Search results
Saved words
Showing results for "KHaana-ja.ngii"
Meaning ofSee meaning KHaana-ja.ngii in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHaana-ja.ngii
Noun, Feminine
- civil war, insurgency, intestine broils, disturbance, duel
- dispute, bickering, skirmish, affray
- domestic or family quarrels
Sher Examples
batā.eñ barhaman aur shaiḳh un kī ḳhāna-jañgī meñ
ḳhudā-ḳhāne pe kyā biitī sanam-ḳhāne pe kyā guzrī
bataen barhaman aur shaiKH un ki KHana-jangi mein
KHuda-KHane pe kya biti sanam-KHane pe kya guzri
tumheñ to hai apne bāñkpan meñ ye shauq laḌne kā ḳhāna-jañgī
ki ghar se bāhar nikalte ho jab to haath meñ le ke saif nañgī
tumhein to hai apne bankpan mein ye shauq laDne ka KHana-jangi
ki ghar se bahar nikalte ho jab to hath mein le ke saif nangi
hai yahī jī meñ ki ham sab ḳhāna-jañgī meñ mareñ
mulk pe miTne kī ḳhātir ḳhāndāñ koī na ho
hai yahi ji mein ki hum sab KHana-jangi mein maren
mulk pe miTne ki KHatir KHandan koi na ho
ख़ाना-जंगी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- किसी देश के भीतर की आपसी लड़ाई, गृह-युद्ध
- अंतर्विग्रह, आंतरिक विग्रह
- घरेलू या पारिवारिक झगड़े
خانَہ جَنْگی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- اندرون ملک اہل وطن کی لڑائی جو حکومت وقت کے خلاف ہو، ایک ہی ملک کے شہریوں کے مابین جنگ
- ذرا ذرا سی بات پر باہمی لڑائی، آپس کا فساد
- گھریلو اختلاف
Urdu meaning of KHaana-ja.ngii
- Roman
- Urdu
- andaruun-e-mulk ahle vatan kii la.Daa.ii jo hukuumat vaqt ke Khilaaf ho, ek hii mulak ke shahriiyo.n ke maabain jang
- zaraa zaraa sii baat par baahamii la.Daa.ii, aapas ka fasaad
- ghareluu iKhatilaaf
Related searched words
Showing search results for: English meaning of khaanajangee, English meaning of khaanajangi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hariis
हरीस
.حَرِیص
greedy, covetous
[ jun-jun Ahmad bada hota gaya ziddi aur haris banta gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
basiirat
बसीरत
.بَصِیَرت
sight, vision, insight, foresight
[ Jab tak aadmi ko basirat na mili ho wo sahi aur ghalat ke mutalliq kamyab faisle nahin kar sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaasiyat
ख़ासियत
.خاصِیَت
peculiar nature, natural disposition
[ Paare ki ye khasiyat hai ki wo ek jagah thaharta nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hauz
हौज़
.حَوضْ
reservoir, pond, tank
[ Akbar ne Fatahpur Sikari qila mein jo hauz banwaya hai uska pani garm rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tazaad
तज़ाद
.تَضاد
contradiction, antithesis
[ Aadmi ko iska khayal zaroor rakhna chahiye ki uske kahne aur karne mein tazad na ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarar
ज़रर
.ضَرَر
hurt, mischief, damage
[ Machine ka sahih istemal ho to kya majal hai ki usse koi zarar ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zau-baar
ज़ौ-बार
.ضو بار
diffusing light, dazzling
[ Andheri raton mein zau-baar sitaron ko dekhiye kitne khubsurat lagte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tas.hiih
तस्हीह
.تَصْحِیح
correction, rectification
[ Agar ghalti ho bhi jaye to uski tasheeh kar leni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hirs
हिर्स
.حِرْص
greed, avarice
[ Hirs buri chiz hai aadmi ko kabhi chain se nahin rahne deti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasavvur
तसव्वुर
.تَصَوُّر
imagination, fancy
[ Aisi duniya ka sirf tasavvur hi kiya ja sakta hai jahan sab chain se hon ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (KHaana-ja.ngii)
KHaana-ja.ngii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone