Search results
Saved words
Showing results for "jhankaar"
Meaning ofSee meaning jhankaar in English, Hindi & Urdu
English meaning of jhankaar
Sher Examples
maiñ divānā huuñ sadā kā mujhe mat qaid karo
jī nikal jā.egā zanjīr kī jhankār ke saath
main diwana hun sada ka mujhe mat qaid karo
ji nikal jaega zanjir ki jhankar ke sath
maiñ bikhar jā.ūñgā zanjīr kī kaḌiyoñ kī tarah
aur rah jā.egī is dasht meñ jhankār mirī
main bikhar jaunga zanjir ki kaDiyon ki tarah
aur rah jaegi is dasht mein jhankar meri
kyā tire shahr ke insān haiñ patthar kī tarah
koī naġhma koī pāyal koī jhankār nahīñ
kya tere shahr ke insan hain patthar ki tarah
koi naghma koi payal koi jhankar nahin
झंकार के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- प्रतिध्वनि, गूँज, भुनभुनाहट, अनुनाद, सितार या वीणा आदि की ध्वनि, झन-झन की ध्वनि, झनझनाहट, झंकृति, आभूषणों (नूपुरों आदि) के बजने की मधुर ध्वनि, घुंघरू की आवाज़, काँच टूटने और तलवारें टकराने की आवाज़, कपकपाहट से पैदा होने वाली आवाज़, आवाज़ की थरथराहट, धातु के किसी पात्र पर आघात लगने पर कुछ समय तक उसमें से बराबर निकलता रहनेवाला झनझन शब्द, झनकार, कुछ कीड़ों के बोलने का झन-झन शब्द जैसे झिल्ली या झींगुर की झंकार, मोर की पुकार
جَھنْکار کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- گھنگرو، بازیب پایل چھاگل یا زنجیر وغیرہ کی آواز
- تلوار یا خنجر وغیرہ کے چلنے گرنے یا ٹکرانے کی آواز، جنگی سازوسامان کے گرنے یا ٹکڑانے کی آواز
- مختلف دھاتوں (پیتل تابنے یا چاندی وغیرہ کے) ظروف یا مِکّے وغیرہ کی آواز، زنجیر یا بیڑی وغیرہ کی کھنکھناہٹ
- شیشے یا چینی کے برتن گرے ٹٹنے یا ٹکرانے کی آواز چھناکا
- جھینگر کی آواز
- جھنجھناہٹ، لرزش سے پیدا ہونے والی آواز، آواز کی تھرتھراہٹ
- بھنبھناہٹ
Urdu meaning of jhankaar
- Roman
- Urdu
- ghungharu, baaziib paa.el chhaagal ya zanjiir vaGaira kii aavaaz
- talvaar ya Khanjar vaGaira ke chalne girne ya Takraane kii aavaaz, jangii saaz-o-saamaan ke girne ya Tuk.Daa ne kii aavaaz
- muKhtlif dhaato.n (piital taabne ya chaandii vaGaira ke) zaruuf ya makke vaGaira kii aavaaz, zanjiir ya bii.Dii vaGaira kii khanakhnaahaT
- shiishe ya chiinii ke bartan gire TuTne ya Takraane kii aavaaz chhanaakaa
- jhiingur kii aavaaz
- jhanajhnaahaT, larzish se paida hone vaalii aavaaz, aavaaz kii thartharaahaT
- bhunabhunaahaT
Synonyms of jhankaar
Proverbs of jhankaar
Showing search results for: English meaning of jhankar, English meaning of jhanqaar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaifiyat
कैफ़ियत
.کَیفِیَت
condition, state, situation
[ Mariz apni kaifiyat jab tak khud na bataye ilaj karna mushkil hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaasht
काश्त
.کاشْت
cultivation
[ Zamin ka aathvan hissa kapas ki kasht ke liye makhsus kar diya gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laa'nat
ला'नत
.لَعْنَت
curse, rebuke, disgrace
[ Gurbat khwah jism ki ho khwah jaan ki ek laanat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kifaayat
किफ़ायत
.کِفایَت
savings, profit, advantage
[ Kifayat se kharch kiya jaye to kam amadni mein bhi guzara ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laazim
लाज़िम
.لازِم
necessary, requisite, compulsory
[ Sehat-mand rahne ke liye hazme ka durust hona lazim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kirdaar
किरदार
.کِرْدار
doing, action, act, deed
[ Aadmi apne kirdar se hi apni shakhsiyat banata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashaakash
कशाकश
.کَشاکَش
perplexity
[ Mukhtalif khayalat ki kashaakash mein koi faisla karna mushkil hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kushtii
कुश्ती
.کُشْتی
wrestling
[ Dangal film mein Amir Khan apni betiyon ko kushti ke liye taiyar karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kuduurat
कुदूरत
.کُدُورَت
resentment, malice
[ Kuchh muddat baad Anwari ne kudurat dil se nikal di aur qazi ne bhi sulah kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rafiiq
रफ़ीक़
.رَفِیق
associate, comrade, friend
[ Chidiyon ke do jode hamesha chhat mein rahte the aur Eidon mein rafiq the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (jhankaar)
jhankaar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone