Search results
Saved words
Showing results for "juGraafiya"
Meaning ofSee meaning juGraafiya in English, Hindi & Urdu
English meaning of juGraafiya
Noun, Masculine
Sher Examples
bail ne bas siiñg badle aur duniyā hil ga.ī
chand lamhe shahr kā juġhrāfiya likhne lage
bail ne bas sing badle aur duniya hil gai
chand lamhe shahr ka jughrafiya likhne lage
juġhrāfiya thiiñ yā phir tārīḳh saarī jihatañ
ham ho ke 'farhat-ehsās' apnī jihat se nikle
jughrafiya thin ya phir tariKH sari jihatan
hum ho ke 'farhat-ehsas' apni jihat se nikle
mirī nazroñ meñ hai juġhrāfiya us ke badan kā
tasavvur bāñdh lūñgā shā.irī kartā rahūñgā
meri nazron mein hai jughrafiya us ke badan ka
tasawwur bandh lunga shairi karta rahunga
जुग़राफ़िया के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- वो विज्ञान जो भूमि के भौतिक वितरण का वर्णन करता है, भूगोल, भूगोलशास्त्र
- (लाक्षणिक) किसी भी स्थान काल्पनिक विवरण
- वो पुस्तक जो भूमि के बारे में
جُغْرافِیَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- وہ علم جس میں زمین کی سطح شکل و صورت طبیعی حالات و کیفیات قدرتی اور سیاسی تقسیمیں، آب و ہوا پیداوار آبادی وغیرہ سے بحث ہوتی ہے، وہ علم جس میں زمین کی خشکی اور تری کی طبعی تقسیم کا بیان کیا جائے
- (مجازاً) کسی بھی مقام یا محل کی تصورانی تفصیلات
- وہ کتاب جس میں زمین کے حالات ہوں
Urdu meaning of juGraafiya
- Roman
- Urdu
- vo ilam jis me.n zamiin kii satah shakl-o-suurat tabii.aii haalaat-o-kaifyaat qudratii aur sayaasii taqsiimen, aab-o-hu.a paidaavaar aabaadii vaGaira se behas hotii hai, vo ilam jis me.n zamiin kii Khushkii aur tirii kii tibbii taqsiim ka byaan kiya jaaye
- (majaazan) kisii bhii muqaam ya mahl kii tasoraanii tafsiilaat
- vo kitaab jis me.n zamiin ke haalaat huu.n
Compound words of juGraafiya
Related searched words
juGraafiya-tab'ii
علم جغرافیہ کی وہ قسم جس میں زمین کی طبعی تقسیم اور اس کے طبعی تغیرات حالات اور آب و ہوا وغیرہ کا بیان کیا جاتا ہے.
juGraafiya-tabii'ii
علم جغرافیہ کی وہ قسم جس میں زمین کی طبعی تقسیم اور اس کے طبعی تغیرات حالات اور آب و ہوا وغیرہ کا بیان کیا جاتا ہے.
mu'aashii-juGraafiya
علم جغرافیہ کی ایک شاخ جس میں معاشیات ، حصول دولت کے زرائع و وسائل کو زیر بحث لایا جاتا ہے .
haivaanaatii-juGraafiya
حیوانیات کا وہ شعبہ جو حیوانات کی مقامی تقسیم سے متعلق ہے ، اس میں یہ بیان کیا جاتا ہے کہ کون کون سے جانور کہاں کہاں پائے جاتے ہیں (انگ : زوجیوگریفی - Zoogeoraphy).
nabaatii-juGraafiya
علم جغرافیہ کی ایک شاخ جس میں عموماً نباتات کے زمین پر محل و قوع اور پھیلاؤ وغیرہ سے بحث کی جاتی ہے ۔
Showing search results for: English meaning of jughraafiya, English meaning of jughrafiya
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ijaazat
इजाज़त
.اِجازَت
permission, authority, liberty
[ Doctor ki ijazat ke baghair mariz ko aisa kuchh nahin karna chahiye jis se bimari badh jaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bazzaaz
बज़्ज़ाज़
.بَزّاز
cloth merchant, clothier, draper
[ Bazzaz ki dukan rang-birange kapdon se bhari thi lekin kuchh pasand nahin aaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHabar
ख़बर
.خَبَر
information
[ Kal ya parson ek shakhs aayega apna name Akbar batayega main bank mein hun fauran khabar kar dena ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaKHiir
ताख़ीर
.تاخِیْر
delay, lateness
[ Apne dost ki shadi ki khabar mujhe mili bhi to takhir se mili isliye main sharik na ho saka ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zar
ज़र
.زَر
money, riches, wealth
[ Zindagi mein zar ki badi ahmiyat hai iske liye jhagde bhi hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
roz
रोज़
.روز
daily, a day, per diem, every day
[ Aajkal har roz roz-e-qayamat lagta hai pareshaniyan bahut hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
buz
बुज़
.بُز
goat, sheep, ram
[ Bakre be-had darpok hote hain shayad isiliye darpok aadmi ko buz-dil kahte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarii
ज़री
.زَرِی
anything woven with gold thread, golden embroidery
[ Zari ke kaam ke kapdon ka riwaj shadi-byah mein bahut hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaziir
वज़ीर
.وَزِیر
minister of state, privy-counsellor, vizier
[ Hukoomat ne wazarat mein radd-o-badal karte hue chaar wazir aur badha diye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
javaaz
जवाज़
.جَواز
toleration, justification
[ Aql-mand aadmi apne har amal ko sahi sabit karne ka javaz dhundh leta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (juGraafiya)
juGraafiya
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone