pahuñchī vahīñ pe ḳhaak jahāñ kā ḳhamīr thā
aaKHir gil apni sarf-e-dar-e-mai-kada hui
pahunchi wahin pe KHak jahan ka KHamir tha
ki jaise ḳhud se mulāqāt ho nahīñ paatī
jahāñ se uTThā huā hai ḳhamīr khīñchtā huuñ
ki jaise KHud se mulaqat ho nahin pati
jahan se uTTha hua hai KHamir khinchta hun
ḳhāk-e-'shiblī' se ḳhamīr apnā bhī uTThā hai 'fazā'
naam urdu kā huā hai isī ghar se ūñchā
KHak-e-'shibli' se KHamir apna bhi uTTha hai 'faza'
nam urdu ka hua hai isi ghar se uncha
ख़मीर के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- गुंधे आटे को किसी खट्टी चीज़ से फुलाना, स्वभाव, किण्वित
- ओषधियों में पानी डालकर सड़ाया हुआ अरक़, आटे में सोडा और नमक डालकर बनाया हुआ खट्टा आटा जिससे खमीरी रोटी बनती है।
- वह पदार्थ जो गूँथे हुए आटे या मैदे को स्पंजी बनाने के काम आता है
- यीस्ट या एक कोशीय कवक (फंगस), जिससे बना जाइमेज़ नामक एंजाइम आसव (बेवेरेजेस) तथा बेकरी उत्पादों के लिए अनिवार्य तत्व है
- किसी पदार्थ या व्यक्ति की मूल प्रवृत्ति
خَمِیر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- زردی مائل جھاگ دار اور چیپچپا مادّہ جو سماروغی خلیوں پر مشتمل ہوتا ہے یہ خلیے شکرہنی مائعات یا نشانستہ کی موجودگی میں پیدا ہوتے اور بڑھتے ہیں گیہوں کے آٹے کے پھولنے اور سرکہ اور دہی وغیرہ میں ترشی پیدا ہونے کی بھی یہی وجہ ہے
- گندھے ہوئے آٹے کے اجزاء میں ابھار یا بھولا پن پیدا کرنے اور چپکاؤ کم کرنے کا مسالا، وہ گندھا ہوا آٹا جو چند گھنٹے تک گرمی میں رکھ کر ترش کیا گیا ہو اور جس کی آمیزش سے اور گندھا ہوا آٹا پھول جاتا ہے، فقیر کا تقیض
- جسم کی مٹی وہ مادہ جس سے کوئی شے بنائی جائے
- عناصر کی ترکیب یا امتزاج، سرشت، فطرت، مزاج
- خاصیت، خاصہ
- باریک بوست یا جھلی کے مانند ایک خوشبودار سیاہ و سفید رنگ کی ایک روئیدگی جو بلوط اور صنوبر کے درختوں پر لپٹی رہتی ہے، اُشتہ، کائی، چھڑیلہ. (لاط :
Urdu meaning of KHamiir
- Roman
- Urdu
- zardii maa.il jhaagdaar aur chiipachpaa maada jo samaa rogii Khaliiyo.n par mushtamil hotaa hai ye Khalii.e shakraanii maa.i.aaat ya nashaanastaa kii maujuudgii me.n paida hote aur ba.Dhte hai.n gehuu.n ke aaTe ke phuulne aur sarka aur dahii vaGaira me.n turshii paida hone kii bhii yahii vajah hai
- gu.ndhe hu.e aaTe ke ajaza me.n ubhaar ya bholaapan paida karne aur chipkaa.o kam karne ka masaala, vo gandhaa hu.a aaTaa jo chand ghanTe tak garmii me.n rakh kar tursh kiya gayaa ho aur jis kii aamezish se aur gandhaa hu.a aaTaa phuul jaataa hai, faqiir ka taqiiz
- jism kii miTTii vo maadda jis se ko.ii shaiy banaa.ii jaaye
- anaasir kii tarkiib ya imatizaaj, sarishat, fitrat, mizaaj
- Khaasiiyat, Khaassaa
- baariik bosat ya jhillii ke maanind ek Khushbuudaar syaah-o-safaid rang kii ek ro.iidagii jo baluut aur sanobar ke daraKhto.n par lipTii rahtii hai, ushtaa, kaa.ii, chha.Diilaa. (laat
Idioms of KHamiir
Rhyming words of KHamiir
Compound words of KHamiir
Showing search results for: English meaning of khameer, English meaning of khamir
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaifiyat
कैफ़ियत
.کَیفِیَت
condition, state, situation
[ Mariz apni kaifiyat jab tak khud na bataye ilaj karna mushkil hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaasht
काश्त
.کاشْت
cultivation
[ Zamin ka aathvan hissa kapas ki kasht ke liye makhsus kar diya gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laa'nat
ला'नत
.لَعْنَت
curse, rebuke, disgrace
[ Gurbat khwah jism ki ho khwah jaan ki ek laanat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kifaayat
किफ़ायत
.کِفایَت
savings, profit, advantage
[ Kifayat se kharch kiya jaye to kam amadni mein bhi guzara ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laazim
लाज़िम
.لازِم
necessary, requisite, compulsory
[ Sehat-mand rahne ke liye hazme ka durust hona lazim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kirdaar
किरदार
.کِرْدار
doing, action, act, deed
[ Aadmi apne kirdar se hi apni shakhsiyat banata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashaakash
कशाकश
.کَشاکَش
perplexity
[ Mukhtalif khayalat ki kashaakash mein koi faisla karna mushkil hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kushtii
कुश्ती
.کُشْتی
wrestling
[ Dangal film mein Amir Khan apni betiyon ko kushti ke liye taiyar karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kuduurat
कुदूरत
.کُدُورَت
resentment, malice
[ Kuchh muddat baad Anwari ne kudurat dil se nikal di aur qazi ne bhi sulah kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rafiiq
रफ़ीक़
.رَفِیق
associate, comrade, friend
[ Chidiyon ke do jode hamesha chhat mein rahte the aur Eidon mein rafiq the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (KHamiir)
KHamiir
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone