Search results
Saved words
Showing results for "KHaana-zaad"
Meaning ofSee meaning KHaana-zaad in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHaana-zaad
Sher Examples
taḳhlīq-e-sher jehd-e-musalsal vo ḳhāna-zād
ek ek lafz dar pe mahāz-e-garāñ mujhe
taKHliq-e-sher jehd-e-musalsal wo KHana-zad
ek ek lafz dar pe mahaz-e-garan mujhe
raunaqeñ ābādiyāñ kyā kyā chaman kī yaad haiñ
bū-e-gul kī tarah ham gulshan ke ḳhāna-zād haiñ
raunaqen aabaadiyan kya kya chaman ki yaad hain
bu-e-gul ki tarah hum gulshan ke KHana-zad hain
ख़ाना-ज़ाद के हिंदी अर्थ
خانَہ زاد کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- گھر میں پلا ہوا، زیر سایہ پرورش پایا ہوا، کسی کا پروردہ
- لونڈی غلاموں کی اولاد، غلام زادہ، غلام
- انکسار کے طور پر بات کرنے والا اپنے لیے یہ لفظ استعمال کرتا ہے، خادم، خاکسار، حقیر وناچیز
- اسیر قیدی، معتقد، مرید
- ماتحت، قبضہ میں، مسخر
- لے پالک بچہ
- (مراد) اردو زبان
- محکوم، حکومت وقت کے غلام، زیر نگیں رعایا
- وہ غلام سپاہی جو حکومت کے لیے کرایہ کے فوجیوں کا کام کریں
- خود ساخت، گھڑی ہوئی
- لقب جو بادشاہ ملازمین اور متعلقین کو دیتے تھے
Urdu meaning of KHaana-zaad
- Roman
- Urdu
- ghar me.n pilaa hu.a, zer saayaa paravrish paaya hu.a, kisii ka parvardaa
- launDii gulaamo.n kii aulaad, Gulaam zaada, Gulaam
- inkisaar ke taur par baat karne vaala apne li.e ye lafz istimaal kartaa hai, Khaadim, Khaaksaar, haqiir vanaachiiz
- asiir qaidii, motqid, muriid
- maatahat, qabzaa men, musaKhKhar
- le paalak bachcha
- (muraad) urduu zabaan
- mahkuum, hukuumat vaqt ke Gulaam, zer nagii.n riyaayaa
- vo Gulaam sipaahii jo hukuumat ke li.e kiraaya ke faujiiyo.n ka kaam kare.n
- Khud saaKhat, gha.Dii hu.ii
- laqab jo baadashaah mulaazmiin aur mutaalliqiin ko dete the
Related searched words
Showing search results for: English meaning of khaanajaad, English meaning of khaanazaad
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hadaf
हदफ़
.ہَدَف
a mark, butt, bull's-eye (for archers)
[ Kaman se nikla teer sidhe hadaf par ja kar laga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHvaah-maKHvaah
ख़्वाह-मख़्वाह
.خواہ مَخواہ
without rhyme or reason
[ Mujhe maloom hai ki Sohan nahin aayega lekin uska bhai mahinon se khwah-makhwah intizar kar raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jabiin
जबीन
.جَبِین
the forehead
[ Badshah ke diwan-e-aam mein hazir hote tazim-o-ehtiram mein har ek ki jabin jhuk gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jashn
जश्न
.جَشْن
celebration, feast
[ Ladke ki paidaish ke mauqa par pura khandan jashn mana raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nau-roz
नौ-रोज़
.نَو روز
New year's day (according to the Persian calendar
[ Waqt itna tezi se guzar gaya ki use kuchh pata hi na chala shadi ke chauthe din Masood Nauroz manane apne sasural chala gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aatish
आतिश
.آتِش
fire, flame, ignite
[ Aare ke janglon mein aisi shadid aag lagi hui thi maanon aasman se aatish baras rahi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intiKHaab
इंतिख़ाब
.اِنْتِخاب
election, option
[ Khwah-ma-Khwah mulk ka Rupya intikhab ki behudagi mein sarf hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarf
सर्फ़
.صَرْف
expenditure, cost
[ Zamin ki quvvat thode se sarf se bahut dinon tak qaaem rahti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ro'b
रो'ब
.رُعْب
terrifying, fear, terror, dread
[ Hakim ne rob-daar aawaz mein kaha ki aaj ye kam hona hi chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aqsaam
अक़्साम
.اَقْسام
kinds, types, sorts, categories
[ Baazar mein sabziyon ki mukhtalif aqsam aati hain, jinhein log paka kar khaate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (KHaana-zaad)
KHaana-zaad
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone