Search results
Saved words
Showing results for "jhaa.nk"
Meaning ofSee meaning jhaa.nk in English, Hindi & Urdu
English meaning of jhaa.nk
Noun, Feminine
- a peep or brief look
- act of peeping or spying
- peek
- smell of burning oil
Noun, Masculine
- deer
Sher Examples
lagtā hai ka.ī rātoñ kā jaagā thā musavvir
tasvīr kī āñkhoñ se thakan jhāñk rahī hai
lagta hai kai raaton ka jaga tha musawwir
taswir ki aankhon se thakan jhank rahi hai
āñkheñ na jiine deñgī tirī be-vafā mujhe
kyuuñ khiḌkiyoñ se jhāñk rahī hai qazā mujhe
aankhen na jine dengi teri be-wafa mujhe
kyun khiDkiyon se jhank rahi hai qaza mujhe
hazāroñ qumqumoñ se jagmagātā hai ye ghar lekin
jo man meñ jhāñk ke dekhūñ to ab bhī raushnī kam hai
hazaron qumqumon se jagmagata hai ye ghar lekin
jo man mein jhank ke dekhun to ab bhi raushni kam hai
झाँक के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- झलक। स्त्री० [?] आग। अग्नि। उदा०-नई गोरी नये बालमा नई होरी की झांक।-बुंदेल० लो० गी०।।। पुं० = चीतल (जंगली हिरन)।
- झाँकने की क्रिया या भाव।
- ने की क्रिया या भाव (ताक- में प्रयुक्त होने वाला शब्द)
- जासूसी
- झलक; झरोखा।
جھانک کے اردو معانی
Roman
اسم، مؤنث
- جھان٘کنا سے مشتق، جھان٘کنے کا فعل، تراکیب میں مستعمل
- کچے تیل بالخصوص سرسوں کے تیل کی بُو، تیل گرم کرنے کی بو
- نظر، نگاہ، دید، نظارا، نظر، تاک، نظر
- دزدیدہ
اسم، مذکر
- ہرنوں کی ڈار، پرندوں کا پرہ، دَل (ٹڈی کا)
- چیتل کا نر، بارہ سن٘گھا، جو نسبتاً کچھ بڑا ہوتا ہے
Urdu meaning of jhaa.nk
Roman
- jhaanknaa se mushtaq, jhaankne ka pheal, taraakiib me.n mustaamal
- kachche tel bilaKhsuus sarso.n ke tel kii buu.o, tel garm karne kii buu
- nazar, nigaah, diid, nazaaraa, nazar, taak, nazar
- daz diidaa
- hirno.n kii Daar, parindo.n ka parra, dil (TiDDii ka
- chiital ka nar, baarahsinghaa, jo nisabtan kuchh ba.Daa hotaa hai
Proverbs of jhaa.nk
Rhyming words of jhaa.nk
Compound words of jhaa.nk
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of jhaank, English meaning of jhaanq
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (jhaa.nk)
jhaa.nk
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone