Search results
Saved words
Showing results for "irtiqaa"
Meaning ofSee meaning irtiqaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of irtiqaa
Sher Examples
merī maut ai saaqī irtiqā hai hastī kā
ik 'salām' jaatā hai ek aane vaalā hai
meri maut ai saqi irtiqa hai hasti ka
ek 'salam' jata hai ek aane wala hai
ye dil kā karb laboñ tak kabhī na aa.egā
mire liye ye ḳhamoshī kā irtiqā hī sahī
ye dil ka karb labon tak kabhi na aaega
mere liye ye KHamoshi ka irtiqa hi sahi
इर्तिक़ा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- (दर्शन) विकासवाद का सिद्धांत (प्रायः चार्ल्स डार्विन से संबद्ध) जिसके अनुसार मनुष्य जीवन के प्रारंभिक समय से विकास करके बहुत से परिवर्तनों के बाद वर्तमान स्थिती और परिस्थिती तक पहुँचा
- ( पद या पदवी या हैसियत की) ऊँचा होना, विकास करना, विकास उद्भव, उत्पत्ति, ऊँचाई
- धीरे-धीरे, शनैः-शनैः या क्र्मवार सीढ़ी दर सीढ़ी ऊपर चढ़ना
- समय गुज़रने या ज़माने के अदलने-बदलने से किसी सामर्गी की विशेषता में विकासशील परिवर्तन
اِرْتِقا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- (فلسفہ) قانون ارتقا یا نظریہ ارتقا (عموماً ڈارون سے منسوب) جس کی رو سے انسان حیات کے ابتدائی درجے سے ترقی کر کے بہت سی تبدیلیوں کے بعد موجودہ صورت اور حال تک پہنچا، (انگریزی) ایوولوشن
- (مرتبے درجے مقام یا حثیت کی) بلندی، بلند ہونا، ترقی کرنا
- درجہ بدرجہ، ترقی، زینہ بزینہ اوپر چڑھنا
- مرور ایام یا زمانے کے ادلنے بدلنے سے کسی شے کی خصوصیات میں ترقی پذیر تغیر و تبدل
Urdu meaning of irtiqaa
- Roman
- Urdu
- (falasfaa) qaanuun irtiqaa ya nazriiyaa-e-iratiqaa (umuuman Daarvin se mansuub) jis kii ro se insaan hayaat ke ibatidaa.ii darje se taraqqii kar ke bahut sii tabdiiliiyo.n ke baad maujuuda suurat aur haal tak pahunchaa, (angrezii) i.ii loshan
- (maratbe darje muqaam ya hasiit kii) bulandii, buland honaa, taraqqii karnaa
- darja badarja, taraqqii, ziinaa baziinaa u.upar cha.Dhnaa
- muruur ayyaam ya zamaane ke adalne badalne se kisii shaiy kii Khusuusiiyaat me.n taraqqii paziir taGayyur-o-tabaddul
Synonyms of irtiqaa
Antonyms of irtiqaa
Compound words of irtiqaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of irtika, English meaning of irtikaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
choGa
चोग़ा
.چوغَہ
a type of over coat, cloak
[ Qadir, siyah choghe mein malboos girje ke markazi phaatak ko khol ke andar chala gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dareG
दरेग़
.دَریغ
regret, sorrow, grief, vexation
[ Haqiqat ka izhar karne mein daregh nahin karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baaG
बाग़
.باغ
garden, cluster of trees, plantation
[ Zaaer ne phulon ka ek bagh banaya hai jahan wo subah-sham ja kar aaram karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
teG
तेग़
.تیغ
sword
[ Sohrab ne rustam par tegh ka zabardast vaar kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daroG
दरोग़
.دَرُوغ
a lie, falsehood
[ Muqadme mein kuchh aise pech padte gaye ki darogh ko farogh (progress) ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suraaG
सुराग़
.سُراغ
race, track, clue
[ Jo koi suragh malika ka lavega hazar ashrafi aur khilat (robe of honour) inam pavega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasid
क़ासिद
.قاصِد
messenger, courier
[ Qasid ne Imran ko khat hawale kiya۔۔۔۔۔ Imran apni qismat par hairat-zada bhi tha aur khush bhi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
charaaG
चराग़
.چَراغ
oil lamp
[ Diwali ke tehvar mein ghar-ghar charagh jalaye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daGaa
दग़ा
.دَغا
cheat, fraud
[ Sachcha dost kabhi dagha nahin de sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabiz
क़ाबिज़
.قابِض
a possessor, occupant
[ Bad-qismati se qaideen (Ruler) ke rukhsat hote hi mulk par naukar-shaahi qabiz ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (irtiqaa)
irtiqaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone