Search results
Saved words
Showing results for "kaa'ba"
Meaning ofSee meaning kaa'ba in English, Hindi & Urdu
English meaning of kaa'ba
Noun, Masculine
- a cube-shaped building in Mecca, the most sacred Muslim pilgrim shrine which Muslim face while praying, the holiest place of Islam in Makkah
- cube
Sher Examples
raat din nāqūs kahte haiñ ba-āvāz-e-buland
dair se behtar hai kaaba gar butoñ meñ tū nahīñ
raat din naqus kahte hain ba-awaz-e-buland
dair se behtar hai kaba gar buton mein tu nahin
dair o kaaba se jo ho kar guzre
dost kī rāhguzar yaad aa.ī
dair o kaba se jo ho kar guzre
dost ki rahguzar yaad aai
dair o kaaba meñ bhaTakte phir rahe haiñ raat din
DhūñDhne se bhī to bandoñ ko ḳhudā miltā nahīñ
dair o kaba mein bhaTakte phir rahe hain raat din
DhunDhne se bhi to bandon ko KHuda milta nahin
kaaba kis muñh se jāoge 'ġhālib'
sharm tum ko magar nahīñ aatī
kaba kis munh se jaoge 'ghaalib'
sharm tum ko magar nahin aati
tum ne kyuuñ dil meñ jagah dī hai butoñ ko 'sābir'
tum ne kyuuñ kaaba ko but-ḳhāna banā rakkhā hai
tum ne kyun dil mein jagah di hai buton ko 'sabir'
tum ne kyun kaba ko but-KHana bana rakkha hai
का'बा के हिंदी अर्थ
کَعْبَہ کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- مکعب عمارت جس کا طول، عرض اور بلندی مساوی ہو
- بیت الحرام، بیت اللہ، خانہ کعبہ، مسلمانوں کا قبلہ، مقدس عمارت، مقدس مقام،
- مکّے میں مربع عمارت جس میں حجرِ اسود نصب ہے، یہ تمام مسلمانوں کا قبلہ ہے اسی کی طرف منھ کرکے نماز ادا کرتے ہیں سال میں ایک بار جب ذی الحجّہ کے مہینے میں اس کی زیارت اور اس کا طواف کرتے ہیں جسے شرعاً حج کہتے ہیں، ورنہ زیارت اور طواف کسی وقت بھی کرسکتے ہیں.
Urdu meaning of kaa'ba
Roman
- makaab imaarat jis ka tuul, arz aur bulandii musaavii ho
- bait ul-haraam, baitullaah, Khaanaa kaaabaa, muslmaano.n ka qibla, muqaddas imaarat, muqaddas muqaam
- makke me.n murabbaa imaarat jis me.n hijr-e-asvad nasab hai, ye tamaam muslmaano.n ka qibla hai isii kii taraf mu.nh karke namaaz ada karte hai.n saal me.n ek baar jab zii alahjaa ke mahiine me.n is kii zayaarat aur is ka tavaaf karte hai.n jise sharaN haj kahte hain, varna zayaarat aur tavaaf kisii vaqt bhii karasakte hai.n
Synonyms of kaa'ba
Idioms of kaa'ba
Compound words of kaa'ba
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hasad
हसद
.حَسَد
envy, malice, emulation, ambition
[ Hasad buri chiz hai kisi ki taraqqi dekh kar hasad nahin karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baraamadgii
बरामदगी
.برآمدگی
recovery (esp. of stolen property)
[ Police ne chori kiye gaye lakhon ke zevaraat ki baraamadgi ka dava kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasad
जसद
.جَسَد
corpse
[ Marne ke bad insan ka jasad-e-khaki khali makan ki surat rah jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jast
जस्त
.جَسْت
leap, jump
[ Chita jast lagane mein apna jawab nahin rakhta, bada tez-raftar janwar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sipar
सिपर
.سِپَر
shield
[ Dushman ke aage sipar dalne se behtar hai ki uske samne sina-sipar raha jaaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aasraa
आसरा
.آسْرا
confidence, dependence
[ Us budhe aadmi ki zindagi mein kuchh ummid nahin rahi thi koi aasra nahin tha phir wo pareshan kyun na hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sair
सैर
.سَیر
excursion, tour, sightseeing
[ Zindagi aur paisa donon sath den to aadmi ko duniya ki sair karni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saazish
साज़िश
.سازش
plot, conspiracy, collusion
[ Dushmanon ki sazish nakam huyi aur hukoomat ko ab koi khatra nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suruud
सुरूद
.سُرُود
song, lyric, anthem
[ Samaj ke murda logon mein zindagi daudane ke liye surood-e-nau ki zaroorat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHusar
ख़ुसर
.خُسَر
father-in-law
[ Nadir ke khusar sahab hamesha uski himayat aur parda-dari kiya karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of kaaba, English meaning of kaba
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (kaa'ba)
kaa'ba
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone