Search results
Saved words
Showing results for "kalejaa"
Meaning ofSee meaning kalejaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of kalejaa
Noun, Masculine
- (Figurative) stomach
- kalejī being used for the liver of an animal
- the liver, lungs, and heart collectively
- the liver (commonly applied to the liver of a human being)
Sher Examples
kyā ḳhuub 'barq' tū ne dikhāyā hai zor-e-tab.a
kāġhaz pe rakh diyā hai kalejā nikāl ke
kya KHub 'barq' tu ne dikhaya hai zor-e-taba
kaghaz pe rakh diya hai kaleja nikal ke
kalejā muñh ko aayā aur nafas karne lagā tañgī
huā kyā jaan ko merī abhī to thī bhalī-chañgī
kaleja munh ko aaya aur nafas karne laga tangi
hua kya jaan ko meri abhi to thi bhali-changi
agar dekhe tumhārī zulf le Das
ulaT jaave kalejā nāganī kā
agar dekhe tumhaari zulf le Das
ulaT jawe kaleja nagani ka
कलेजा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- प्राणियों के शरीर का वह भीतरी अवयव जो छाती के अंदर बाईं ओर रहता है और जिसका काम शरीर में रक्त संचार करना है; जिगर; हृदय; दिल
- छाती, वक्षस्थल, उर
- हिम्मत; साहस; जीवट
- अतिप्रिय व्यक्ति या वस्तु
کَلیجا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- جسم انسانی کا سب سے بڑا غدود جو داہنے طرف واقع ہے، ایک اندورنی عضو جس میں پِت پیدا ہوتا ہے، جگر
- دل یا سینے کے معنوں میں
- ہمّت، جرأت، حوصلہ، طاقت، دلیری، بہادری
- (کنایۃً) پیٹ
- نہایت عزیز اور قیمتی چیز، مایہ حیات، متاعِ زندگی، پیارا عزیز شخص
- طنز، نفرت اور کراہت کے اظہار کے موقع پو عورتیں بولتی ہیں
Urdu meaning of kalejaa
- Roman
- Urdu
- jism insaanii ka sab se ba.Daa Gaduud jo daahine taraf vaaqya hai, ek indaurnii uzuu jis me.n pat paida hotaa hai, jigar
- dil ya siine ke maaano.n me.n
- himmat, jurrat, hauslaa, taaqat, dilerii, bahaadurii
- (kanaa.en) peT
- nihaayat aziiz aur qiimtii chiiz, maaya hayaat, mataaa-e-zindgii, pyaaraa aziiz shaKhs
- tanz, nafrat aur karaahat ke izhaar ke mauqaa puu aurte.n boltii hai.n
Idioms of kalejaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of kaleja, English meaning of kaleza
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruur
ग़ुरूर
.غُرُور
pride, haughtiness, vanity
[ Taaqat ka ghuroor achchhe aur bure ke beech imtiyaz (difference) mita deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaar
ग़ार
.غار
cave, cavern
[ Insanon ka yun likha hai ki jab tak ye thode the sada haivanon ke dar se bhag kar gharon mein chhupte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziyat
ता'ज़ियत
.تَعْزِیَت
condolence, mourning, lamentation
[ Kya bura dastur hai ki naam to karen taziyat ka jiske maani hain tasalli dena aur tasalli ki jagah marne wale ki khubiyan yaad dilayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurbat
ग़ुर्बत
.غُرْبَت
poverty, indigence, destitution
[ Krishn Chand ko aurat, jawani... chandni-raat se hi muhabbat nahin balki ghurbat se bhi ek manfi qism ka ishq hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziiraat
ता'ज़ीरात
.تَعْزِیرات
punishments
[ Har mulk ke aaeen mein mukhtalif jaraem ke liye alag-alag taaziraat hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaayat
ग़ायत
.غایَت
superlative, excessively, extremely, very
[ Ye ghaayat khasta paranthe hain jo ghee ki zyadati ki wajah se taar-taar ho jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ajjub
त'अज्जुब
.تَعَجُّب
surprise, wonder
[ Ibrahim ne apne ustad se kaha ki mujhe bahut taajjub hua jab pata chala ki duniya itni qadim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gadr
ग़द्र
.غَدْر
mutiny, rebellion, sedition
[ Ghadr aksar hukoomat ka takhta palat deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'attaar
'अत्तार
.عَطّار
perfume seller, perfumer
[ Juma, Eid dusre tehvaron ke mauqon par gali-kuchon mein attar ki amad-o-raft badh jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (kalejaa)
kalejaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone