Search results
Saved words
Showing results for "iKHtilaaf"
Meaning ofSee meaning iKHtilaaf in English, Hindi & Urdu
English meaning of iKHtilaaf
Noun, Masculine
- difference, disagreement, discord
- dissension, contradiction, opposition, antagonism
- changes, revolution
Explanatory Video
Sher Examples
abhī to baat karo ham se dostoñ kī tarah
phir iḳhtilāf ke pahlū nikālte rahnā
abhi to baat karo hum se doston ki tarah
phir iKHtilaf ke pahlu nikalte rahna
pīr-e-muġhāñ se ham ko koī bair to nahīñ
thoḌā sā iḳhtilāf hai mard-e-ḳhudā ke saath
pir-e-mughan se hum ko koi bair to nahin
thoDa sa iKHtilaf hai mard-e-KHuda ke sath
ulajh rahe haiñ bahut log merī shohrat se
kisī ko yuuñ to koī mujh se iḳhtilāf na thā
ulajh rahe hain bahut log meri shohrat se
kisi ko yun to koi mujh se iKHtilaf na tha
इख़्तिलाफ़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- असहमत होना, विरोध, अनबन, अलग राय, मतभेद, वैमनस्य, नाइत्तिफ़ाक़ी, भिन्नता,
- अलग-अलग होने की अवस्था, जुदाई, अलग होने का भाव (जिससे हाल या महल में फ़र्क़ या दुई पैदा हो जाए)
- विविधता
- रूप या गुण में एकसमानता न होने की स्थिति, फ़र्क़, अंतर
- परस्पर झगड़ा, विरोध, परस्पर द्वेष, अनबन
- वैविध्य, विभिन्न प्रकार की
- अदल-बदल होते रहने की दशा, परिवर्तन, इन्क़िलाब
- (चिकित्सा) पेट की ख़राबी के दस्त, खाने का पेट में न ठहरना और दस्तों का आना
- भिन्न, अलग-अलग
اِخْتِلاف کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- (قول و فعل یا نظریات وغیرہ میں) نامواقفت، عدم تطابق، تضاد
- الگ الگ ہونے کی کیفیت، جدائی، علیحدگی (جس سے حال یا محل میں فرق یا دوئی پیدا ہوجائے)، تنوع
- صورت یا وصف میں یکسانیت نہ ہونے کی کیفیت، فرق، تفاوت
- باہم جھگڑا، مخالفت، معاندت، ان بن
- تنوع، رنگا رنگی
- ادل بدل ہوتے رہنے کی کیفیت، تغیر، انقلاب
- (طب) معدے کی خرابی کے دست، غذا کا معدے میں نہ ٹھہرنا اور دستوں کا آنا
- مختلف، الگ الگ
Urdu meaning of iKHtilaaf
- Roman
- Urdu
- (qaul-o-pheal ya nazriyaat vaGaira men) naamvaaqfat, adam tataabuq, tazaad
- alag alag hone kii kaifiiyat, judaa.ii, alaihadgii (jis se haal ya mahl me.n farq ya dave paida hojaa.e), tanavvo
- suurat ya vasf me.n yaksaaniyat na hone kii kaifiiyat, farq, tafaavut
- baaham jhag.Daa, muKhaalifat, mu.aanidat, in bin
- tanavvo, rangaa rangii
- adal badal hote rahne kii kaifiiyat, taGayyur, inqilaab
- (tibb) maade kii Kharaabii ke dast, Gizaa ka maade me.n na Thaharnaa aur dasto.n ka aanaa
- muKhtlif, alag alag
Synonyms of iKHtilaaf
Antonyms of iKHtilaaf
Compound words of iKHtilaaf
Related searched words
Showing search results for: English meaning of ikhtilaaph, English meaning of ikhtilaf
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
basaarat
बसारत
.بَصارَت
sight, power of seeing, vision
[ Aankhen bahut khubsoorat sahi basarat se mahroom hon to unhen aankhen kaun kahe ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sadaarat
सदारत
.صَدارَت
chairman
[ Aaj-kal jalson ki sadarat karna bhi izzat ki nishani samjha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sadaa
सदा
.صَدا
sound, voice, echo
[ Hindustani awam ne corruption ke khilaf sada baland karke sarkar ko bahut bada challenge kiya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
israar
इसरार
.اِصْرار
insistence, persistence, obstinacy
[ Koi dawat de aur bar-bar israr kare to inkar karna mushkil ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sohbat
सोहबत
.صُحْبَت
companionship, society, company
[ Kaha jata hai ki sohbat rang zaroor lati hai achchhi ho to achchha buri ho to bura rang ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sad
सद
.صَد
hundred, cent
[ Ainda dahaiyon mein Hindustan apni aazadi ki sad-saala taqrib mana raha hoga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sehat
सेहत
.صِحَت
health
[ Sehat kharab ho to zindagi ka zyada lutf nahin aata ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHuubsuurat
ख़ूबसूरत
.خُوبصُورَت
beautiful, pretty, handsome
[ Shalimar bahut khubsoorat bagh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasviir
तस्वीर
.تَصْوِیر
painting, picture, image, portrait
[ Ghar ki safai karte hue dadi-amma ke hath ka ek shisha mil gaya us par kapda pherte hi meri taswir raushan ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saabir
साबिर
.صابِر
patient, enduring, forbearing
[ Oont fauj aur aabadi ke liye bahut madadgar aur bojh dhone ke liye sabir mana gaya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (iKHtilaaf)
iKHtilaaf
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone