Search results
Saved words
Showing results for "ism"
Meaning ofSee meaning ism in English, Hindi & Urdu
English meaning of ism
Noun, Masculine, Singular
- name, denomination, appellation
- (in Gram.) a noun
- repeated recitation of any name of Allah
Sher Examples
ya.anī darvāza bhī ik ism hai jis ko paḌh kar
log dīvār ke andar se guzāre jaa.eñ
yani darwaza bhi ek ism hai jis ko paDh kar
log diwar ke andar se guzare jaen
mire paas aisā tilism hai jo ka.ī zamānoñ kā ism hai
use jab bhī sochā bulā liyā use jo bhī chāhā banā diyā
mere pas aisa tilism hai jo kai zamanon ka ism hai
use jab bhi socha bula liya use jo bhi chaha bana diya
jo kushūd-e-kār-e-tilism hai vo faqat hamārā hī ism hai
vo girah kisī se khulegī kyā jo tirī jabīñ kī shikan meñ hai
jo kushud-e-kar-e-tilism hai wo faqat hamara hi ism hai
wo girah kisi se khulegi kya jo teri jabin ki shikan mein hai
इस्म के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, एकवचन
- नाम
- संज्ञा।
- नाम,वह शब्द जिससे किसी व्यक्ति, जगह या जानवर की पहचान हो
- नाम, संज्ञा।।
اِسْم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، واحد
- (تصوف) ذات مسمیٰ صفت و جودیہ کے اعتبار سے ہو یا صفت عدمیہ کے اعتبار سے
- (صرف) وہ کلمہ جس کے معنی مستقل ہوں اور اس میں زمانہ نہ پایا جائے
- (ملازم، مزدور یا وظیفہ یاب وغیرہ کی) اسامی، نفری
- اللہ تعا لیٰ کے کسی حلالی یا جمالی نام یا اسم اعظم (رک) کا ورد؛ بزرگان دین میں سے کسی کے نام کا وظیفہ، پڑھنت، (روایتی طور پر) کوئی خاص تاثیر رکھنے والی دعا
- شخص، فرد
- نام، وہ لفظ جو کسی شخص شے کیفیت وصف یا کام وغیرہ کا نام ہو
Urdu meaning of ism
- Roman
- Urdu
- (tasavvuf) zaat musammaa sifat-o-jo dayaa ke etbaar se ho ya sifat admiih ke etbaar se
- (sirf) vo kalima jis ke maanii mustaqil huu.n aur is me.n zamaana na paaya jaaye
- (mulaazim, mazduur ya vaziifa yaab vaGaira kii) asaamii, nafarii
- allaah taala ke kisii halaalii ya jamaalii naam ya ism-e-aazam (ruk) ka varad; buzrgaan-e-den - me.n se kisii ke naam ka vaziifa, pa.Dhnat, (rivaayatii taur par) ko.ii Khaas taasiir rakhne vaalii du.a
- shaKhs, fard
- naam, vo lafz jo kisii shaKhs shaiy kaifiiyat vasf ya kaam vaGaira ka naam ho
Synonyms of ism
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haazir
हाज़िर
.حاضِر
present, in attendance
[ Darkhwast-guzar ko adalat mein hazir hona padta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
behtarii
बेहतरी
.بِہْتَری
advantage, welfare, goodness
[ Hamen samaj ki behtari ke liye kaam karna chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
peshtar
पेशतर
.پیشْتَر
formerly, before, earlier
[ Mahabharat ki ladai se peshtar hi uske asar nazar ane lage the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sham'
शम'
.شَمْع
wax candle, candle, lamp
[ Dipawali ke din har kone mein shama raushan ki jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa.ir
ताइर
.طائِر
winged creature, bird
[ Qarib-e-sham shafaq (Dawn) phuli thi taaer basera le rahe the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jamaa'at
जमा'अत
.جَماعَت
association, party
[ Beshtar jama'aton ke rahnuma ek-dusri jamaa'at ke khilaf sakht alfaz ka istimal kar rahe hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mafaad
मफ़ाद
.مَفاد
interest, benefit, gain
[ Muhabbat mein mafad ki koi jagah nahin hoti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
samaa'
समा'
.سَماع
one who listens attentively
[ Taaer (Birds) apni naghma-saraai bhul kar masruf-e-sama hue ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haasil
हासिल
.حاصِل
eceived amount, recovered amount, income
[ Auqaf (Donative Assets) ka hasil puri jamaa'at ke mafad par kharch kar dia jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
beshtar
बेशतर
.بیشتَر
mostly, for the most part
[ Sailab ki wajah se Purvanchal ka beshtar hissa pani mein doob gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (ism)
ism
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone