Search results
Saved words
Showing results for "kamaan"
Meaning ofSee meaning kamaan in English, Hindi & Urdu
English meaning of kamaan
Noun, Feminine
Noun, Feminine
- command
Sher Examples
jaatī hai duur baat nikal kar zabān se
phirtā nahīñ vo tiir jo niklā kamān se
jati hai dur baat nikal kar zaban se
phirta nahin wo tir jo nikla kaman se
ik parinda abhī uḌaan meñ hai
tiir har shaḳhs kī kamān meñ hai
ek parinda abhi uDan mein hai
tir har shaKHs ki kaman mein hai
ham bhī kisī kamān se nikle the tiir se
ye aur baat hai ki nishāne ḳhatā hue
hum bhi kisi kaman se nikle the tir se
ye aur baat hai ki nishane KHata hue
कमान के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- इंद्र-धनुष।
- धनुष। मुहा०-(किसीकी) कमान चढ़ना = (क) यथेष्ट उन्नति, प्रभुत्व आदि का समय होना। (ख) त्यौरी में बल पड़ना। आँखें चढ़ाना। (क्रोध-सूचक)
- धनुष, धनु, धन्व, धन्वा, तीर चलाने का यंत्र, क़ौस ।।
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- ९. बसीत नाम का जहाजी यंत्र
کَمان کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- . تیر چلانے کا قوسی شکل کا ایک آلہ ، قوس (شعرأ محبوب کی بھوؤں سے تشبیہ دیتے ہیں) ؛ ایک قدیم ترین غیر آتشیں حربہ جو بان٘س یا فلزات کے لچک دار لمبے ٹکڑے کے دونوں گوشوں میں ڈوری یا تان٘ت باندھ کر بنایا جاتا اور جس کے ذریعے تیرغُلّہ نشانے پر مارتے .
- دھنک ، قوس قزح .
- محراب ، ڈاٹ ، طاق ، دائرے کا کوئی حصہ ، قطعِ دائرہ .
- وہ قوس کی شکل جو شاہی فرامین پر بنی ہو .
- آسمان کے بارہ برجوں میں سع نویں برج کا نام ، دھن راس .
- (کنایۃً) کوزہ پشت ، کُب جھکلی ہوئی کمر ، کُبڑا پن .
- لچکیلا ، لچکدار ، لرزاں لرزتا ہوا ، جس میں لرزش ہو .
اسم، مؤنث
- (لشکری) حکم ، کمانڈ .
- فوج کی سالاری ، سرداری ، قیادت .
- فوجی دستے کا کوچ ، فوجی نقل و حرکت ، فوج کا کسی معین زمانہ میں اپنی جگہ سے باہر پھرنا .
Urdu meaning of kamaan
- Roman
- Urdu
- . tiir chalaane ka qausii shakl ka ek aalaa, qaus (shaarun mahbuub kii bhuu.o.n se tashbiiyaa dete hain) ; ek qadiim tariin Gair aatishii.n harba jo baans ya filizzaat ke lachakdaar lambe Tuk.De ke dono.n gosho.n me.n Dorii ya taant baandh kar banaayaa jaataa aur jis ke zariiye tiirGullaa nishaane par maarte
- dhanik, qaus-e-kuzah
- mahiraab, DaaT, taaq, daayre ka ko.ii hissaa, kata daayaraa
- vo qaus kii shakl jo shaahii faraamiin par banii ho
- aasmaan ke baarah burjo.n me.n saa nauvii.n buraj ka naam, dhan raas
- (kanaa.en) kuuzaapushat, kub jhaklii hu.ii kamar, kub.Daa pan
- lachkiilaa, lachakdaar, larzaa.n laraztaa hu.a, jis me.n larzish ho
- (lashkarii) hukm, kamaanD
- fauj kii saalaarii, sardaarii, qiyaadat
- faujii daste ka koch, faujii naqal-o-harkat, fauj ka kisii mu.iin zamaana me.n apnii jagah se baahar phirnaa
Synonyms of kamaan
Rhyming words of kamaan
Compound words of kamaan
Showing search results for: English meaning of kaman, English meaning of qamaan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaazii
ग़ाज़ी
.غازِی
a warrior, a conqueror
[ Shaheed Abdul-Hamid ko unki bahaduri aur shujaat ki wajah se ghazi kaha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daa'vat
दा'वत
.دَعْوَت
invitation
[ Faisal ne apne bache ki taqrib-e-wiladat mein rishtedaron ke sath padosiyon ki bhi dawat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'viiz
ता'वीज़
.تَعْوِیذ
charm, amulet
[ Kaash Zaid imtihan mein pass hone ke liye mutala ya mehnat ke ba-jaaye taweez par bharosa na karta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'assub
त'अस्सुब
.تَعَصُّب
bias, discrimination
[ Hindustani awam kayi sadiyon tak ghair-mulki hamla-aawaron ke taassub ka shikar rahi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaaz
ए'ज़ाज़
.اِعْزاز
distinction, honorific title
[ Maulana Azad National Urdu University ne Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye Ph.D ke ezaaz se nawaza ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
du'aa
दु'आ
.دُعا
prayer, supplication (to God)
[ Rashid ke maashi halat mehnat-mazduri karne ke bawajood din-ba-din kharab hote gaye usne apni behtari ke liye Allah se duaa ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'tiraaz
ए'तिराज़
.اِعْتِراض
opposition, refusing assent, displeasure
[ Agar Usama ki sardari par tumko etiraz hai to uske baap (Zaid) kii sardari par bhi tum motariz (critique) the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ayyush
त'अय्युश
.تَعَیُّش
rejoicing
[ Taayyush aur kahili ne Zaid ko aish-o-ghaflat ke bistar par thapak-thapak kar sula diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'jaaz
ए'जाज़
.اِعْجاز
wonder, surprise
[ Amitabh Bachchan ka is umr mein bhi adakari karna kisi ejaz se kam nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'biir
ता'बीर
.تَعْبِیر
interpretation, explanation (particularly of dreams)
[ Har khwab ki ek tabir hoti hai sidhi ho ya ulti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (kamaan)
kamaan
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone