Search results
Saved words
Showing results for "istiGraaq"
Meaning ofSee meaning istiGraaq in English, Hindi & Urdu
English meaning of istiGraaq
Noun, Masculine
- absorption, state of being engrossed, total absorption in some work or thought
- drowning, the being immersed
Sher Examples
aaj kuchh aur dinoñ se hai sivā istiġhrāq
azm-e-tasḳhīr phir ai sheḳh-e-zaman kis kā hai
aaj kuchh aur dinon se hai siwa istighraq
azm-e-tasKHir phir ai sheKH-e-zaman kis ka hai
yaad meñ hai kisī kī istiġhrāq
kaun pahuñche vahāñ jahāñ huuñ maiñ
yaad mein hai kisi ki istighraq
kaun pahunche wahan jahan hun main
ba.ad istiġhrāq haath aa.ī hai bas matlab kī baat
Duub kar gahre meñ durr-e-be-bahā paate haiñ log
baad istighraq hath aai hai bas matlab ki baat
Dub kar gahre mein durr-e-be-baha pate hain log
इस्तिग़राक़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- अपनी दशा में ऐसा मग्न होना कि किसी का पता न चले, तन्मयता, तल्लीनता, संलग्नता, इहियाक, महवियत
اِسْتِغْراق کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- کس فکر خیال یا کام میں غرق ہو کر سب کچھ بھول جانے کی کیفیت، گہری دلچسپی، محویت
- (تصوف) خدا کی صفات و اسماء کے ذکر و فکر میں بے خودی کا عالم، مراقبہ
- (قانون) کسی جائداد کا قرضے میں گھر کر تلف ہو جانا
- کسی جنس یا نوع کے تمام افراد کا احاطہ
Urdu meaning of istiGraaq
- Roman
- Urdu
- kis fikr Khyaal ya kaam me.n Garq ho kar sab kuchh bhuul jaane kii kaifiiyat, gahirii dilchaspii, mahviyat
- (tasavvuf) Khudaa kii sifaat-o-asmaa-e-ke zikr-o-fikr me.n bekhudii ka aalam, muraaqaba
- (qaanuun) kisii jaayadaad ka karje me.n ghar kar talaf ho jaana
- kisii jins ya nau ke tamaam afraad ka ahaata
Showing search results for: English meaning of istighraaq, English meaning of istighraq
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaas
यास
.یَاس
despair, desperation, frustration
[ Jis aadmi ne apni aankhon se apna ghar aur apne khandan ko dubte huye dekha hoga wo yaas ki taswir kyun na banega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharbat
शर्बत
.شَرْبَت
juice (of fruits)
[ Anar ka sharbat dava ke taur par bhi istemal kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaadaab
शादाब
.شاداب
blooming green, green, verdant
[ Bahar bagh ka shadab manzar vazeh taur par nazar aa raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabaab
शबाब
.شَباب
acme, zenith
[ Is saal February mahine mein bhi sardi shabab par hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariir
शरीर
.شَرِیر
naughty, mischievous
[ Mizajan wo sharir hai kisi ko nuqsan pahunchana uska maqsad nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pyaas
प्यास
.پِیاس
desire to drink, thirst
[ Sakht pyas mein ret bhi pani nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
udaas
उदास
.اُداس
sad, sorrowful
[ Sailab mein hazaron janen gayin yahi gham har dil ko udas karne ko kafi tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaab
शराब
.شَراب
wine, spirit, liquor
[ Sharab ke khilaf lakh propagande hon lekin iski tijarat bahut nafa-bakhsh hai isliye yeh kabhi band nahin ki ja sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir
शीर
.شِیر
milk
[ Bachchon ke liye maan ka sheer sabse achchhi khuraak hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab
शब
.شَب
night, night time
[ Jamal ki beti hamesha roze rakhti aur shab bedar rahti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (istiGraaq)
istiGraaq
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone