Search results
Saved words
Showing results for "'ishq"
Meaning ofSee meaning 'ishq in English, Hindi & Urdu
English meaning of 'ishq
Noun, Masculine
- strong emotional attachment, excessive or passionate love, all-consuming love
Sher Examples
sitāroñ se aage jahāñ aur bhī haiñ
abhī ishq ke imtihāñ aur bhī haiñ
sitaron se aage jahan aur bhi hain
abhi ishq ke imtihan aur bhi hain
ye ishq nahīñ āsāñ itnā hī samajh liije
ik aag kā dariyā hai aur Duub ke jaanā hai
ye ishq nahin aasan itna hi samajh lije
ek aag ka dariya hai aur Dub ke jaana hai
tire ishq kī intihā chāhtā huuñ
mirī sādgī dekh kyā chāhtā huuñ
tere ishq ki intiha chahta hun
meri sadgi dekh kya chahta hun
pairāhan baaqī hai mere jism pe ab bhī ujlā sā
shāyad ishq mukammal nāzil honā ab bhī baaqī hai
pairahan baqi hai mere jism pe ab bhi ujla sa
shayad ishq mukammal nazil hona ab bhi baqi hai
ishq ne 'ġhālib' nikammā kar diyā
varna ham bhī aadmī the kaam ke
ishq ne 'ghaalib' nikamma kar diya
warna hum bhi aadmi the kaam ke
ishq nāzuk-mizāj hai behad
aql kā bojh uThā nahīñ saktā
ishq nazuk-mizaj hai behad
aql ka bojh uTha nahin sakta
'इश्क़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- प्रेम की प्रचंड भावना, गहरी चाहत, मोहब्बत, प्रेम, प्यार
- (सूफ़ीवाद) प्रेम का प्राचुर्य और प्रेमिका का आकर्षण और प्रेमिका के प्रति प्रेम और ईश्वर के एकत्व के पद को कहते हैं उसके पाँच स्तर हैं: पहला स्तर हृदय का खो जाना अर्थात हृदय का गुम करना, दूसरा स्तर दुःख व्यक्त करना है कि जिसमें हृदय को खो देने वाला प्रेमी बिना प्रेमिका के हर समय अपने जीवन से दुःखी होता है, तीसरा स्तर वज्द अर्थात आनंदाधिक्य से आत्म-विस्मृति की अवस्था केे कारण प्रेमी को किसी जगह और किसी समय आराम और पलायन प्राप्त ही नहीं होता, चौथा स्तर अधीरता, पाँचवाँ सियानत अर्थात निगरानी करना अपने हृदय की पाप की कल्पना-मात्र से भी, प्रेमी उस स्तर में पहुँच कर दीवाना अथवा उन्मादी हो जाता है, प्रेमी के अतिरिक्त और किसी की याद नहीं होती, इश्क़-ए-हक़ीक़ी अर्थात ईश्वरीय प्रेम
- (चिकित्सा) एक प्रकार का पागलपन जो सुंदर व्यक्ति को देखने से जन्म लेता है
- प्रेम, कामना
- आदत, लत, धुत, ठरक
- सलाम, आदाब अर्ज़ अर्थात बड़े एवं पूजनीय लोगों को प्रणाम करने का श्रद्धापूर्ण वाक्य
عِشْق کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- شدید جذبۂ محبت، گہری چاہت، محبّت، پریم، پیار
- (تصوّف) حب مفرط اور کشش معشوق اور حُب معشوق اور مرتبۂ وحدت کو کہتے ہیں اس کے پانچ درجے ہیں: درجہ اوّل فقدان دل یعنی دل کا گم کرنا، درجۂ دوم تاسف کہ جس میں عاشق پیدل بغیر معشوق کے ہر وقت اپنی زندگی سے متاسف ہوتا ہے، درجۂ سوم وجد اس کی وجہ سے عاشق کو کسی جگہ اور کسی وقت آرام اور فرار نصیب ہی نہیں ہوتا، درجۂ چہارم بے صبری، درجۂ پنجم صیانت، عاشق اس درجے میں پہنچ کر دیوانہ ہوجاتا ہے، بجز معشوق کے اور کسی کی یاد نہیں ہوتی، عشق حقیقی
- (طب) ایک طرح کا جنون و سودا جو خوب صورت آدمی کو دیکھنے سے پیدا ہوجاتا ہے
- شوق، آرزو
- عادت، لت، دھت، ٹھرک
- سلام، آداب عرض
Urdu meaning of 'ishq
Roman
- shadiid jazba-e-muhabbat, gahirii chaahat, muhabbat, prem, pyaar
- (tasavvuph) hubb mufrit aur kashish maashuuq aur hub maashuuq aur martaba-e-vahdat ko kahte hai.n is ke paa.nch darje hainh darja avval fuqdaan dil yaanii dil ka Gam karnaa, darja-e-dom taassuf ki jis me.n aashiq paidal bagair maashuuq ke haravqat apnii zindgii se mutaassif hotaa hai, darja-e-som vajd us kii vajah se aashiq ko kisii jagah aur kisii vaqt aaraam aur faraar nasiib hii nahii.n hotaa, darja-e-chahaarum besabrii, darja-e-panjum sayaanat, aashiq is darje me.n pahunch kar diivaanaa hojaataa hai, bajuz maashuuq ke aur kisii kii yaad nahii.n hotii, ishaq-e-haqiiqii
- (tibb) ek tarah ka junuun-o-saudaa jo Khuubsuurat aadamii ko dekhne se paida hojaataa hai
- shauq, aarzuu
- aadat, lat, dhut, Tharak
- salaam, aadaab arz
Synonyms of 'ishq
Antonyms of 'ishq
Proverbs of 'ishq
See AllRhyming words of 'ishq
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raazdaar
राज़दार
.راز دار
one who keeps a secret, who keeps a secret, trusty, faithful
[ Zaid mera razdaar tha lekin ab vo hamare mukhalifon se ja ke mil gaya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sahar
सहर
.سَحَر
time a little before day-break
[ Sahar hote hi insan to kya janwar bhi jaag jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suruur
सुरूर
.سُرُور
exhilaration (caused by wine, slight intoxication
[ Nawab ne aaj pahle-pahal pi thi ab unhen jo suroor hua to sabse pahle us dukan se jo chiz kharid ki wo usi sharab ki kai darjan botalen thin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
darzii
दर्ज़ी
.دَرْزی
tailor, dressmaker
[ Darzi ko ilzam dete aur kahte ki gareban usne banaya hi nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saraasar
सरासर
.سَراسَر
all, the whole, wholly, from end to end, from beginning to end
[ Ghalti sarasar uski thi jo adalat mein muddayi bana hua hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saraayat
सरायत
.سَرایَت
penetration, absorption, effect influence
[ Naqli dawa ka zahr mariz ki rag-rag mein sarayat kar gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
surKHaab
सुरख़ाब
.سُرْخاب
ruddy shelduck, Anas casarca, a species of lark
[ Surkhab ke nar aur mada din bhar sath rahte hain aur raat aane par alahida ho jaate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vird
विर्द
.وِرْد
self-imposed daily task or service, chant
[ Jannat ke khwahishmand log ek hazar gayatriyon ka vird kiya karen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saraab
सराब
.سَراب
a vapour resembling the sea at a distance (formed by the rays of the sun or moonlight on a sandy plain)
[ Chulistan ke ye dher ya hamvar maidan dur se sarab ka manzar pesh karte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dozaKH
दोज़ख़
.دوزَخ
hell
[ Jannat ya dozakh aadmi ko apne amal ki wajah se milti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of ishk, English meaning of ishq
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us ('ishq)
'ishq
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone