Search results

Saved words

Showing results for "jis ne apnii Topii utaarii vo duusre kii utaarate kab Dartaa hai"

jis ne apnii Topii utaarii vo duusre kii utaarate kab Dartaa hai

he who does not care for his own honor, when will he care for the honor of others

jab apnii utaar lii to duusre kii utaarte kii lagtaa hai

jis kii na phaTii ho bivaa.ii, vo kyaa jaane piir paraa.ii

jis pag.Dii me.n ho na chillaa pag.Dii nahii.n vo phe.nTii hai

kyaa tamaashe kii baat hai jis kaa jaa.e vo chor kahlaa.e

vo shaaKH hii na rahii jis pe aashiyaana thaa

jis ne ko.Daa diyaa , vo gho.Daa bhii degaa

jis ke dil me.n rahm nahii.n vo qasaa.ii hai

pe.D 'alii dhattaa jis kii ja.D hai na pattaa

apnaa hai hii naa duusre ke daanii

Takaa ho jis ke haath me.n vo ba.Daa hai zaat me.n

vo baal khii.nchuu.n ki jis kii ja.D duur ho

vo apnii KHushii kaa hai

jis ke paa.nv na bivaa.ii vo kyaa jaane piir paraa.ii

jis ko na hove buvaa.ii , vo kyaa jaane piir paraa.ii

jis ke paa.nv na jaa.e bivaa.ii vo kyaa jaane piir paraa.ii

jis ko geho.n kii nahii.n , vo chane hii kii se raazii

sau khoTo.n kaa vo sardaar , jis kii chhaatii ek na baal

ba.Dii bahuu ne nikaale kaar vo hii utrii paaram paar

jis ghar buu.Dhaa na ba.Daa vo ghar Daggam Daggaa

apnii daa.nv ko machhlii duusre kii daa.nv ko kaa.nTaa

vo aap hii apnii naziir hai

turat-phurat ho vo bhii kaar madad kare jis kii sarkaar

jis kii aa.nkh me.n til vo ba.Daa be-sil

yaar vahii hai pakkaa jis ne maan yaar kaa rakkhaa

a true friend's he who 'll naught his friend deny

jis ke kaaran jog liyaa vo na milaa

vo kamlii hii nahii.n jis me.n til ba.ndhte the

qadr ulluu kii ulluu jaantaa hai, humaa ko kab chuGad pahchaantaa hai

baazaar kii miThaa.ii jis ne paa.ii us ne khaa.ii

vo raaja martaa bhalaa jis me.n nyaav na ho, marii bhalii vo istrii laaj na raakhe jo

jis ne kii sharam us ke phuuTe karam , jis ne kii be hayaa.ii us ne khaa.ii duudh malaa.ii

jis ke mu.nh me.n chaaval hote hai.n vo chabaa chabaa kar baate.n kartaa hai

jis bahuu.D kii bairan saas, vaakaa kadhii na ho ghar vaas

saa.ii.n ke darbaar me.n ba.De ba.De hai.n Dher , apnaa daanaa biin le jis me.n her na pher

vo kaun sii kishmish hai jis me.n tinkaa nahii.n

jis ke mu.nh me.n chaaval hote hai.n vo chabaa chabaa kar KHuub baate.n kartaa hai

khii.nchuu.ngaa vo baal ki jis kii KHabar duur tak hogii

jis ke pesha me.n baa.n vo ba.Daa shaitaan

jis ke peshe me.n baan vo ba.Daa shaitaan

apne suu.ii na jaane do, duusre ke bhaale ghuse.D do

jis kaa or hai na chhor

baazaar kii gaalii jis ne sunii us par pa.Dii

mard vo hai jo de aur na le, aur niim mard vo hai jo de aur le, naa-mard vo hai jo na de aur na le

jis kaa aa.nchal Gair mard ne na dekhaa ho

jis ke mu.nh me.n chaaval hote hai.n vo KHuub chabaa-chabaa kar baate.n kartaa hai

apnii ber gholam ghaalaa , duusre kii ber Taalam Tolaa

huqqe kaa mazaa jisne zamaane me.n na jaana, vo mard muKHannas hai na 'aurat na zanaana

to said in the praise of huqqa (casket)

apnii buraa.ii duusre par chhaa.ii

sapne kii sii maayaa jis ko apnii batlaave

vo phuul hii kyaa jo ki mahesar na cha.Dhe

ye vo gu.D nahii.n jis ko makkhiyaa.n khaa.en

apnii to KHabar lo phir duusre kii kahnaa

biddiyaa vo maal hai jo KHarchat dugnaa ho raajaa ravaa chor taachhiin na saake ko

hammaam kii lu.ngii jis ne chaahii baa.ndh lii

jis ke kaaran jog bha.ii vo sayyaa.n prades

jis ke hove.n assii vo kare khassii

jis ke tan ko lagii ho vo jaane yaar

bure se dev Dartaa hai

apne suu.ii na jaane do, duusre ke bhaale ko.ncho

jis kaa nahii.n chaaraa vo jaa.egaa sahaaraa

Meaning ofSee meaning jis ne apnii Topii utaarii vo duusre kii utaarate kab Dartaa hai in English, Hindi & Urdu

jis ne apnii Topii utaarii vo duusre kii utaarate kab Dartaa hai

जिसने अपनी टोपी उतारी वो दूसरे की उतारते कब डरता हैجس نے اپنی ٹوپی اتاری وہ دوسرے کی اتارتے کب ڈرتا ہے

Proverb

English meaning of jis ne apnii Topii utaarii vo duusre kii utaarate kab Dartaa hai

  • he who does not care for his own honor, when will he care for the honor of others
rd-app-promo-desktop rd-app-promo-mobile

जिसने अपनी टोपी उतारी वो दूसरे की उतारते कब डरता है के हिंदी अर्थ

  • वह जो अपने सम्मान की परवाह नहीं करता, वह दूसरों के सम्मान की परवाह कब करेगा

جس نے اپنی ٹوپی اتاری وہ دوسرے کی اتارتے کب ڈرتا ہے کے اردو معانی

  • جو اپنی عزت کا خیال نہیں کرتا وہ دوسرے کی عزت کب خیال کرے گا، شہدے لچے اور بے حیا کی نسبت بولتے ہیں

Showing search results for: English meaning of jis ne apnee topee utaaree vo dusre kee utaarate kab dartaa hai, English meaning of jis ne apnee topee utaree vo dusre kee utarate kab darta hai

Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Critique us (jis ne apnii Topii utaarii vo duusre kii utaarate kab Dartaa hai)

Name

Email

Comment

jis ne apnii Topii utaarii vo duusre kii utaarate kab Dartaa hai

Upload Image Learn More

Name

Email

Display Name

Attach Image

Select image
(format .png, .jpg, .jpeg & max size 4MB and upto 4 images)
Speak Now

Delete 44 saved words?

Do you really want to delete these records? This process cannot be undone

Want to show word meaning

Do you really want to Show these meaning? This process cannot be undone

Recent Words