Search results
Saved words
Showing results for "jadval"
Meaning ofSee meaning jadval in English, Hindi & Urdu
English meaning of jadval
Sher Examples
mirā dil dauḌtā jadval qalam ho
tire qadġhan jo hai siidā sitārā
mera dil dauDta jadwal qalam ho
tere qadghan jo hai sida sitara
ibārat meñ maqām-o-martaba to baa'd kī shai hai
abhī qirtās par mauhūm se jadval meñ rahnā hai
ibarat mein maqam-o-martaba to ba'd ki shai hai
abhi qirtas par mauhum se jadwal mein rahna hai
us kī tasvīr banātā rahā jadval kī bajā.e
aur is baar to madam ne sazā dī bhī nahīñ
us ki taswir banata raha jadwal ki bajae
aur is bar to madam ne saza di bhi nahin
जदवल के हिंदी अर्थ
संज्ञा
- नहर, छोटी नदी, पुस्तक के चारों ओर को हाशिया, सारिणी, खोनोंदार तफ़सीली नक्शा, सितारों का हिसाब रखने वाला नक़्शा, बहरी, जंत्री, (मजाज़न) सुरमा की लकीर
جَدْوَل کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم
- پانی کی گزر گاہ یا راستہ، (مجازاً) چھوٹی نہر، نالی
- (مجازاً) بطون قلب کی شریان
- عمودی اور افقی خطوط سے بنا ئے ہوئے خانے جن میں اعدادو شمار درج کیے جاتے ہیں، نقشہ، گوشوارہ
- نقشہ، فہرست
- سر ورق، ٹائیٹل بیچ
- ستاروں کا حساب رکھنے والا نقشہ، بحری، جنتری
- خانوں اور قطاروں میں خوبصورتی سے بنائی گئی روشِ باغ
- (مجازاً) سرمہ کی لکیر
- (مجازاً) مسیں بھیگنے کی سیاہی
- مرکبات میں بطور جزو ثانی: وہ سیاہ خط جو کسی کے انتقال پر تعزیتی خط یا تحریر میں کھینچ دیا جاتا ہے (ماتمی کے ساتھ)
- سونے کا وہ حاشیہ جو سنہرے رنْگ یا طفلائی پانی سے کتابوں یا قرآن پاک وغیرہ کے صفحات پر گردا گرد بنایا جاتا ہے (طلائی کے ساتھ)
Urdu meaning of jadval
- Roman
- Urdu
- paanii kii guzargaah ya raasta, (majaazan) chhoTii nahr, naalii
- (majaazan) butuun qalab kii sharyaan
- amuudii aur uphuqii Khutuut se banaa.e hu.e Khaane jin me.n aadaado shumaar darj ki.e jaate hain, naqsha, goshvaaraa
- naqsha, fahrist
- sar varq, Taa.iiTal biich
- sitaaro.n ka hisaab rakhne vaala naqsha, bahrii, jantrii
- Khaano.n aur qataaro.n me.n Khuubsuurtii se banaa.ii ga.ii rosh-e-baaG
- (majaazan) surma kii lakiir
- (majaazan) mase.n bhiigne kii syaahii
- murakkabaat me.n bataur juzu saaniih vo syaah Khat jo kisii ke intiqaal par taaziytii Khat ya tahriir me.n khiinch diyaa jaataa hai (maatamii ke saath
- sone ka vo haashiyaa jo sunahre ran॒ga ya taflaa.ii paanii se kitaabo.n ya quraan-e-paak vaGaira ke safhaat par girdaagird banaayaa jaataa hai (tilaa.ii ke saath
Compound words of jadval
Related searched words
Showing search results for: English meaning of jadwal, English meaning of zadval
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (jadval)
jadval
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone