Search results
Saved words
Showing results for "jaanaa-pahchaanaa"
Meaning ofSee meaning jaanaa-pahchaanaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of jaanaa-pahchaanaa
Adjective
- acknowledged, recognized, well-known, accomplished
- reputed, renowned, famous
Sher Examples
yuuñ kitne hī mujh ko apnā kahte haiñ
par mujh ko jānā-pahchānā kaun kahe
yun kitne hi mujh ko apna kahte hain
par mujh ko jaana-pahchana kaun kahe
choT na.ī hai lekin zaḳhm purānā hai
ye chehra kitnā jānā-pahchānā hai
choT nai hai lekin zaKHm purana hai
ye chehra kitna jaana-pahchana hai
ek sitāra raushan ho jo kabhī na bujhne vaalā ho
rasta jānā-pahchānā ho raat bahut an-jānī ho
ek sitara raushan ho jo kabhi na bujhne wala ho
rasta jaana-pahchana ho raat bahut an-jaani ho
जाना-पहचाना के हिंदी अर्थ
विशेषण
- जिसके बारे में जानकारी हो, जिससे भली-भांती परिचय हो, जाना-पहचाना, जाना-बूझा
- प्रसिद्द, परिचित, लोकप्रिय
جانا پَہْچانا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- جس سے اچھی طرح واقفیت ہو، جانا بوجھا
- مشہور و معروف، نامور
Urdu meaning of jaanaa-pahchaanaa
- Roman
- Urdu
- jis se achchhii tarah vaaqfiiyat ho, jaana bojhaa
- mashhuur-o-maaruuf, naamvar
Synonyms of jaanaa-pahchaanaa
Antonyms of jaanaa-pahchaanaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of jaanaapahchaanaa, English meaning of janapahchana
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rifaah-e-'aam
रिफ़ाह-ए-'आम
.رِفاہ عام
common, general welfare
[ Hamein janib-dari (Discrimination) se upar uth kar rifah-e-aam ke liye kaam karna chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qatra
क़तरा
.قَطْرَہ
drop (of liquid)
[ Ham khurdbin laga kar dekhen to qatra-qatra mein ham ko kidon ki basti nazar ayegi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vafaadaar
वफ़ादार
.وَفادار
faithful, trusty, true, loyal
[ Sarhad ki nigahbani karne wale jawan qaum ke sachche wafadar hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muzir
मुज़िर
.مُضِر
hurtful, harmful, damaging
[ Lady Doctor ki raae hai ki motor tak ki harkat tumhare liye muzir hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maamuur
मामूर
.مَامُور
appointed, commissioned, commanded
[ Doctor ne paidaish ki dekh-bhal ke liye ek daai ko mamur kiya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaanib-daarii
जानिब-दारी
.جانِب داری
supporting, partiality
[ Sawal-jawab karne ke liye mamur logon se ghair-janib-dari ki ummid ki jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mo'attar
मो'अत्तर
.مُعَطَّر
perfumed, fragrant, scented
[ Dhup, agarbatti waghaira ka istimal gharon ko mo'attar karne ke liye kiya jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taabe'
ताबे'
.طابِع
printer, publisher
[ Ali ko naye taabe ki talash hai jo kam kharch mein kitab chape ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lahuu
लहू
.لہو
blood
[ Paa-e-mubarak (Holy feet) mein aisi thokar lagi ki lahu jari hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qafas
क़फ़स
.قَفَس
cage for birds
[ Parindon ne qafas tod diya aur faza mein aazad udne lage ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (jaanaa-pahchaanaa)
jaanaa-pahchaanaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone