Search results
Saved words
Showing results for "jafaa"
Meaning ofSee meaning jafaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of jafaa
Noun, Feminine
- oppression, injustice, cruelty, violence, injury, hardship
- tyranny of beloved
- roughness or rudeness
Explanatory Video
Sher Examples
ulfat meñ barābar hai vafā ho ki jafā ho
har baat meñ lazzat hai agar dil meñ mazā ho
ulfat mein barabar hai wafa ho ki jafa ho
har baat mein lazzat hai agar dil mein maza ho
dushmanoñ kī jafā kā ḳhauf nahīñ
dostoñ kī vafā se Darte haiñ
dushmanon ki jafa ka KHauf nahin
doston ki wafa se Darte hain
adā aa.ī jafā aa.ī ġhurūr aayā hijāb aayā
hazāroñ āfateñ le kar hasīnoñ par shabāb aayā
ada aai jafa aai ghurur aaya hijab aaya
hazaron aafaten le kar hasinon par shabab aaya
जफ़ा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- अन्यायपूर्ण कार्य या व्यवहार, सितम, ज़ुल्म, ज़्यादती
- धर्म द्वारा सिद्धांत का उल्लंघन
جَفا کے اردو معانی
Roman
اسم، مؤنث
- ظلم، ستم، زیادتی، نا انصافی
- (تصوف) سالک کے دل کو مشاہدے سے باز رکھنا
- مذہب کی رو سے اصول کی خلاف ورزی
Urdu meaning of jafaa
Roman
- zulam, sitam, zyaadtii, na insaafii
- (tasavvuf) saalik ke dil ko mushaahide se baaz rakhnaa
- mazhab kii ro se usuul kii Khilaafavarzii
Rhyming words of jafaa
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bair
बैर
.بَیر
malice, enmity, animosity, rancour, hostility
[ Khayalat-o-afkar ka mel na khana aapsi bair ka sabab nahin hona chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair-qaanuunii
ग़ैर-क़ानूनी
.غَیر قانُونی
illegal, against the law and rule
[ Police ne ek ghair-qanooni hathiyaaron se lais shakhs ko pakda ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaar
यार
.یار
friend, companion, comrade
[ bure waqton mein yar bhi sath chhor dete hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tijaarat
तिजारत
.تِجارَت
the practice of traffic, traffic, trade
[ Naukari ke muqabla mein tijarat zyada achchha pesha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
auzaar
औज़ार
.اَوزار
instruments, tools
[ Tokra mazduri ke liye dhalayi ka ek qudrati auzar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taajir
ताजिर
.تاجِر
trader, businessman
[ Patel Bhai chamde ka bada taajir hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hurriyat
हुर्रियत
.حُرِّیَت
liberty, independence, freedom
[ Hurriyat-pasand log kabhi mahdood ilaqe par aamaada nahin hote ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jur.at
जुरअत
.جُرْأَت
courage, audacity, boldness, valour
[ Chalak adami ishq ki raah mein na-muradi ke panv jurat se rakhte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bil-KHusuus
बिल-ख़ुसूस
.بِالْخُصْوص
specially, particularly, in particular
[ Hindustan mein bilkhusoos Tamil Nadu aur Bengal vagaira mein koka ki kheti ki jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
huur
हूर
.حُور
virgin of paradise, beautiful nymph of Paradise
[ Main ne jannat mein ek mahal ke niche nahar ke kinare ek hoor ko vuzu karte dekha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of jafa, English meaning of japha
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (jafaa)
jafaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone