Search results
Saved words
Showing results for "KHaana-badosh"
Meaning ofSee meaning KHaana-badosh in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHaana-badosh
Sher Examples
tumheñ patā nahīñ ḳhāna-ba-dosh ummīdo?
nayā ilāqa sar-e-jāñ basā diyā gayā hai
tumhein pata nahin KHana-ba-dosh ummido?
naya ilaqa sar-e-jaan basa diya gaya hai
vahī ḳhāna-ba-dosh ummīdeñ
vahī be-sabr dil kī ḳhū hai abhī
wahi KHana-ba-dosh ummiden
wahi be-sabr dil ki KHu hai abhi
ham to ḳhāna-ba-dosh haiñ logo
ham se mat pūchhiye Thikāne kī
hum to KHana-ba-dosh hain logo
hum se mat puchhiye Thikane ki
ख़ाना-बदोश के हिंदी अर्थ
संज्ञा, विशेषण
- घर का सामान साथ रखकर, इधर-उधर जीवन बितानेवाला, संचारजीवी
خانَہ بَدوش کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، صفت
- وہ شخص جس کا کوئی مستقل ٹھکانہ نہ ہو، بے ٹھکانا، مارا مارا پھرنے والا، آوارہ، بنجارہ
- وہ جرگہ یا جتھا جو جنگلوں میں مارا مارا پھر کر زندگی گزارتا ہے، اور جہاں کھانے پینے کی سہولت ہو وہاں خیمے اور چھپر ڈال کر عارضی طور پر سکونت پذیر ہوجاتا ہے، صحرا نورد، بدّو
- حشرات الارض اور پرندوں کا ایک گروہ جو نقل مکانی کرتا ہے
Urdu meaning of KHaana-badosh
- Roman
- Urdu
- vo shaKhs jis ka ko.ii mustaqil Thikaana na ho, be Thikaana, maaraa maaraa phirne vaala, aavaaraa, banjaara
- vo jarga ya jatthaa jo janglo.n me.n maaraa maaraa phir kar zindgii guzaartaa hai, aur jahaa.n khaane piine kii sahuulat ho vahaa.n kheme aur chhappar Daal kar aarizii taur par sukuunat paziir hojaataa hai, sahraa norid, bidduu
- hasharaat-ul-arz aur parindo.n ka ek giroh jo naql-e-makaanii kartaa hai
Synonyms of KHaana-badosh
Antonyms of KHaana-badosh
Related searched words
Showing search results for: English meaning of khaanabadosh, English meaning of khanabadosh
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aamalaat
मु'आमलात
.مُعامَلات
business, commerce, traffic, domains
[ Zaid ne Aslam se kaha main ghar ke zaroori muaamlat nipta kar tumhare sath chalta hun ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yarGamaal
यर्ग़माल
.یَرْغَمال
hostage, bail
[ Yarghamal banaye gaye bachchon ko police ne badi hoshiyari aur mansuba-band tariqe se aazad karaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pidar
पिदर
.پِِدَر
father
[ Bachche jab bolna sikhen to unhen pidar ka name batana aur yaad kara dena chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
adnaa
अदना
.اَدْنیٰ
inferior, lowly
[ Adna darje ka kattha khane mein kadwa aur kasila hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHushnuudii
ख़ुशनूदी
.خُوشْنُودی
favour, pleasure, delight, joy, happiness
[ Razamandi pidar (Father) ki khushnudi khuda ki hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaabor
शराबोर
.شَرابور
highly impressed
[ Ustad apne shagird ki khidmat se sharabor hue ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razaa-mandii
रज़ामंदी
.رَضا مَندی
consent, approval
[ Is baar pradhan tamam logon ki razamandi se muntakhab kiya gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jamaa'at
जमा'अत
.جَماعَت
association, party
[ Beshtar jama'aton ke rahnuma ek-dusri jama'at ke khilaf sakht alfaz ka istimal kar rahe hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaami'a
जामि'आ
.جامِعَہ
university
[ Punjab aur suba shumal-maghribi ke Hindustaniyon ki ye derina aarzu hai ki unke liye ek mashriqi jamia qaaem kiya jaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dahaa.ii
दहाई
.دَہائی
the figure ten
[ Sipahiyon ki taqsim dahaiyon mein hua karti thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (KHaana-badosh)
KHaana-badosh
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone