Search results
Saved words
Showing results for "hosh-mand"
Meaning ofSee meaning hosh-mand in English, Hindi & Urdu
English meaning of hosh-mand
Adjective
- prudent, sensible, intelligent, grown-up
Sher Examples
maiñ hosh-mand huuñ ḳhud bhī so merī ġhazloñ meñ
na raqs kartā hai āshiq na baal khīñchtā hai
main hosh-mand hun KHud bhi so meri ghazlon mein
na raqs karta hai aashiq na baal khinchta hai
tū hosh-mand kahāñ kā thā kuchh to kah 'mas.ūd'
ye kyā hai aaj tujhe dil ye iḳhtiyār sā hai
tu hosh-mand kahan ka tha kuchh to kah 'masud'
ye kya hai aaj tujhe dil ye iKHtiyar sa hai
vo hosh-mand agar hai to kar deñ dīvāna
vo be-ḳhabar hai to hushiyār kar ke dekhte haiñ
wo hosh-mand agar hai to kar den diwana
wo be-KHabar hai to hushiyar kar ke dekhte hain
ہوش مَند کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- عقل مند، ذی شعور، ہوش والا، عقل والا، ہوشیار، خبردار
Urdu meaning of hosh-mand
- Roman
- Urdu
- aqalmand, zii sha.uur, hosh vaala, aqal vaala, hoshyaar, Khabardaar
Showing search results for: English meaning of hoshmand
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hal
हल
.حَل
solution (of a knotty problem), resolution
[ Har masle ka koi na koi hal zaroor hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
malhuuz
मलहूज़
.مَلحُوظ
contemplated, regarded, considered
[ Koi kaam karo lekin dusron ka khayal bhi malhuz rahna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
istilaah
इस्तिलाह
.اِصْطِلاح
technical term, terminology, term
[ Lughat aur farhang hi wo zariya hain jin mein istilahon ke mani va mafhum bataye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qatl
क़त्ल
.قَتْل
murder, killing
[ Insani qatl ko baaz auqaat do suraton mein taqsim kar diya jata hai yani iradatan aur ghair-iradatan ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashtii
कश्ती
.کَشْتی
ship, vessel, boat
[ Hukm ki der thi ki maujon ka ek aisa thapeda aaya ki kashti tukde-tukde ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
libaas
लिबास
.لِباس
clothes, dress, attire
[ Shadi haal mein dulhan ke ghar ke sabhi log umda aur khubsurat libas mein maujood the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahluul
महलूल
.مَحْلُول
dissolved, solution
[ Chini aur pani ka mahlool sharbat kahlata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lihaaf
लिहाफ़
.لِحاف
quilt, blanket, quilted counterpane
[ Lihaf ke andar munh dhank kar sona tib ki roo se mana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kafaalat
कफ़ालत
.کَفالَت
protector, patron
[ Karkunon ki giraftari ki surat mein unke mutalleqin (relatives) ki kafalat ke liye funds nahin the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lihaaz
लिहाज़
.لِحاظ
respect, advertence
[ Muzammil ab bhi jalvat (public place) va khalvat (loneliness) mein unse lihaz baratta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (hosh-mand)
hosh-mand
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone