Search results
Saved words
Showing results for "jhag.Daa"
Meaning ofSee meaning jhag.Daa in English, Hindi & Urdu
English meaning of jhag.Daa
Noun, Masculine
- a kind of plant his root uses in herbal medicine
- fray, quarrel, dispute, wrangle, squabble, brawl, trouble
Sher Examples
saarī duniyā se laḌe jis ke liye
ek din us se bhī jhagḌā kar liyā
sari duniya se laDe jis ke liye
ek din us se bhi jhagDa kar liya
use dil se bhalā denā zarūrī ho gayā hai
ye jhagḌā hī miTā denā zarūrī ho gayā hai
use dil se bhala dena zaruri ho gaya hai
ye jhagDa hi miTa dena zaruri ho gaya hai
ai ishq kahīñ le chal ye dair-o-haram chhūTeñ
in donoñ makānoñ meñ jhagḌā nazar aatā hai
ai ishq kahin le chal ye dair-o-haram chhuTen
in donon makanon mein jhagDa nazar aata hai
sulh jis se rahī merī tā-zindagī
us kā saare zamāne se jhagḌā sā thā
sulh jis se rahi meri ta-zindagi
us ka sare zamane se jhagDa sa tha
nayā ik rishta paidā kyuuñ kareñ ham
bichhaḌnā hai to jhagḌā kyuuñ kareñ ham
naya ek rishta paida kyun karen hum
bichhaDna hai to jhagDa kyun karen hum
झगड़ा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- दो मनुष्यों का परस्पर आवेशपूर्ण विवाद, लड़ाई, टंटा, बखेड़ा, कलह, हुज़्ज़त, तकरार
- वह चीज़ या बात जो झगड़े की वजह हो
- दंगा, फ़साद, उपद्रव
- मुकदमा
- (चिकित्सा) एक बेल जिसकी जड़ औषधि में उपयोग होती है। यह जड़ उखड़ने से छः माह तक सूखती नहीं और उसमें अंकुर फूट जाते हैं, कलकलारी
جَھگْڑا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- معمولی تکرار، لڑائی، دن٘گا، فساد
- بحث، حُجُّت، تکرار، اختلاف
- قصّہ، قضیہ، الجھن
- جنجال، کھٹراگ، بکھیڑا
- (طب) ایک بیل جو کی جڑ دواؤں میں مستعمل ہے، پتّے، بان٘س کے پتّوں کی طرح سبز رن٘گ اور پھول زرد رن٘گ کے پان٘چ پن٘کھڑیوں کے اوپر پھول کی پتّیاں دبیز اور کن٘ول کی پتّیوں کی طرح ہوتی ہیں اس کی جڑ روئی کی طرح ان٘گلی کے برابر ہوتی ہے ، جڑ اکھیڑ نے سے چھ چھ ماہ تک خشک نہیں ہوتی اور وہی پھوٹ نکلتی ہے، کلکلاری
Urdu meaning of jhag.Daa
- Roman
- Urdu
- maamuulii takraar, la.Daa.ii, dangaa, fasaad
- behas, hujjut, takraar, iKhatilaaf
- qissa, qaziiyaa, uljhan
- janjaal, khaTraag, bakhe.Daa
- (tibb) ek bail jo kii ja.D davaa.o.n me.n mustaamal hai, pate, baans ke patto.n kii tarah sabaz rang aur phuul zard rang ke paanch pankhu.Diiyo.n ke u.upar phuul kii pattiyaa.n dubaiz aur kanval kii patiyo.n kii tarah hotii hai.n is kii ja.D ravii kii tarah unglii ke baraabar hotii hai, ja.D ukhe.D ne se chhः chhः maah tak Khushak nahii.n hotii aur vahii phuuT nikaltii hai, kalaklaarii
Compound words of jhag.Daa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of jhagda, English meaning of jhagdaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaddaar
ग़द्दार
.غَدّار
traitor, mutineer
[ Zyada-tar mulk ghaddar ka jurm sabit hone par mujrim ko saza-e-maut dete hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gubaar
ग़ुबार
.غبار
dust, cloud of dust
[ Garmi ke dinon mein aasman par ghubar sa nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gizaa
ग़िज़ा
.غِذا
food, diet
[ Arab mein pilu ka darakht oonton ki aam ghiza thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gasb
ग़स्ब
.غَصْب
possession by force without right
[ Abdulkarim ke marne ke baad uski jagah Abudllah ne ghasb kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gabii
ग़बी
.غَبی
weak in mind, retarded
[ Adeeb ya shayer apne muaashare ka koi kahil ya ghabi fard nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair
ग़ैर
.غَیْر
another person, stranger
[ Tumhara baap aisa nadan nahin hai ki binaa puchhe tumhara hath ek ghair aadami ke hath mein de de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Garaz
ग़रज़
.غَرَض
intention, object, purpose, meaning
[ Insan ki tamam koshishon ke pichhe koi na koi gharaz zaroor hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gariib
ग़रीब
.غَرِیب
poor, destitute, penurious
[ Sarkar gharib logon ki madad ke liye koshish kar rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaarat
ग़ारत
.غارَت
ravage, devastation, waste, ruin
[ Jang zindagi ke husn ko gharat kar deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaazii
ए'ज़ाज़ी
.اِعْزازی
honorific, honorary
[ Maualan Azad National Urdu University ne Rekhta ke bani Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye doctorate ki degree di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (jhag.Daa)
jhag.Daa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone