Search results
Saved words
Showing results for "istiqlaal"
Meaning ofSee meaning istiqlaal in English, Hindi & Urdu
English meaning of istiqlaal
Noun, Masculine
- firmness of mind, perseverance, steadiness, absoluteness, intrepidity
- constancy, stability
- self-rule, independence
-
absolute power or authority, sovereignty, supremacy
Example • Ya Khuda ham bhi ye khush-khabri jaldi sune aaj Hindustaniyon ka yaum-e-istiqlal hai
- independence
Sher Examples
tazalzul se barī ho terā istiqlāl ulfat meñ
yaqīn par yaqīñ ho jā gumān-e-be-gumāñ ho jā
tazalzul se bari ho tera istiqlal ulfat mein
yaqin par yaqin ho ja guman-e-be-guman ho ja
kaun sī mushkil hai jo āsāñ na ho
dil meñ istiqlāl thoḌā chāhiye
kaun si mushkil hai jo aasan na ho
dil mein istiqlal thoDa chahiye
hazrat-e-'akbar' ke istiqlāl kā huuñ mo'tarif
ta-ba-marg us par rahe qaa.im jo dil meñ Thaan lī
hazrat-e-'akbar' ke istiqlal ka hun mo'tarif
ta-ba-marg us par rahe qaim jo dil mein Than li
इस्तिक़्लाल के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- दृढ़ता, मज़बूती, किसी बात पर अटल रहना, संयम एवं धैर्य से अपने विचारधारा पर जमे रहना, क़ायम रहना, डटे रहना
- स्थिर, क़याम, क़रार, स्थिरता, स्थायित्व, नित्यता
- इतमीनान, सुकून, चैन, तसल्ली, ठहराव, क़रार
-
(बिना किसी हस्तक्षेप के) किसी राष्ट या देश की स्थायी स्थित, स्वतंत्रता, संप्रभुता, आज़ादी, ख़ुदमुख़्तारी
उदाहरण • या ख़ुदा हम भी ये ख़ुश-ख़बरी कहीं जल्दी सुनें आज हिंदुस्तानियों का यौम-ए-ईस्तिक़लाल है
- (किसी व्यक्ति या स्थित की) बिना किसी बाहरी मदद के व्यक्तिगत स्थित, व्यक्तिगत पहचान, स्वयं व्यक्तित्व
اِسْتِقْلال کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ثابت قدمی، پامردی، ضبط و تحمل سے اپنے موقف پر جمے رہنا، قائم رہنا، ڈٹے رہنا
- قیام، قرار، ثبات، دوام
- اطمینان، سکون، ٹھہراؤ
-
(بغیر کسی مداخلت کے) کسی قوم یا ملک کی مستقل حیثیت، آزادی خود مختاری
مثال • یا خدا ہم بھی یہ خوش خبری کہیں جلدی سنیں آج ہندستانیوں کا یوم استقلال ہے
- (کسی شخص یا شے کی) بغیر کسی خارجی معاون کے انفرادی حیثیت، انفرادیت، تشخص ذاتی
Urdu meaning of istiqlaal
- Roman
- Urdu
- saabit qadmii, paamardii, zabat-o-tahammul se apne mauqif par jame rahnaa, qaayam rahnaa, DaTe rahnaa
- qiyaam, qaraar, sabaat, davaam
- itmiinaan, sukuun, Thahraav
- (bagair kisii mudaaKhilat ke) kisii qaum ya mulak kii mustaqil haisiyat, aazaadii KhudamuKhtaarii
- (kisii shaKhs ya shaiy kii) bagair kisii Khaarijii mu.aavin ke infiraadii haisiyat, infiraadiyat, tashaKhKhus zaatii
Synonyms of istiqlaal
Antonyms of istiqlaal
Compound words of istiqlaal
Showing search results for: English meaning of istiklaal, English meaning of istiklal
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHijaalat
ख़िजालत
.خِجالَت
shame, sense of shame
[ Sharmindagi aur khijalat se chehre ka rang badal jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasaadum
तसादुम
.تَصادُم
clash
[ Sadak par ek shadid tasadum ki awaz aati hai aur sakht dhamaka hota hai phir motorcar ke bade zor se bhagne ki awaz aati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
malfuuf
मलफ़ूफ़
.مَلْفُوف
wrapped up, enveloped, enclosed
[ Navazish-nama (Kind-letter) jis mein aap (Sir Iqbal) ki nazm malfuf thi abhi-abhi mausul (receive) hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahfil
महफ़िल
.مَحْفِل
assembly, party, council
[ Raqs-o-surood ki mahfil saji hui thi log be-khud ho kar naach rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mashruut
मशरूत
.مَشْرُوط
conditional, agreed upon, under obligation
[ Hammad ko mashrut license par jail se riha kiya gaya tha aur wo moosiqi banane mein wapas aaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
viraasat
विरासत
.وِراثَت
heritage, heirship, inheritance legacy
[ Lucknow chauk wala mahal Ajmal ko aabaai viraasat mein mila hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
salaahiyyat
सलाहिय्यत
.صَلاحِیَّت
ability, capability
[ Salahiyat ki buniyad par dafatir mein ohdon ki taqsim honi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaatil
क़ातिल
.قاتِل
murderer, killer
[ Qatl karne ke baad qaatil farar hone mein kamyab ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mehnat
मेहनत
.مِحْنَت
hard work, moil, toil, drudgery
[ Asatiza bhi un (Farman Fatahpuri) ki liyaqat aur mehnat ki daad dete the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziim
ता'ज़ीम
.تَعْظِیم
respect, honour, obeisance, adoration
[ Ustad ki tazim pure muashare par lazim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (istiqlaal)
istiqlaal
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone